Logo

kia shoaib waja hai pak ke harne ki?

per hum kissey aik ko bhi nahin kasoorwaar keh saktey

Posted on 6/16/2004 10:19:20 AM

yeh bhi sahi hai

Posted on 6/17/2004 6:59:02 PM

kia kahna hai kasoor war buss jab ganda kheltay hain ganda result ata haii lekin sharjaaa cup main hamari team acha perfom kary gii

Posted on 6/18/2004 3:42:01 PM

yaar ek baat hai hamari ko ALLAH ne itna talent dia hai ke hamay na andar ke bahar ke coaches chaiye hamari team without coach bhi khel sakti hai magar yar jab koi khud nahi khelna chahe to koi kia karay

Posted on 6/18/2004 4:00:30 PM

buss yaar ye couches kay chakkar nay team ka bura hal kar dia haii aab phir naya coach hogaya haii

Posted on 6/23/2004 9:07:54 AM