Ghussa, Anger....

4420 views 122 replies
Reply to Topic
sun_shine

Age: 125
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum
How are you All?
A new topic from My Side
Ghussa ya Anger
Ghussa normally sabko aata hain
Agar Aap ko Ghussa aata hain tho Aap kya kartay hain
ya Aap kis tarah apnay Ghussay ko control kartay hain?
I have heard from many people k jab unhain ghussa aata hain tho woh cheezain tortay hain yaa loud Music suntay hain etc....
Ghussay main Aap kya kartay hain?
So Lets Start
...............
....................
..........................!
Posted 28 Apr 2008

sun_shine says
shahrukh khan said:

sun_shine said:

BadShaH1 said:

sun_shine said:

BadShaH1 said:

wt abt u?

hamara ghussa kaafi dangerous hota hain
5 minutes k liye hota hain per buhat shadeed kisam ka.
after 5 minutes sab kuch theek thaak
jaisay kuch hua hi na ho.
i dont know whether its bad or good.

its good

May be
but i think woh insan hi kya jo apnay ghussay ko control na kar sakay.

jee..according to hadees..taqatwar insaan wohi hai jo apnay gussay par control kar ley

Assalam O Alaikum
yaa Beshak...!
Posted 30 Apr 2008

sun_shine says
shahrukh khan said:

walekum salaam..me fine..u? mujhe jab gussa ata hai tu gazab wala...jab tak main bol na doon means jis baat ki waja sey gussa aya tu tab tak thanda nahi hota..main galiyan nahi deta gussay main

Alhamdulilah fine.
oh Mean ghussay ki waja batatay hain?
yaa thats good
Galiyaan buri aadat hain.
Posted 30 Apr 2008

sun_shine says
rapunzel said:

Waalaikum assalam
fine wht abt u
really nice topic Ss

lolz mein aik hi kam karti hon 90% ghusa nhi nikalti chup ho jati hon
cheezain mein ne kabhi nh torri chahe jitna marzi ghusa aye aur roti hon dheer sa phr normal ho jati hon
Boycott hota hai meri taraf se

Alhamdulilah fine.
yaa khamoshi ghussay ka behtareen ilaaj hain
yaa Girls ziyada tar roti hain.
But its good k aap cheezain nahi torti
aur khamoshi ikhtiyaar karti hain.
Posted 30 Apr 2008

sun_shine says
shahrukh khan said:

gussey main chup ho jana sahi nahi hai..is tarah gussa bharta jayega..chahiye key nikal do gussa means jiski waja sey gussa aya us sey baat karo

personally I think yeh aik adat hain
agar aapki adat hain k aap ghussa nikaltay hain tho phir yeh aadat kaim rehti hain
per agar aap try karain ghussa bardasht karnay ki
tab yeh hi aapki adat ban jati hain.
Posted 30 Apr 2008

sun_shine says
Rehan M Din said:

jesa baat ho wesa ghussa hota hai... INTELLIGUSSA
agar choti bat ho to kam...
bari baat ho to ziada...
ghussay mai kya karta hain.... sirf ghussa hi kartay hain...
mostly smile aati hai face per...
aur thori dair mai shaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaant....

Assalam O Alaikum
Ok thats right
thoray ghussay aur ziyada ghussay ka dorania kitna hota hain?
Posted 30 Apr 2008

sun_shine says
~CHANDNI~ said:

sun_shine said:

Assalam O Alaikum
How are you All?
A new topic from My Side
Ghussa ya Anger
Ghussa normally sabko aata hain
Agar Aap ko Ghussa aata hain tho Aap kya kartay hain
ya Aap kis tarah apnay Ghussay ko control kartay hain?
I have heard from many people k jab unhain ghussa aata hain tho woh cheezain tortay hain yaa loud Music suntay hain etc....
Ghussay main Aap kya kartay hain?
So Lets Start
...............
....................
..........................!

nice tOpic moghy gussa ata hay

BUt normaly may cantrol kar layty hoon pr ager baar limt say bahir ho jay

to bass   meryhad par ho jaty hay
phir pata nahi chalta
samny kon bichara thaaaaaaaa

but i wish may apny gussay pay CAntrol karoon

Assalam O Alaikum
ok right jee
InshAllah
Posted 30 Apr 2008

sun_shine says
London_Girl said:

I usualy don't get angry so often!

magar insaan ko ghussa anna to laazmi hota hae kisi na kisi baat per..

to muje un logon per bohot ghussa atta hae.. jo apne app ko khud se zada smaj te hain...

fir mae unka elaaj unki dost ban ker deti hoon..

j/k

Assalam O Alaikum
yaa right
ilaaj mean kaisay dost ban kay?
Posted 30 Apr 2008

Rapunzel says
sun_shine said:

rapunzel said:

Waalaikum assalam
fine wht abt u
really nice topic Ss

lolz mein aik hi kam karti hon 90% ghusa nhi nikalti chup ho jati hon
cheezain mein ne kabhi nh torri chahe jitna marzi ghusa aye aur roti hon dheer sa phr normal ho jati hon
Boycott hota hai meri taraf se

Alhamdulilah fine.
yaa khamoshi ghussay ka behtareen ilaaj hain
yaa Girls ziyada tar roti hain.
But its good k aap cheezain nahi torti
aur khamoshi ikhtiyaar karti hain.

thts gud dearo
lolz yeah ab ise addat kah sakte hain
jo log ghuse mein cheezain torte hain unka sar torne ka dil karta hai
Posted 30 Apr 2008

Rapunzel says
sun_shine said:

shahrukh khan said:

gussey main chup ho jana sahi nahi hai..is tarah gussa bharta jayega..chahiye key nikal do gussa means jiski waja sey gussa aya us sey baat karo

personally I think yeh aik adat hain
agar aapki adat hain k aap ghussa nikaltay hain tho phir yeh aadat kaim rehti hain
per agar aap try karain ghussa bardasht karnay ki
tab yeh hi aapki adat ban jati hain.

mere khayal hai kisi ko uski ghalti ka ehsaas dilane k lye khamoshi se bari cheez koi nhi next insan ko guilt rahta hai k han mein ne ye ghalt kya aur hos akta hai wo next time wo ghalti repeat na kare
Posted 30 Apr 2008

sun_shine says
yaa right
baaz aukaat jo kaam alfaaz nahi kar patay
wo khamoshi kar jati hain...!
Posted 30 Apr 2008

Rapunzel says
bilkul khamoshi ki mar bohat takleef deti hai
Posted 01 May 2008

sun_shine says
Assalam O Alaikum
Yaa per kaisay?
Posted 01 May 2008

shahrukh khan said:

London_Girl said:

I usualy don't get angry so often!

magar insaan ko ghussa anna to laazmi hota hae kisi na kisi baat per..

to muje un logon per bohot ghussa atta hae.. jo apne app ko khud se zada smaj te hain...

fir mae unka elaaj unki dost ban ker deti hoon..

j/k

zabardast

hae na...
Posted 01 May 2008

sun_shine said:

Rehan M Din said:

jesa baat ho wesa ghussa hota hai... INTELLIGUSSA
agar choti bat ho to kam...
bari baat ho to ziada...
ghussay mai kya karta hain.... sirf ghussa hi kartay hain...
mostly smile aati hai face per...
aur thori dair mai shaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaant....

Assalam O Alaikum
Ok thats right
thoray ghussay aur ziyada ghussay ka dorania kitna hota hain?

kabhi ziada kabhi kam... depend karta hai keh kitni jaldi control ho jae... kabhi aik minute bhi nahi pora hota... aur kabhi 2 din bhi guzar jatay hain gussay mai... lekin 2 din wali situation boht rare hoti hai.. ziada tar aik minute sai 5 minute tak...
Posted 02 May 2008

sun_shine says
Assalam O Alaikum
Ok Right jee
1 minute say 5 minute tak yeh theek hain.
Posted 02 May 2008

Rapunzel says
sun_shine said:

Assalam O Alaikum
Yaa per kaisay?

Waalaikum Assalam
lolz dekho jab ap kisi ko ignore karo ya baat na karo tu ye agle ko bohat tease karta hai
Posted 02 May 2008

rapu bari siyani hai...
tabhi 3 din sai ap khamosh thi...
Posted 02 May 2008

Rapunzel says

ab mein kya kahon
Posted 02 May 2008

waiting for outclass bongi...
Posted 03 May 2008

sun_shine says
rapunzel said:

sun_shine said:

Assalam O Alaikum
Yaa per kaisay?

Waalaikum Assalam
lolz dekho jab ap kisi ko ignore karo ya baat na karo tu ye agle ko bohat tease karta hai

yaa very true
hamain bhi is baat pe ghussa aata hain.
Posted 03 May 2008

Rapunzel says
Rehan M Din said:

waiting for outclass bongi...

Ap k samne meri kya majaal

mein ne tumhare sath aisa kuch nhi kya
Posted 03 May 2008

sun_shine says
yaa Aap nay nahi kiya
but overall sabki baat hain.
Posted 04 May 2008

Rapunzel says
rito
Posted 04 May 2008

rapunzel said:

Rehan M Din said:

waiting for outclass bongi...

Ap k samne meri kya majaal

janab.... sari jurat aur majal hi ap ki hai ...
warna kisi aur ki kya majal...
Posted 05 May 2008

Rapunzel says
Rehan M Din said:

rapunzel said:

Rehan M Din said:

waiting for outclass bongi...

Ap k samne meri kya majaal

janab.... sari jurat aur majal hi ap ki hai ...
warna kisi aur ki kya majal...

is biyan ki wajah-tasmia biyan ki jye
Posted 06 May 2008

meri sister kay ilawa kis ki majal ho sakti hai keh woh meray agay bolay...
Posted 06 May 2008

Rapunzel says
bhai jee very bad
Posted 06 May 2008

sun_shine says
Assalam O Alaikum
Apki sister jee thats good...!
Posted 06 May 2008

rapunzel said:

bhai jee very bad

mai bura hoon...
yeh to boht purani baat hai..
koi new one karain...
Posted 06 May 2008

Reply to Topic