Doc ap ko to gusa aya yar apka gusa hum masoom logon k liay khatarnak ho sakta hai cz ap to dr. hain na.
neway aala hazrat khaksaar ne arz ki na k main b taqree kar rai hoon . bai V day to main b celebrate nai karti. magar main phir b ye nai kehti k v day celebrate karna bura hai. janab koi chez achi ya buri tab hoti hai jab ap us ko use achai ya burai kliay karen. ab agar jo loag v day pe ......to be contd ...abi main parhai kar loo.
mashallah naik khiyalat hain
yeh hamarey students ka haal hai
yeh mashra kahan ko ja raha hia
mashallah naik khiyalat hain
yeh hamarey students ka haal hai
yeh mashra kahan ko ja raha hia
janab ap muashray se alag hain kia?