ab app an batain to wo alaag baat hai ..![]()
oh sis agar koi bat hotti to tum se to na chuphatta
ye app kis khushi main hans rahay hein ..![]()
yaar muj ko aik bat samaj nahi arhi kay yehjo room hai wo herat broken girl ka hai aur yaar msg kia day rahy hain ap loog?? yar uska dil toda hoaa hai kuch kero yaar?

Aadat hai![]()

dats none of ur business bucko! aur haan aap ko kuch kerne ki zaroorat nahi hai i m better of widout ur help atleast
sunnzz mujay tumsay boht hamdardi hai pata nahi mujay kuch aisa lagta hai kay tumharay aur meray khyalaat kay saath ham loogon kay dil bhi dotay howaay hain laikin tum prshan nahi ho mai abhi tak ler raha hon is zamanay say aur lerta rahonga jab tak kay yeh log mujay samaj nahi jatay

to fir kia kiya jai sunnzzz ji is ka![]()
bolnay dein .. sunta kaun hai ..![]()
![]()