fav songs

2890 views 84 replies
Reply to Topic
mmja

Age: 124
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
my all time fav songs
1=zindge ka safar hai yeh kesa safar
koi samhga nahin koi jana nahin
hai yeh dagar chlatay hain sab magar
koi samgha nahin koi jana nahin
2=zindge pyiar ka geet hai
isay har dilko gana padrayga
3=yeh doste hum nahin todrayngay
todrayngay dum magar tera sath na chodraygay
4=dilka alim main kyia batyion tguhay
aik cheray nay boht pyiar say daykh mughay
5=tere rahon say tere bahon say youn na jayionga main
mera wadah hai yeh iarda hai loot ayionga
yours?
Posted 06 Nov 2006

arey bai apki tarah grading nai kar skti.

neway my fav is
manzilain apni jagah hain raste apni jagah
jab qadam hi sath na day to musafir kia karey

and
mje choo rahi hain tri garm sansen
mere rat or din mehknay lagay hain

Posted 06 Nov 2006

mmja says
aray mainay bhe gra nahin ke woh to wesay he number likh deyiay hain
manzalayn acha hai kishore kumarnay gayia bhe acha hai
Posted 07 Nov 2006

danie says
agar mein apne fav songs ki list
banane baith jaoun to......

bahut lambi list banani parregi yaar
mei thak jaonga
Posted 07 Nov 2006

danie says
fav song mood par bhi depand karte hei

1. Allah ke bande hans de.... singer.. kailash kher

2. Dil se..... singer.. AR Rahman
Posted 07 Nov 2006

sun_shine says
meray fvrt songs buhat hain per un main se kuch yeh hain:
aye ajnabi tu bhi kabhi(dil se)
tu hi re(bombay)
Posted 07 Nov 2006

mmja says
o ho s s apko kafe classic type kay song pasend hain
Posted 08 Nov 2006

mmja says
danie apk echocie thodre diffrent hai kyionkay in dono ke awaz zara hat kay hai
Posted 08 Nov 2006

sun_shine says
yaa i think songs jinka music buhat fast hota hain jaisay himesh reshammiya kay songs ka hota hain woh insaan 5 minutes se ziyada bardasht nahi karsakta.
AR Rehman ki music buhat achi aur change hoti hain.
Posted 09 Nov 2006

another song i like v much is
Zindgi k safar may guzar jatay hain jo maqam
Wo phir nahin atay wo phir nahin atayyy

ye song sun kar ajeeb si feeling hoti hai. v touchy poetry
Posted 13 Nov 2006

mmja says
sun_shine said:

yaa i think songs jinka music buhat fast hota hain jaisay himesh reshammiya kay songs ka hota hain woh insaan 5 minutes se ziyada bardasht nahi karsakta.
AR Rehman ki music buhat achi aur change hoti hain.

hum ar rehman ka musci badra diffrent hota hai khas kar uskay songs main jo talyian bajte hain woh badre achi lagte hai or fast song to bus shogal melay kay liay hi hotay hian
Posted 14 Nov 2006

mmja says
Asman se Tapki said:

another song i like v much is
Zindgi k safar may guzar jatay hain jo maqam
Wo phir nahin atay wo phir nahin atayyy

ye song sun kar ajeeb si feeling hoti hai. v touchy poetry

hummmmmm sady qisim kay songs esay hi hotay hain na
Posted 14 Nov 2006

danie says
Ya fast music vale songs party vagairah mei to ache
lagte hei lekin jab music ka taste lene ki baat aati hei
to mujhe aese songs ache lagte hei jinki poetry achi ho
aur melodious ho.Light music hi acha lagta hei.

1. Lag ja gale ki phir ye haseen raat ho na ho...
2. Hamne dekhi hei in aankhon ki mahakti khushbu..
3. Gulmohar gar tumhara naam hota.....
4. Dil doondta hei phir vohi fursat ke raat din...
5. Patta-patta boota-boota hal hamara jane hei...
6. Aane vala kal jaane vala hei......
7. Hamen tumse pyaar kitna ye hum nahin jaante...
Posted 14 Nov 2006

sun_shine says
yaa i like the song"lag ja galay" very much
Posted 14 Nov 2006

mmja says
danie said:

Ya fast music vale songs party vagairah mei to ache
lagte hei lekin jab music ka taste lene ki baat aati hei
to mujhe aese songs ache lagte hei jinki poetry achi ho
aur melodious ho.Light music hi acha lagta hei.

1. Lag ja gale ki phir ye haseen raat ho na ho...
2. Hamne dekhi hei in aankhon ki mahakti khushbu..
3. Gulmohar gar tumhara naam hota.....
4. Dil doondta hei phir vohi fursat ke raat din...
5. Patta-patta boota-boota hal hamara jane hei...
6. Aane vala kal jaane vala hei......
7. Hamen tumse pyaar kitna ye hum nahin jaante...

han je yeh to hai fast song srif kuch time kay liay hi achay lagtay hian
kafi old songs hain
Posted 15 Nov 2006

kiran says
My fav songs are

1. teri galiyon main na rakhain gai kadam
2. abb to hai tumse her khushi appni
3. aur is dil mein kiya rakha hai
4. ohh saathi re tere bina bhi kiya jeena
5. hum bewafaa hergiz na thai
6. meri kismat tu nahin shayed

NEW

1. Kabhi alvida na kehna
2. umrao jaan all songs
3. tumse dil kiya laga liya humne
Posted 15 Nov 2006

mmja says
yahan pay to sabko hi achay song pasend hain koi bhi nasibo red ka fan nahin hai
Posted 16 Nov 2006

kiran says
nasibo uffff main usko bardasht nahin ker sakti
Posted 16 Nov 2006

mmja says
aray kyion itne achi to uski awaz hai dil karta hai insaan sonta hi rahay
Posted 17 Nov 2006

sun_shine says
shayad kuch logo ko unki awaaz pasand ho.kyunki main sochti hoon kay loag Mehdi Hassan kay songs ya ghazlain kaisay suntay hain.jabkay mainay dekha hain kay unkay buhat fans hain.
Posted 17 Nov 2006

danie said:

1. Lag ja gale ki phir ye haseen raat ho na ho...
4. Dil doondta hei phir vohi fursat ke raat din...
7. Hamen tumse pyaar kitna ye hum nahin jaante...

me too like these
Posted 17 Nov 2006

mmja says
sun_shine said:

shayad kuch logo ko unki awaaz pasand ho.kyunki main sochti hoon kay loag Mehdi Hassan kay songs ya ghazlain kaisay suntay hain.jabkay mainay dekha hain kay unkay buhat fans hain.

sahi bat hai wesay mehndi hasan jab gatay thay to pata hi nahin lagta tha kay kyia ga rahay hain or jahan tak bat hai nasibo ki to woh best hai us jesa koi ga hi nahin sakta
Posted 19 Nov 2006

aray apko zameen kay songs pasend hai asmani koi song acha nahin laga
Posted 19 Nov 2006

danie says
mmja said:

sun_shine said:

shayad kuch logo ko unki awaaz pasand ho.kyunki main sochti hoon kay loag Mehdi Hassan kay songs ya ghazlain kaisay suntay hain.jabkay mainay dekha hain kay unkay buhat fans hain.

sahi bat hai wesay mehndi hasan jab gatay thay to pata hi nahin lagta tha kay kyia ga rahay hain or jahan tak bat hai nasibo ki to woh best hai us jesa koi ga hi nahin sakta

Hey I like mehdi hassan too.
Posted 19 Nov 2006

mmja says
lakin hum to mehndi kay gainst bol rahay hain bhai
Posted 20 Nov 2006

sun_shine says
dekhain mmja jee.mehdi hassan sahab kay songs ko danie jee pasand kartay hain.shayad naseebo lal jee ko bhi koi pasand karta ho.
waisay mujhay woh song bhi pasand hain
"mujhay mat roko"from film gangster.
Posted 20 Nov 2006

sun-shine i like mujy maat roko tooo

ek movie hai BAZAR uss k song sunana ... dekh loo aj hum ko ji bhar k ...woh bhi is he kisam k hai .......

n mera ek aur fav song
karo gayy yoood tu
har baat yaad ayay gaie

hum wesay nasibo great hai main uskay khalag kuch nahin sonoga or han yeh song bhi acha hai zara different hai na
Posted 21 Nov 2006

sun_shine says
yaa is main music kam aur voice buhat acchi hain.
mmja jee really aapko naseebo lal jee kay songs pasand hain.
yaa gee-z jee ne jo song kaha woh kabhi zaroor sunoongi.
Posted 21 Nov 2006

danie says
Gee-Z said:

sun-shine i like mujy maat roko tooo

ek movie hai BAZAR uss k song sunana ... dekh loo aj hum ko ji bhar k ...woh bhi is he kisam k hai .......

n mera ek aur fav song
karo gayy yoood tu
har baat yaad ayay gaie

Both songs(Gazals) r my fav too..

Dekhlo aaj... ko QV ji ne poetry cafe
mei post kiya hua hei, haal hi mei.

Baazar film ki saari Gazals bahut achhi hein.
Aur film bhi dekhne layak hei.

Naseebo Lal ko mei nahin jaanta.
Inka naam pahali baar sun raha hoon.

Mehdi Hassan Saab ki gaai Gazals mei mujhe
Jindgi mei to sabhi pyaar kiya karte hei...
Behad-Behad pasand hei.

Mujhe tum nazar se gira to rahe ho... also

Unke baare mei last news koi 2-1 saal pahle
suni thee ki unki tabiat theek nahin rahti
aur unki dekhbhal theek se nahin ho rahi
Posted 22 Nov 2006

mmja says
mughay gangster ka hi aik song NAJANAY KOI KESI HAI YEH ZINDGANI HAMARI ADHORI KAHANI bhi pasend hai iskay ilawah udit naryian ka film refugi say aik song RAAT KI HATHELI PAY CHAND MUSKRATA HAI boht pasend hai
uper wala na karay kay mughay kabhi nasibo lal kay songs pasend hon bus mughay uski dleeri boht pasend hai kay esay ganay gati hai phir bhi sharim nahin ati
Posted 23 Nov 2006

Reply to Topic