Logo

zara nazar to daliye

aap nay mushaira karwana hai??

Posted on 6/7/2004 11:27:41 AM

karvaoonga to bhi aap ko nahi bulaoonga

Posted on 6/7/2004 11:41:53 AM

mughey mat bhulaye ga mera bara faida hoga her second aur situation per nea share arz kerti hon mughey poerty se ishq hai ishq....

jab bhi utarti hon tere yadoon ke ghata main
yaad a jati hai woh beraham barsati shaaam

jab tumne jate hue mughey dhekha tha kabhi
jab main tumare liye ho gai thi khas se aamm


Posted on 6/7/2004 11:45:26 AM

janab hum to mushairoon say dooooor hi achayy

abb beghair kisi dar kay mushaira karwain

Posted on 6/7/2004 11:46:33 AM

appse kaun darta hai javad jee app itne na banain ok aur mushairoon ko kuch kaha to kiran se bura koi na hoga understand..

Posted on 6/7/2004 1:23:00 PM

dhmakee aur woh bhi javad ko


javad yeh main kia sun raha hoon

Posted on 6/7/2004 1:37:52 PM

arary ye dhamki nahi haiiiii

yaaar kiran bata rahi hai kay wo kitni buri hai

Posted on 6/7/2004 2:05:06 PM

accha hua bata dia nahin to kia se kia ho jata

Posted on 6/7/2004 2:07:10 PM

kiya se kiya hona tha javad samagh gae hain ke main un ko dhamki nahin de sakti akhir ko woh mere..................................bhai hain....

Posted on 6/7/2004 2:08:25 PM

main smajha aaj khoon kharaba hoga jb main

sara adventure gharat ho gaya

Posted on 6/7/2004 2:18:13 PM

app khun kharab e main khush rehte hain phir to main idher se hi andaza laga sakti hon app outlook main kaise hon gai.....

Posted on 6/7/2004 2:20:52 PM

ANDAZE KI KIA ZAROORAT HAY AAP NE GULSHAN GROVER,MOGAMBO KO NAHIN DEKHA KIA I AM A VILLIAN

Posted on 6/7/2004 2:24:46 PM

acha theek hai waise funny man....

Posted on 6/7/2004 2:30:04 PM

ye gulshan main phool bhi hain kay nahi

Posted on 6/7/2004 4:16:30 PM

o mogambo bahi
kia masla hai aapka?

Posted on 6/8/2004 10:40:43 AM

masla nahin loaded aslah rakhte hain hum


bad man

Posted on 6/8/2004 11:53:39 AM

ok
to puri tayyari ke saath attack karain ge
fine then come

Posted on 6/8/2004 12:01:08 PM

cute baad main tum cute nahin raho gay soch lo

Posted on 6/8/2004 12:06:52 PM

aray tum apni socho
main sochne par nahi karne par yaqeen rakta hoon

Posted on 6/8/2004 12:35:50 PM

karo bhi ab kuch

Posted on 6/8/2004 1:21:23 PM

yar dhamkate tumho karnay ka mujh se bol rahe ho

Posted on 6/8/2004 2:35:00 PM

Apno ne hamay loota gherou main kahan dum tha
Meri kashti bhi wahan doobi jaha pani kam tha

Posted on 6/9/2004 1:28:42 PM

tera dil bhi jana beqarar ho jai
rab karay tujh ko bhi pyar ho jai

Posted on 6/12/2004 10:52:37 AM

yaar kion nahi samjahtyy


apnay hi giraaty hain nasheman par bijlian

Posted on 6/23/2004 9:43:13 AM

acha bhai ab samaj gaya, bus??????????

Posted on 6/23/2004 7:19:34 PM

acha bhai ab samaj gaya, bus??????????

Posted on 6/23/2004 7:20:10 PM

ji buss

Posted on 6/24/2004 7:28:58 AM