well! ladies and gentlemen's i didn't mean you give your opinion about what my friend should do.....
i gave that examples just because wana explain how much problems a person can face if he try to change something bad in society....
f-16 aik dum sei hum kuch change nahi kar saktay that's right okay then tell me if you want to change society ..from where you start ?
i didn't understand what does that means ye kafee bara event tha .. theek hai us kay parents ..family.. inlaws .. nahi maan rahay thay .. tu wo un ko un kay shauk poray kernay daita .. aur khud wo saab na kerta ..
that's quite amusing......you means usay apni shaadi mein shirkaat nahi karni chahiyee thi ???(tht is what i get from your answer)
secondly .. sirf shadi kay event ko nahi theek kerna aur bohaat kaam hein hamaree society kay..
agar woe koi ore kaam ko change karnay ki koshsih karta tub be tum yehi kehti ..sirf ess kaam ko change nahi karta ore be bohot sei kaam hai jin ko change karnay ki zaroorat hai........
uss nein apnay samnay jis cheez ko payaa........matlab jis cheez ko change karnay ka ehtieyaar usay hasil tha...jis cheez ko woe samajta tha kay change kaar sakta hai ..........usay uss nein change karni ki koshish ki........the good thing is he tried atleast! dosn't matter he successed or not.
aur ye baat kay loog pagal .. bewafooq .. jo marzee kahein .. we aren't here to make people happy .. hamain Allah ko khush kerna hai .. n that should b our AIM in life ... apnay app ko aisa bana laina hai apnay ikhlaaq ko apnay app ko kay loog khudhee app ki taraf attract hoon .. like koi app say jhagra karay .. app us nay na jhagroo .. koi app ko bura kahay app us ko kuch na kahoo .. like ye bohaat choti cheezain hein .. par they so matter in our life ..
har koi agar sirf apnay apnay ko theek ker lay.. tu i don't think kay koi burayee is society main rahay..
Yes! naturally tu yehi hona chahiyee hamene logoon ko khush karnay ki koi zaroorat nai........paar kya wakeyee hum aesa kartay hain ????????? just take an example of yourself ........you will find we do a lot of unnessessery things just to make peoples happy..not for our inner satisfaction...
haameen apnay app ko aesa banana chahiyee kay loog humeen dekh kay sabak sekheen ya hamari examples dein....every one say that ......paar kitnay hai jo try be kirtay hain ore kamyaab be ho jatay hain ?????????
koi app sei jugra karay tu app ko nahi karna chahiyee ..........im agree on it...........ess ki aik clear example hamaray pyaree nabi (PBUH) hain........
freddyy
apne dost se kehna tha kissi majboor gareeb larki se shadi kar leta
tab susral waale koi shor na machate
woe khud aik gharib aadmi hai uss kay susaraal walay be ghareeb he thay.......hamaray yaha ess tarha kay kamoon mein amir gharib sub aik jesay ho jatay hain...........woe dosroon sei mukabaala karna chahtay hain kay hum be kisi sei kum nahi ...........chahieyee baki ki sari zindagi karzaa utarnay mein he guzar jayeee......