aap ke pyaar mein hum savaarne lage.....
dekh ke aap ko hum nikhar ne laage...
is kadar aap se humko mohabbat huvi...
toot ke baajaon main bikhar ne lage...
aap ke pyaar mein hum savaarne lage.....
ahsas ye merey dil ko hooa
ankhein teree kuch kehteee rahein
chaha tah bohut kuch keh na saka
berhta hi raha tera mera faslaaa
ooooo
dil tu kahey ye rahey na durieyan
tum ko bhula doon kahen majbooriayn...
aye dil dil ki duniya mein
aisa haal bhi hota hai...
Baahar koi hansta hai...
ander koi rota hai...
aye dil koi pehchaanna nahin
kisi ne yea maana nahin
kisi ne yea jaana nahn
kisi ko baatana nahin
dard chup hai kahan...