Hi friends, I am Sunny Malik your new and OLD friend Here you will find Poetry of Pain...... if anyone like to read about pain so you are on right place here.......... if you like to so plz send some too.... but everyday you will get something new here Umed hai time acha guzaray gha ap ke saath
mujhey phool na dena mujhey unse nafrat hai dena hai to kaantey dedena mujhey unki aadat hai woh chubtey hain zhakham detey hain imandari se phool to bewafa hotey hai , doka detey hain wafadari se!!! (Sunny)
Age: 39
7298 days old here
Total Posts: 7964
Points: 0
Location:
peshawar, Pakistan
har qarz dosti ka ada kon karey ga jab hum na rahey to dosti kon karey ga aay khuda merey doston ko salamat rakhna warna merey jeney ki dua kon karey ga
Age: 124
7438 days old here
Total Posts: 6204
Points: 0
Location:
United States, United States
ONLYARBAB said:
phir kiyon hay ghareebon k makan may andhera yeh chand ager sarey zamaney k liye hay
oH bAHYA YEH gAHREEBOO KE GHAROO MAIN ANDAYRAA NHI HAI BAS AP JAYSYA AAAMEEROO KO DEKHNAY MAIN FARAK LAGATAAA HAI.......... sorry guys main nay aj kuch post nhi ki kuch khas kam tha is liye net use nhi kiya likun ab yahan hoon..........
Age: 124
7438 days old here
Total Posts: 6204
Points: 0
Location:
United States, United States
Mere saamne bhi unse parda uthaya na gaya, faasla kam tha magar mitaya na gaya, Unki aankhon se na tapakne lage mere aansu Is darr se unko haale dil sunaya na gaya..!! SUNNY
Age: 124
7438 days old here
Total Posts: 6204
Points: 0
Location:
United States, United States
kiran said:
suna hai loog ise loog ankh bhar ke dhekhte hain kuch din uske shehar main tehar ke dhekhte hain
suna hai rabt hai usko kharab haaloon se so appne appko barbad kar ke dhekhte hain
suna hai bole to batoon se phool jharte hain yeh baat hai to chalo baat ker k dhekhte hain
suna hai din ko ise titliaan satati hain suna hai raat ko jugnu tehar ke dhekhte hain
ruke to gardashain iska tawaf kerti hain chale to usko zamane tehar ke dhekhte hain
Nice Kiran
Ye Jeevan kora kaagaz hai, is kaagaz ka koi chhor nahi Kab shuru hua kahan hoga Katem (anth), tujhe maloom koi taur nahi, Kya paaya hai kya paana hai tu karta hai kyon gaur nahi Tera jeevan teri Paheli hai, ise boojhega koi aue nahi !
Age: 124
7438 days old here
Total Posts: 6204
Points: 0
Location:
United States, United States
Is Raat Ki...Tanhayeeon K Sab Rang Badal Gaye Hain Chand Nikla Hai Waisay He Andharay Badal Gaye Hain Jo Banay Thay Kabhi Humsafar Aaj Woh He Mukar Gaye Hain Iss Tutay Huay Dil K Saray Jazbaat Badal Gaye Hain
Age: 124
7438 days old here
Total Posts: 6204
Points: 0
Location:
United States, United States
kiran said:
jo tu hi na mila to jeena kiya yeh zehar zindagi ka peena kiya
jab khawab nahin to kiya karain zakham dil ke yun hi seena kiya
Us bewafa se dil ko wafa ki tahlash hai Bemar-e-la dawa ko dawa ki tahlash hai zolfay zarra bakeer ke aj jaoo jat(roof) par mosaam ko aj kali kahtaa ki tahlash hai