Main bhi konwara hon jii or main chahta hon main hamesha aisa rahon...kisi kay aps koi suggetion hai is baray main kay sara din konwara kasiay raha ja sakta hay?? ghar walon ko kaisay samjhaya jay ??
Konwara rehne say mere baal salamat rahayngay...meri tond bahar nahi aygi..or main kisi ka ghulam nahi honga...hathkari jo bazahir nazar nahi ati laikin har shohor kay hath main hoti hay woh nahi pehni hogi...or bhi bht saray fawaid hain /FONT>