jo meri aankhon se

8436 views 111 replies
Reply to Topic
sun_shine

Age: 125
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan

Posted 07 Nov 2006

sun_shine says
nahi hosla hain umeed hain koshish zaroor karaingay.Inshallah kamyaabi zaroor milaygi.
Posted 27 Nov 2006

mmja says
inshalah
wesay apki hobies kyia hain
Posted 28 Nov 2006

sun_shine says
meri hobbies..
diary likhna,sports,cricket matches dekhna etc
Posted 28 Nov 2006

mmja says
yeh diary main loog kyia likhtay hain mughay aj tak pata nahin chela lagta hai kisi ki churani paraygi
sports kon kon si khaylnay or daykhnay man
Posted 29 Nov 2006

sun_shine says
kuch log diary main yeh likhtay hain k unka aaj ka din kaisay guzra.per main ziyada tar quotations ya achi poetry likhti hoon.
mujhay khelnay main har game acha lagta hain siwaye wrestling kay.aur main ziyada tar cricket matches dekhti hoon kabhi hockey match bhi.
aapki hobbies kya hain?
Posted 29 Nov 2006

mmja says
diary t main churayionga hi ab paka plan hai mera
apki nazar maina chi poetry main kyia qualities hone chaye?
cricket khaylna or daykhna,tennis daykhna,movies,reading
Posted 30 Nov 2006

sun_shine says
i think achi poetry ki ek quality meri nazar main yeh honi chahiye kay wo aam fehem ho.aur poetry ka topic pyaar mohabbat se hatt kar ho.
Posted 30 Nov 2006

mmja says
zabardast yeh mohbat wali poetry boht ati hai jisay daykho yehi kam shoro kar deyia hai
apka ismay grami pochnay ki jisarit kar sakta hon
Posted 01 Dec 2006

sun_shine says
mera ism-e-graami you mean mera naam
mera naam Aaryana Khan hai.
Posted 01 Dec 2006

mmja says
sachi main abhi tak nahin samgh ayia bara mushkil nam hai apka to
wesay ap pehlays ay hi khan hai ya reema ki tarahn bad main hoye hain
Posted 02 Dec 2006

sun_shine says
aray main paidaishi Khan yani Pathan hoon.
Posted 02 Dec 2006

mmja says
zabardast wesay mainay ak bat note ki hai khano main bora na manna jawab chaye iska
yeh jitnay bhi pathan hotay hain bachpan main baray sonay hotay hain bad main utnay sonay nahin rehtay reason
Posted 05 Dec 2006

sun_shine says
pathan ladkay is waja say kay woh itna fashion nahi kartay yani jo mainay dekhay hain woh aksar simple dressed hotay hain.aur ladkiyan to hijab karti hain per aksar gori hoti hain.
Posted 06 Dec 2006

mmja says
han ho skata hai lakin mera khyial hai woh naturaly bachpan main zeyiada achay hotay hain shayed main ghalt hon iska matlab hai pathano ko phesion pay lagana parayga
Posted 07 Dec 2006

mmja says
Na tujh ko chor saktay hain,tere ho bhi nahin saktay....
Yeh kaisi be basi hai aj hum ro bhi nahin saktay.....
Yeh kaisa dard hai pal pal hamain tarpaiy rakhta hai....
Tumhari yaad aati hai to hum so bhi nahin saktay.....
Dikha saktay hain,na he hum chupa saktay hain logoon se....
Kuch aisay daag hain dil k jo hum dho bhi nahin saktay....
Kaha tha chor dein ge yeh nagar,phir ruk gaiy laikin.....
Tumhain pa to nahin saktay,magar,Kho bhi nahin saktay.
Posted 07 Dec 2006

sun_shine says
wah wah kya poetry hain.
aray nahi Pathan simplicity main hi buhat achay lagtay hain.
Posted 07 Dec 2006

danie says
mmja said:

zabardast wesay mainay ak bat note ki hai khano main bora na manna jawab chaye iska
yeh jitnay bhi pathan hotay hain bachpan main baray sonay hotay hain bad main utnay sonay nahin rehtay reason

Bachpan mei to sabhi sonay lagte hein mmja. Tum apne aapko hi dekh lo bachpan mei kitne sonay lagte the aur ab....lolz
Posted 07 Dec 2006

mmja says
sun_shine said:

wah wah kya poetry hain.
aray nahi Pathan simplicity main hi buhat achay lagtay hain.

shukryia shukryia
na je ab kuch hnahin ho sakta sab pathan chup jayen main a raha hon
Posted 08 Dec 2006

mmja says
danie said:

mmja said:

zabardast wesay mainay ak bat note ki hai khano main bora na manna jawab chaye iska
yeh jitnay bhi pathan hotay hain bachpan main baray sonay hotay hain bad main utnay sonay nahin rehtay reason

Bachpan mei to sabhi sonay lagte hein mmja. Tum apne aapko hi dekh lo bachpan mei kitne sonay lagte the aur ab....lolz

ahan yara aj bhi teray bhai ki bari toor hai tughay kyia pata kabhi meray sath coll chal phir daykh bhai ka kamal
Posted 08 Dec 2006

mmja says
dil ki dharrkanon main tum kisi ki chaah rakhtey ho
Mohabbat hum bi kerte hein mohabbat tum bi kerte ho

Na bayaan hotee he zubaa''n se yeh aankhon ki kahani he
Isey hum bee samjtey hein , isey tum bee samajtey ho

Rafakatt jab nahin hoti kayee lamhey kayee pal pal
Shikayatt hum bi kertey hain shikayatt tum bi kertey ho

Kabee na hon judaa hum tum , rahein hum saath umer bar ko
Yeh chahat hum bi rakhtey hein yeh chahat tum bi rakhtey ho

Mushtarikk ik baat he Tanveer hum tum main woh yeh ke
Wafa to hum bi kertey hein , wafa to tum bi kertey ho.
Posted 08 Dec 2006

danie says
mmja said:

danie said:

mmja said:

zabardast wesay mainay ak bat note ki hai khano main bora na manna jawab chaye iska
yeh jitnay bhi pathan hotay hain bachpan main baray sonay hotay hain bad main utnay sonay nahin rehtay reason

Bachpan mei to sabhi sonay lagte hein mmja. Tum apne aapko hi dekh lo bachpan mei kitne sonay lagte the aur ab....lolz

ahan yara aj bhi teray bhai ki bari toor hai tughay kyia pata kabhi meray sath coll chal phir daykh bhai ka kamal

Theek hei to mein aa rahaa hoon.
Posted 09 Dec 2006

nida khan says
mujhay bohat pasand hai
ya gazal
nice and coooooooooool poetry
favorite gazal
Posted 09 Dec 2006

sun_shine says
aisa hota hay kay kuch log bachpan main buhat khoobsurat hotay hain jabkay baray honay per iitnay khoobsurat nahi hotay jitna wo bachpan main thay.
waisay har insaan khoobsurat hain.

jaldi ponch phir khoob maza karayngay coll main
Posted 10 Dec 2006

mmja says
nida khan said:

mujhay bohat pasand hai
ya gazal
nice and coooooooooool poetry
favorite gazal

thk for lik
Posted 10 Dec 2006

mmja says
sun_shine said:

aisa hota hay kay kuch log bachpan main buhat khoobsurat hotay hain jabkay baray honay per iitnay khoobsurat nahi hotay jitna wo bachpan main thay.
waisay har insaan khoobsurat hain.

agree bus us khobsorti ko pehcnay ki deer hoti hai
Posted 10 Dec 2006

mmja says
Kabhi nazar se giraa diyaa,
Kabhi dil mein basaa liyaa,
Mohabbat mein tumne, humein,
Kabhi hasaa to kabhi rulaa diyaa…
Kabhie pyaar be_shumaar kiya Kabhi
dard be_intehaa diya Apni dewaangee
mein tumne, humein, Kis mukaam par
puhancha diya…… Kabhi mausam_e_bahaar
se mila diya, Kabhi sehra mein tanha kar diya
Dil ko khilona samajh kar tumne, Humein Har
khel mein hara diyaa… Kabhi umeedon ko barhaa
diya Kabhi mayoosiyon ne jeena dushwaar kiya,
Phir bhi humdam humne, tumhein Pyaar ki had se...
hai ziyada pyaar kiyaa…
Posted 10 Dec 2006

sun_shine says
buhat khoob
Posted 10 Dec 2006

mmja says
boht khoob say kam nahin chelayga ab apki bari hai
Posted 11 Dec 2006

sun_shine says
main zaroor kehti per mujhay shair nahi aatay.
Posted 11 Dec 2006

Reply to Topic