Dont know app ko mery topic kasay lagain bore or u dont like but main kuch na kuch janna chahta hoon....... ajj irsa kay aik topic say mujy aik baat yaad ayii and main nain samjha koyoo na app say poochi jay.... hum nain akser suna hoo ga and dakha bii hooo.. kay akser log shadi say phaly apnain parents ko bohaat
Piyar kerty hain but after shadi nahii un ko akela ker dayty hain ,,,mean alag ho jaty hain AKaher koyoooooo
jub wo old hoty hain to un ko old house main bayj dayty hain akher koyooo
^i know asa zayda bahir hota haii but pakistan main bi asa hota haiii,,,,
parents hum say humeedain laga ker rukhty hain but un kay old honain per hum un kay sath bura salook and un ko hurt koyoo kerty hain...
plzz jawab dil say and sach no jhoot no number barhanain kay leay jawab dii jeay ga,,,
i want truth....
why we r so bad and why we do this ???????????????????
Shahrukh Khan
Age: 125
8005 days old here
Total Posts: 43596
Points: 0
Location:
Netherlands, Netherlands
agree..happens alot...because kuch logoon ko wives aisi milti hain key woh unke ghulam ban jaate hain...you know in our neighbour lives a dutch family...admi ka father unke saath rehta tha aur phir uski biwi ne kaha esay old house main chor aao...very strange...us admi ne uski baat bhi maanli...aur kuch saal baad his father died...he was crying last year wife ne husband ko ghar se nikal diya dont know what was the reason...jab tak Insaan ke ander apne parents ke liye mohabbet hogie wo kabhi nahi chore ga...aur jo chor dete hain...wo bare unlucky hain
joker
Age: 125
7743 days old here
Total Posts: 8892
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
well khan shadi kay baad wife akser kan bartii rahtii haiii and us ko sometime kuch acha nahii lagta. wo har baat ko apnain leay prob samjhti haiii and wo chahti haii kay mera raj hoo is ger per.. and us ki reason bi yay hi hoo gii and mr faradiya ALLAH na kary kabi asa hoo kasii kay sath.. but asa nahii kahty mery parents nahii howy alag and main just app logo ki thinking janna chahta hoon and kuch batana chahta hoon
"Yaad rukhna jo jaisa kerta haii waisa bharta haii mean to say jo apnain parents kay sath bura kary ga us kay sath bi asa hi hoo ga"
shaista
Age: 125
7507 days old here
Total Posts: 4265
Points: 0
Location:
Antarctica, Antarctica
mere khayaal main insaan shadi ke baad do hisson main bat jaata hai. eik to apna ghar basane ke khwaab. we think we wd be happier if we would live apart from our parents. apna eik ghar basayein, apni dunya main blablabla...
but i think ke jaisa hum apne parents ko ab treat kareinge waise hi humari aulaad humain treat karegi. so we shouldn't be selfish. taking care of our parents means a brighter future for us
joker
Age: 125
7743 days old here
Total Posts: 8892
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yes but yay hi sawal haii akher hum sub janty hain phir koyoo asa kerty hain wo parents jo humain sarii zindagi khush rukhty hain hum bemar hoon to humara khayal rukhty hain and yahan tuk kay apni khushi bhool ker humara khayal rukhty hain phir asa koyoooo asel main shadi kay baad larka and larki dono per depend kerta haii wo kia prog banaty hain kia mood haii un ka kia sochty hain like that,,,,
shaista
Age: 125
7507 days old here
Total Posts: 4265
Points: 0
Location:
Antarctica, Antarctica
baat yeh hai ke insaan bahut hi ziada khudgharz ho gaya hai. aggar hum apne aap se bhi dhoka kar sakte to woh bhi kar guzarte to parents kia cheez hain....
Ashii
Age: 125
7891 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0
Location:
France, France
shadi k baad seperate ghar lena koi galt baat nahi hai par parents ka khyal na rakhna,, unhein akela chor dena,, yeh sab galt hai
jahan tak mera khyal aurat ka zyada kasoor nahi hota,, agar bande k dil mei apne parents ki izzat aur pyaar hai to woh apni bv k kehne mei kyun aae ga bhala
kyun ka jawab yeh hai k - log parents aur apni personal life mei balance nahi kar sakte - selfishness - i ve seen parents bhi kabhi kabhi sir hi char jate hein,,, apni aulad ki zindagi kharab karne pe tule rehte hein
we cant compare ouselves to europe,, coz yahan aisa iss liye hai k old homes mei rehne walon ne apne parents k saath bhi yehi kiya tha,, waise bhi its another way of life,, most of ppl pehle se hi tayyari kar rakhte hein k budhe ho k konse old house mei rahein ge,, ya phir kya karein ge
joker
Age: 125
7743 days old here
Total Posts: 8892
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hmmmmmm u r all right but baat yay haii kay main nain kasii ka kasoor nahii kaha but look humary parents humain koyoo bara kerty hain ( i am talking about muslim worlds)takay hum un kay burhapy (old) per un ka sath dayain un ki help karain. but sall u know aik aurat aik mard ko apnain kabo main ker suktii haii bohaat asaani say jub kay mard bohaat mushkil say,,,,, and ALLAH asa din kasii ko na dakhy ameen but ager app wahan haal dakhain to app ko pata chaly ga saray ka sara kasooor larki ka nikalta haii koyoo is main kuch wajhoohat aa jati hain like larki nain kan bary larka larki rehna nahii chahty ger chota haii or any thing parents ya wo lerty hain har roz aik dosry say ger main tension rahtii haiii etc etc
Ashii
Age: 125
7891 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0
Location:
France, France
ehemm,, parents aulad ko apne burhape k liye palte hein i wld call it selfishness selfish logon ki aulad selfish hi hogi na
khair,, yeh mera apna opinion hai,, aur mere opinion se aam log khafa hi hote hein,, hehehe,, forget it
okk theek hai,, maan liye larki ka kasoor hota hai par tell me one thing,, maa baap larki k hein ya larke k ?? yarr,, mard ko aurat kabu kar leti hai,,,,,, wots this rubbish,, mard itna masoom hota nahi hai jitna apna matlab nikalte wakt ban jata hai khair,,, u dont wanna know the real reason,, coz start se hi aap aik ki galti maan k bathe ho
charizmatic
Age: 125
7895 days old here
Total Posts: 5317
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
well kisi ne kaha hai world is round so jo aap karo gay kal ku ap ke bachon ne wohi apke sath karna haii in urdu we call it MAKAFAAT E AMAL aur yehs ab kuch halaat pe bhi depend karta hai but parrents ka yeh expect karna apnay bachon se ke woh old age mein unka sahara banengay is not a selfishness at all even QURAN MAJEED mein yahan tak kaha gaya hai ke agar tumharay ghar pe borhi maan ya baap hein tu tum jihad pe na jaou unki khidmat karo tumharay liay yehi jihaad hai aur yeh ek natural si baat hai ke jab parrents sari zindagi apnay bachon ko paal pos kar bara karengay tu unki bhi expectations hongi ke bachay unkay burhapay mein unka khiyaal rakhen.
joker
Age: 125
7743 days old here
Total Posts: 8892
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
right sall and chriz
but sall jub hum per koyii waqt ata haii hum nahii sochty kay dosra kia kahy ga. simple ager app money kerch karoo to theek ager dosra kary to galat like app kud aik kam kerty hain and jub wohi choty kerna chahty hain to app un ko mana kerty hain what this app is ko selfish kahtii haii jub ki bakiyo ki nazer main yay un ka haq haii...
Ashii
Age: 125
7891 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0
Location:
France, France
chashmatic apni aulad se umeed rakhna k woh hamara sahara banein ge galt nahi hai par unhein sirfff iss liye palna,, aur baat baat pe jatlana aur unhein sirff iss kabil banana k woh iss kabil ho sakein k hamara sahara ban ja'ain,, baki sab gaya bhaar mei this is SELFISHNESSS
aulad Sadka e Jariya hoti hai par hamare han parents ko sirf yeh fikr hoti hai k hamare burhape mei hamara kya hoga
HH yeh baat ap apne parents se puchiye abba jii ka joota tha kar k pare ga
sorry yeh mazak tha,, maa baap ka haq hota hai iss mei koi shak nahi,, par baat wohi aa jati hai, k amal k bager aap ki naseehat mei koi asar nahi hota look around u,, sab k sab parents kehte hein k aulad na-farmaan hai par woh yeh nahi sochte k KYUN
charizmatic
Age: 125
7895 days old here
Total Posts: 5317
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
SALL said:
chashmatic apni aulad se umeed rakhna k woh hamara sahara banein ge galt nahi hai par unhein sirfff iss liye palna,, aur baat baat pe jatlana aur unhein sirff iss kabil banana k woh iss kabil ho sakein k hamara sahara ban ja'ain,, baki sab gaya bhaar mei this is SELFISHNESSS
aulad Sadka e Jariya hoti hai par hamare han parents ko sirf yeh fikr hoti hai k hamare burhape mei hamara kya hoga
HH yeh baat ap apne parents se puchiye abba jii ka joota tha kar k pare ga
sorry yeh mazak tha,, maa baap ka haq hota hai iss mei koi shak nahi,, par baat wohi aa jati hai, k amal k bager aap ki naseehat mei koi asar nahi hota look around u,, sab k sab parents kehte hein k aulad na-farmaan hai par woh yeh nahi sochte k KYUN
well sall aunty i dont think ke ki aisay bhi parrents hongay jo apni aulaad ko sirf is liay paal poss kar juwan karengay ke woh unka sahara baneay aur baqi kuch na karay agar aisa ho tu woh unki shadi hi kyun karen bas apna sahara na bana lein and for ur kind information genuine parrents ki khushi unki aulaad ki khushi mein hoti hai aur aisay hi parrents ki aulaad phir unka sahara bhi banti hai and i dont know ke kis ke haan parrents ko yeh fiker hoti hai hai ke burhapay mein hamara kiya hoga har urooj ka zawal hota hai yeh baat sa jantay hein aur being a muslim hamara sab se bara beleive yeh hai ke ALLAH ki zaat se bara sahara aur koi nahi hota aur jahan tak rahi apnay bachon se expect karnay ki baat tu woh maan baap ka pyaar hota hai aur apko jis se pyaar hota hai expectations khud ba khud ban jati hai us se and one thing i often discuss these things with my parrents cuz we have to aur mujhay aj tak abba je ka jota nahi para cuz mein ne un se clinton monica scandal pe baat nahi ki ek social issue discuss kiya hai and i dont think ke koi educated parrents yeh baat pochnay pe pitai lagayengay
Ashii
Age: 125
7891 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0
Location:
France, France
chashmatic aap to aise tap rahe ho jaise me aap ko keh rahi hu joota thing was just a joke,,, if u mind it then i shut up
par me wohi keh rahi hu jo me ne zyada tar dekha hai zyada door tak sochne ki zaroorat bhi nahi parti, aik nazar dalna kafi hai apne aas paas,, hamare han k parents apni aulad ko kya sikha rahe hein uss ka result to samne hai
its a good thing that u can discuss openly with ur parents,, me larki hote hue bohot kuch apne parents se aram se discuss kar leti hu,,, par dunya me aur meri family nahi hai apni naak se agay dekhne ki koshish karni chaiye
charizmatic
Age: 125
7895 days old here
Total Posts: 5317
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
well i dont mind at all aur mera sochna yeh hai ke we shud think abt our self first apnay aapko dekho if ur rite then forget it cuz dosron ko ap samjha saktay hoo zabardasti amal nahi karwa saktay thats it.. and u dont need to be shut up balkay its gud we shud discuss these things.
Ashii
Age: 125
7891 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0
Location:
France, France
being ignorant is a sin,, just as leaving others in ignorance
im not critisizing our parents,, i know koi parent yeh forum visit nahi karte,, its just to make ppl aware,,, akhir yahan pe jitne memebers hein they ll b parents one day
Smooth_daddy
Age: 58
7942 days old here
Total Posts: 2772
Points: 0
Location:
Oklahoma City, United States
...and sometimes even beyond. I don't see anything wrong wid't. Why not if we want our kids to be better people than ourselves, or that we help them avoid mistakes we made in the life. Newer generations will learn and move forward in other fields of knowledge beyond where we left off. So why not in life?