Logo

Rahdey

Rahdey says : mein mar key jaan allha ko donga .
munnna bahi says: apun bola khaal apney ko deyna .
boley tu chamra deyna ka kya?
waran bahi ko bolkey mummy sey pitwaney ka kya ? loogo

Posted on 6/3/2004 11:25:12 PM

janvi says...."tum mujhay chor tu nahin do gay na"
sidhu says...."mar jaon ga"

i love these two lines in the whole movie RUN...when they were in cinema... just these two lines...
the way they said it...n the way abhishek said.....MAR JAON GA...he just said this aur kuch nahin kaha....
i love those moments when he said this to his gal...


but yah sab jhoot hota hai....jab ladki pochti hain...mujhay chor tu nahin do gay....tu ladkay yahi kahtay hain....
but zara si problem hoti hai tu chor daitay hain...ladkiyan isi as main hoti hain kay nahin chorain gay...but pata chalta hai sab khatam ho gaya hai...yahi duniya ka nazam hai...aur yahi life hai...

Posted on 6/3/2004 11:32:18 PM

"mohabbat bhi zindagi ki tarah hoti hai har moor asan nahi hota har moor pe khushi nahi milti par jab hum zindagi ka sath nahi chortay tu mohabbat ka kyun choren"


i jus love this line its rom movie mohabbatein and srk said this to his students, so ture na really look like a real life dialogues.

Posted on 6/4/2004 4:32:14 PM

charizmatic:
"mohabbat bhi zindagi ki tarah hoti hai har moor asan nahi hota har moor pe khushi nahi milti par jab hum zindagi ka sath nahi chortay tu mohabbat ka kyun choren"


i jus love this line its rom movie mohabbatein and srk said this to his students, so ture na really look like a real life dialogues.



really nice....jab hum zindagi ka sath nahin chortay tu muhabbat ka kyon chorain...jaisay zindagi say munh morna gunah hai tu muhabbat say munh morna bhi gunah hi hoa na...

Posted on 6/6/2004 12:11:07 PM

mysteriousgal u r 100% rite saray larkay aesay hee hotay hain jab pyar apni aakhri hadon ko cross karleta hai tou yeh chor k chalajatay hain aur unko koi farq bhi nahi parta kitnay behis hotay hain na yeh larkay

Posted on 6/6/2004 11:14:23 PM

well well sorest why u r negative haan why u think boys hii chor dayaty hain why u think boys ko kuch farq nahii perta i think app nay dunia hii nahii daykhii ya dakhii haii to bus apnay tuk rah ker.look world har kasii kii nazer say app ko kud pata chal jy ga.aur na to larka chorta haii aur na larki.kuch halat asay hpo jaty hain aur kuch prob like that.
sorestfungus:
mysteriousgal u r 100% rite saray larkay aesay hee hotay hain jab pyar apni aakhri hadon ko cross karleta hai tou yeh chor k chalajatay hain aur unko koi farq bhi nahi parta kitnay behis hotay hain na yeh larkay

Posted on 7/3/2004 3:09:41 PM

soo true.. heart_hacker...
well said

Posted on 7/4/2004 2:31:05 AM


Posted on 7/6/2004 12:32:08 AM

salam well aamir, Rahdey nain mar ker jaan Allah hii ko to dani haii hum nay kub kaha us nay mar ker jaan reahtay daroo ko daynii haii.and munnay ko bakry kii khaal day do na.wasay ajj tuk many jitnay biimunnay dakhy hain wo munnay hii haii pata nahii kob bary hongain.and wasay waran kiy abaat haiii bohaat ammi kii mar yaad a rahii haii aur aamir is main gussay wali kia baat haii haan us ka khany ka matlab samajnay kii try karoo na ammi saay pitwaney ka mean wo bii to pit choka haii na.
AAMIR-2:
Rahdey says : mein mar key jaan allha ko donga .
munnna bahi says: apun bola khaal apney ko deyna .
boley tu chamra deyna ka kya?
waran bahi ko bolkey mummy sey pitwaney ka kya ? loogo

Posted on 7/7/2004 10:57:49 AM