Hi friends, I am Sunny Malik your new and OLD friend Here you will find Poetry of Pain...... if anyone like to read about pain so you are on right place here.......... if you like to so plz send some too.... but everyday you will get something new here Umed hai time acha guzaray gha ap ke saath
mujhey phool na dena mujhey unse nafrat hai dena hai to kaantey dedena mujhey unki aadat hai woh chubtey hain zhakham detey hain imandari se phool to bewafa hotey hai , doka detey hain wafadari se!!! (Sunny)
Age: 124
7438 days old here
Total Posts: 6204
Points: 0
Location:
United States, United States
kiran said:
zindagi ki shaam kab ho pata nahin per tere naam hi yeh zindagi rahi
Chal aise jaise chalti hain hawaayein, Phoolon ko khilaayen,baharon ko hansaayen.. Baant le sabke gham ke khushnuma ban jaayen fizaayen.. Issi jahan mein hai dard aur iss dard ki dawaayein…
Age: 124
7438 days old here
Total Posts: 6204
Points: 0
Location:
United States, United States
kiran said:
majbuur dil tha ke hum nahin thai tere siwa aur koi ghum nahin thai
Har zakam ko seenay main saja laytay hain har dard ko hum dil main baasaa laytay hain ap phooloo pay bhi sootay hain to dukta hai hai badan hum to kantoon ko bhi ankoon main laga laytay hain ~¤´¨) ¸.·´ ¸.·´¨) (¸.·´ (¸.·´`·--->Sunny
Age: 124
7438 days old here
Total Posts: 6204
Points: 0
Location:
United States, United States
Sunny kya howa jo un ke saath hai rakeeb phool ke saath bhi khaar(kanta) hota hai woh na ban pay gha kabhi bhi tera phair tu kyon bekarar hota hai?????
Age: 124
7438 days old here
Total Posts: 6204
Points: 0
Location:
United States, United States
Zindagi se kar behthe hum itnaa pyar Ke maut aayee to aakhon me aasoon aagaye Lekin aaj ye hum bhool chuke hai Ke zindagi ko gaale laagaate waqt bhi hum ro rahen the...
Age: 124
7587 days old here
Total Posts: 9535
Points: 0
Location:
United States, United States
jane kiun hum apni aankhon mein sapne saja lete hain aur chahte hain k ye sapne tootne na paaen phir achanak hawa ka ek tez jhonka kagaz k tukdon ki tarah humare khuwabon ko fiza mein bikher deta hai aur humare sajje hue armaan ek pal mein khatam ho jate hai... phir kabhi kabhi hum kisi k liye sochna shurooh karte hain aur justujoo karke use paane ki koshish karte hain hum us manzil ki taraf badhna chahte hain jis k fasle hum kabhi nahin tae karsakte kabhi nahin.............
Age: 124
7587 days old here
Total Posts: 9535
Points: 0
Location:
United States, United States
raat kii tnhaye mai shoor tha too barish ka toot kay kahen barsaa kon thii joo aaye thii khowab koye laye thii tooty ghar kay aangan mai aak udase chaye thii pochte thi kon hai woo......!! kion yahan par aaye thii...!! ujree maang woo bhthe haath mai toote chori our rang tha mhndi ka ajj phir say bhkre thii khowab shayed toota tha aankh say bhte nadya shoor tha too barish ka toot kay kahen barsaa
Age: 124
7438 days old here
Total Posts: 6204
Points: 0
Location:
United States, United States
Bhaot achay Paki yar chotay chotay wirte karoo jis ki samjh mujh ko lagay main 2 line read karta hoon to Baki bhool jata hai Likun bahot ahcay hain paki ap ki bat he kuch aur hai woh apna JanuBABE nazar nhi aiii hum say nazar to nhi na hoo ghi
mila tha itifaaq bichernaa naseeb tha woh itna door hua jitna kareeb tha main usko dekhney ko tarsati hi rehegi jis shaks ki hateli per mera naseeb tha
Age: 124
7438 days old here
Total Posts: 6204
Points: 0
Location:
United States, United States
itne shikwe itne gile bin soche keh gaye zindagi se kya kabhi socha yeh zindagi hai kiske dum se jab kabhi lagi thokar, dil ke hue itne hisse chaah kar bhi chip na paaye doston se woh kisse
Age: 124
7587 days old here
Total Posts: 9535
Points: 0
Location:
United States, United States
*!Es duniya mein ghum hi ghum milein gey Is duniya mein dost kum milein gey Jis rah per duniya tumhein choor dey gi Us raah per tumhein hum milein gey!*
Age: 124
7438 days old here
Total Posts: 6204
Points: 0
Location:
United States, United States
paki_fan said:
*!Es duniya mein ghum hi ghum milein gey Is duniya mein dost kum milein gey Jis rah per duniya tumhein choor dey gi Us raah per tumhein hum milein gey!*
Zaaruri nahi hai jo manzil tak le jaye woh bewafa na ho Shayed is meherbani ke piche koi maksad chupa ho