~urduuuu urduu urdduuu~

1532 views 88 replies
Reply to Topic
Ashii

Age: 124
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
kissi k paas koi software hai kya

mere paas nahi hai
Posted 16 Mar 2006

Fake Human says
ayeshaayesha said:

haan sab tum hi say lai kar gaye thay na aalo
tum rerhi jo lagatay ho aalo ki




aap ko kis nay ye sach bata dia
Posted 17 Mar 2006

Fake Human says
London_Girl said:

ayeshaayesha said:

haan sab tum hi say lai kar gaye thay na aalo
tum rerhi jo lagatay ho aalo ki





tusi vi
Posted 17 Mar 2006

Fake Human says
ayeshaayesha said:

badtamees




tusi
Posted 17 Mar 2006

Ayesha says
tumhain kayay pata chala k main nay tumhay badtamees kaha hay?
Posted 17 Mar 2006

Fake Human says
ayeshaayesha said:

tumhain kayay pata chala k main nay tumhay badtamees kaha hay?




shhhhhhhhhh

segret service
Posted 17 Mar 2006

Ayesha says
Posted 17 Mar 2006

Fake Human says
so jao naliak bachi


sutiiiii kooooooooooooooommmmmmmmmmm
Posted 17 Mar 2006

Ayesha says
kion jagaya mujhay?



Posted 17 Mar 2006

Fake Human says
hum nay kab jagaya .. awain saday per ilzaam jothay log



oyee tang na karoo hamain sonay doooooooooo


Posted 17 Mar 2006

Ayesha says
tum bhi so gaye



chulo gud babay....tooth brush kia tha nah


ab subha hi uthna


Posted 17 Mar 2006

Fake Human says
ayeshaayesha said:

tum bhi so gaye



chulo gud babay....tooth brush kia tha nah


ab subha hi uthna





oyee shooooooooooorr na karooooooooooooooo
Posted 17 Mar 2006

Ashii says
rehne do sab
mujhe mil gaya hai,,, its DLing
nikammme log


hey
french windows pe kyun nahi kaam kare ga ???????????
Posted 17 Mar 2006

Ayesha says
mubarik ho
Posted 17 Mar 2006

SALL said:

rehne do sab
mujhe mil gaya hai,,, its DLing
nikammme log


hey
french windows pe kyun nahi kaam kare ga ???????????



character set ka masla hota hay
Posted 18 Mar 2006

new_beau says
SALL ko mil gaya..Yaani TOPIC UNWATCHED
Posted 18 Mar 2006

Posted 18 Mar 2006

Ayesha says
Posted 18 Mar 2006

Ashii says
koi nahi milaaaaaaaaaaaa
kuch nahi mila

woh software DL kiya
par kuch hota hi nahi uss ka
Posted 18 Mar 2006

Ayesha says
awww so sad..
ab kia ho ga
Posted 18 Mar 2006

Fake Human says
SALL said:

rehne do sab
mujhe mil gaya hai,,, its DLing
nikammme log


hey
french windows pe kyun nahi kaam kare ga ???????????




shuker hai jaan chutii lolzzzz
Posted 18 Mar 2006

Fake Human says
SALL said:

koi nahi milaaaaaaaaaaaa
kuch nahi mila

woh software DL kiya
par kuch hota hi nahi uss ka




lolzzz
Posted 18 Mar 2006

Ashii says
Teen Tracker said:

character set ka masla hota hay


caracter set ka masla
bhui software hai,, banda nahi hai
Posted 18 Mar 2006

SALL said:

Teen Tracker said:

character set ka masla hota hay


caracter set ka masla
bhui software hai,, banda nahi hai


agar kuch parh likh jatee to yeh haal na hota
Posted 18 Mar 2006

kahan kay hain computer maahireen
aik masla nahin hal kiya abhi tak
Posted 20 Mar 2006

Ashii says
haan na
abhi tak kuch nahi hal hua

me khud hi khareed lu gi
nahi te na sahi
Posted 20 Mar 2006

Fake Human says
to khareed lo .. kisi nay mana kia hai

awain tay awain hi sahi
Posted 21 Mar 2006

aray baba muft main is ko mila tha software us main kuch bhi na tha aur urdu kay mamle main main bahut sharminda hoon
Posted 21 Mar 2006

Fake Human says
lolzzzzz

moto koi baat nahi hota hai hota hai

Allah hoor de si
Posted 22 Mar 2006

Ayesha says
khud ho ga mota
Posted 22 Mar 2006

Fake Human says
aap ko nahi kaha naliakk larki

hum moto sall ki baat kar rahay hain

aur haam hum to motay nahi hain sachi
Posted 22 Mar 2006

Reply to Topic