ji mainy to koe batamizi nahi ki rishta mangnay mai burayi kia hai kisi ka bhi manga ja sakta hai?
haan tu kisi ka bhe mangay ... aik main he kia nazar aa rahee hoon jb main.. ??![]()
adiiii .....
hoa kiya?![]()
arey yaar mujhe bhi shadi kerni hai
adiiii .....
Hai Rabba main ki kita hai ...Rishta hi kar wa raha tha..bas ji horr taan kuch nahi ...![]()
![]()
yaar mainay kia kya hai yar mai jab bhi koe bat kerta hon tum log boht rude language use kerty ho why?yaar kia gareeb admi shadi nahi kerskata ?