Hi friends, I am Sunny Malik your new and OLD friend Here you will find Poetry of Pain...... if anyone like to read about pain so you are on right place here.......... if you like to so plz send some too.... but everyday you will get something new here Umed hai time acha guzaray gha ap ke saath
mujhey phool na dena mujhey unse nafrat hai dena hai to kaantey dedena mujhey unki aadat hai woh chubtey hain zhakham detey hain imandari se phool to bewafa hotey hai , doka detey hain wafadari se!!! (Sunny)
Age: 125
7455 days old here
Total Posts: 6204
Points: 0
Location:
United States, United States
Thay Mezbaan Tum Magar Mehmaan Bhi To Thay Sab Jaantay Thay Lekin Anjaan Bhi To Thay Zakhmi Jigar Ka Zikr Bhi Kis Sai Bhala Hum Kertay Zakhmi Dil Kai Tum Malik_E_Makan Bhi To Thay....
Age: 125
7604 days old here
Total Posts: 9535
Points: 0
Location:
United States, United States
''KABHI JO HAKIKAT THEY ABB AFSANEY HOGAYE KAL JO APNEY THEY AAJ BEYGANEY HOGAYE BEYKAAR KA RONA HAI KYON ROTA HAI SAROSH YEH KHEYL TO TU BHI JANTA HAI KITNEY PURANEY HOGAYE''
Age: 125
7604 days old here
Total Posts: 9535
Points: 0
Location:
United States, United States
kabhi khamosh behtho gaye kabhi kuch gungunao gaye. main utna yaad aoon gi mujhay jitna bholao gaye... nai ratomain tum aksar puranay din talasho gaye koi chehra bhi mil jaye mera chehra tarasho gaye
Age: 125
7604 days old here
Total Posts: 9535
Points: 0
Location:
United States, United States
Us ne phir poocha meri khamoshi ka sabab... Is rangein duniya mein udasi ka sabab... Is terha toot kay chahne ka sabab... yun apne dil mein Basane ka sabab... har lamha us ko sochne ka sabab... apne naam Se yun jorne ka sabab... bahoon mein rakhne ki tamana ka sabab... labon se choone ki tamana ka sabab... juda ho janay kay dar ka sabab... kho janay kay dar ka sabab... bichar janay kay dar ka sabab... bhool janay kay dar ka sabab... kia kahoon mein...kia kehta bas yahi keh saka...Kay tum meri ho mujhay tum se mohabat hai
Age: 125
7604 days old here
Total Posts: 9535
Points: 0
Location:
United States, United States
"woh Dil hi mera torr gaya ek choti si baat pe rooth gaya mujhe chor gaya bhari duniya main mere Dil ko kaise torr gaya maine sapne dekhe sab us ke woh sapne kaise torr gaya main jo us ki thi woh mera tha woh kaise yeh sab bhool gaya mere Dil ki baat hi na jaan saka woh bewafa kya karta wafe woh meri wafa ko bhool gaya woh Dil hi mera torr gaya
Age: 125
7578 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Muskaratay Raho Dard kaisa bhi ho ankh nam na karo Raat kaali sahi koi gham na karo Aik sitara bano jagmagatay raho Zindagii mein sada muskaratay raho Baant'ni hai agar baant lo har khushi Gham na zahir karo tum kisi per kabhi Dil ki gehraai mein ghum chupatay raho Zindagii mein sada muskaratay raho Ashk anmool hain kho na dena kahin In ki har boond hai motiyoon se haseen In ko har ankh se tum churatay raho Zindagii mein sada muskaratay raho Faaslay kam karo dil milatay raho Zindagii men mein humesha.... muskuratey raho