~urduuuu urduu urdduuu~

1535 views 88 replies
Reply to Topic
Ashii

Age: 124
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
kissi k paas koi software hai kya

mere paas nahi hai
Posted 16 Mar 2006

Fake Human says
Kis kisam Ka ?


Shuker hai aap k pass nahi hai warnaa pata nahi us ka kia haal hoga lolzzzzzzzzz
Posted 16 Mar 2006

Ayesha says
meray paas nahi hay
Posted 16 Mar 2006

Fake Human says
to is main itna khush honay wali kia baat hai ji
Posted 16 Mar 2006

Ayesha says
aap ko kia hay?
main khush hon ya na hon
Posted 16 Mar 2006

Fake Human says
hum nay to aisay hi pochaa hai

tusi noo taan gussa hi aa gia
Posted 16 Mar 2006

Fake Human says
neeno tymeeeeeeeeeeeee
Posted 16 Mar 2006

meray pass hai aik
Posted 16 Mar 2006

Ayesha says
ADIII said:

hum nay to aisay hi pochaa hai

tusi noo taan gussa hi aa gia





haan ...bus aisi hi hon main
zara dekh bhaal kar baat kia karo mujh say
mujhay jaldi ghussa aa jata hay
Posted 16 Mar 2006

Fake Human says
oye oyee oye

to hum kia karain aata rahay lolzzzz

hamain to nahi aata na gussa bas

aap ko aata hai to bas aata rahay sanoo ki
Posted 16 Mar 2006

Ayesha says
kion tumhain ghussa kion nahi ata?


tum abnormal ho kia?
Posted 16 Mar 2006

Fake Human says
to kia jis ko gussa aata hai wo thik hota hai


waisay hum normal bhi nahi hain lolzzz
Posted 16 Mar 2006

Ayesha says
ghussa aik normal insan ko aata hi hay nah
Posted 16 Mar 2006

Fake Human says
to aanay do na


sada ki janda way
Posted 16 Mar 2006

Ayesha says
Posted 16 Mar 2006

Fake Human says





hum dar gai


















per kithoon
Posted 16 Mar 2006

Ayesha says
Posted 16 Mar 2006

Fake Human says
Ayee kia hua aap ko

khair to hai na
Posted 16 Mar 2006

Ayesha says
haan khair hay
Posted 16 Mar 2006

Fake Human says
to kia kis nay tomatoo maray hain


yaar aaloo aur anday bhi mar denay thay

inhoo nay omlet banana tha
Posted 16 Mar 2006

Ayesha says
haan sab tum hi say lai kar gaye thay na aalo
tum rerhi jo lagatay ho aalo ki
Posted 16 Mar 2006

ayeshaayesha said:

haan sab tum hi say lai kar gaye thay na aalo
tum rerhi jo lagatay ho aalo ki



Posted 16 Mar 2006

Ayesha says
badtamees
Posted 16 Mar 2006

mere paas hai
Posted 16 Mar 2006

Ayesha says
to hum kia karen?
Posted 16 Mar 2006

Ashii says
meherbani


jiss k paas hai woh mujhe bhejne ka kuch samaan kare plz
jaldi se
Posted 16 Mar 2006

kaisay
Posted 16 Mar 2006

SALL said:

meherbani


jiss k paas hai woh mujhe bhejne ka kuch samaan kare plz
jaldi se



i m coming
Posted 16 Mar 2006

urdu software french windows parnahi chale ga
Posted 16 Mar 2006

new_beau says
I have ...but Cant EMail....Bcoz its a FOLDER ...not File...

If you know how to email or to PM u..tell me..I'll send it
Posted 17 Mar 2006

Ayesha says
chalo jee mushkil asan kar di NB nay
Posted 17 Mar 2006

Reply to Topic