Age: 124
7018 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
jo meri aankhon se khwaab dekho to ek bhi shab na so sako gay kay laakh chaho na hans sako gay hazaar chaho na ro sako gay kay khwaab kya hain,azaab hain yeh mairay dukhon ki kitab hain yeh rafakatein in may chootti hain mohabatein in main rothti hain panapti hain in may wehshatain si aziyatein in may phootti hain inhi kay darr se khizaa hay jazbay inhi say shaakain si phootti hain ghamon ki bandish hay khwaab mairay dukhho ki baarish hain khwaab mairay ubal raha hain dukhon ka laawa raheen atish khwaaab hain mairay khyaal saray jhulas gaye hain sulagti khwahish hay khwaab mairay ukharti saansein hain zindagi ki lahoo ki saazish hain khwaab mairay jo meri aankhon se khwaab dekho to ek shab bhi na so sako gay
Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
asaneyion say poch na manzal ka rasta apnay safar main rah kay pathar talash kar zaray say kayenat ke tafser poch lay qatray ke waston main samndar talash kar
Age: 124
6615 days old here
Total Posts: 249
Points: 0
Location:
Singapore, Singapore
sun_shine said: