yas shadi k liye piyar hona aapis main zaroori nahin 99% log sirf samjhotay ki zindagi guzartay hain aur i8s ko apna farz samajhtay hain bohat kam aisay hain jin main waqi piyar hota hai....kisi bhi happily married couple ko alag alag poochho hazar burayan karain gay aik doosaray ki,,,waisay bhi hubby ho ya wife ,,,sab ka aik hi nara hota hai...yeh main hi hoon jo tumharay saath guzara kar rahi/raha hoon......
Laikin ye bhi dekha gia hai...k jab aik dosray say door hotay hain ...to utna zaida hi aik dosray ko yaad kartay hain ...aur jab samnay aatay hain to akrooo Ban jatay hain .......
but again the bottom line is...
LOVE doesn't happen
U make it happen
U can't love an ugly person
U want the perfect one
so...
Love it self is a selfish feeling...
shaadi waadi it's all the time waisting purposes
ab purana dour gaya yaroon jab zindagi ki life mal gadi ke speed se chalti thi ab tou jet age hai
gharwalo se pucho agar tayyar hai to theek hai
warna court marraige ke doors hamesha khulay hai
ain't i right??
hmmmm.. i agree aik cheez liye
agar ghar waale mante hein to theek,, nahi to baad mei maan ja'ain ge
but if u promised someone to spend ur life with then promis torna nahi chaiye,, chahe kuch bhi ho
par khair agar aap ki niyyat pehle se kharab thi to,, wot can i say,,
kabhi aap ko bhi badla mile ga,,
baat aisi hai ke arsalan is right...all the valid points there...
n sall promise gaya choo mantar...lol
mein agar kisi ko promise karoon aaneka, aur raaste mein koi ussay bhi achchi mil jaye, to mein usko le jata...