Mehngayi

15895 views 336 replies
Reply to Topic
Rapunzel

Age: 124
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan

SONE ki qeematon pe zara nazar sani farmayein MUSh k door mein
Posted 03 May 2008

Eid sai pehlay chahiye to 500 Extra payment karni paray gi...

Sorry Teacher... aaaj bethnay dain... ainda saboot bhi paish karon ga...

Posted 26 Sep 2008

Rapunzel says
saboooooooooot yaani abhi bi apni baat pe arre ho

Eid k baad de dena
Posted 26 Sep 2008

to aur kya... mai nay baqi sawal kiye un k number ap kha gai... roza rakh kay... kitni buri baat hai na...

bari eid kay baad... otayyyyyyyyyyyyyy...
Posted 26 Sep 2008

~Fragi~ says
n graph is going up n up
Posted 26 Sep 2008

mehngai ka???
Posted 27 Sep 2008

Rapunzel says
Rehan M Din said:

to aur kya... mai nay baqi sawal kiye un k number ap kha gai... roza rakh kay... kitni buri baat hai na...

bari eid kay baad... otayyyyyyyyyyyyyy...

mein ne kuch nhi khaya bhai

ap mujhe bakri kah rhe hain
Posted 16 Oct 2008

Rapunzel says
Rehan M Din said:

mehngai ka???

zahir si baat hai
Posted 16 Oct 2008

Rapunzel said:

Rehan M Din said:

to aur kya... mai nay baqi sawal kiye un k number ap kha gai... roza rakh kay... kitni buri baat hai na...

bari eid kay baad... otayyyyyyyyyyyyyy...

mein ne kuch nhi khaya bhai

ap mujhe bakri kah rhe hain

khana nahi khaya?

meray kehnay na kehnay sai kya hota hai...
Posted 10 Nov 2008

Ghee upto Rs. 42 sasta howa hai... lekin awam ko relief nahi

LPG sasti howi hai...

Electricity sasti howi hai...

Petrol aur Diesel bhi sasta howa hai
aur bhi ho ga...

per karae kam nahi ho rahay...

ooh mere masum bhai ye sab cheezain awam k lye nhi hukmaran tabqay k lye sasti hui hai
Posted 10 Nov 2008

acha....
mai nay to suna hai petrol awam ko sasta mil raha hai...
aur LPG bhi...

Posted 13 Nov 2008

Rapunzel says
Awam=Hukmaraan

unhein tu sab free mil raha hai mo'aziz sehrion ko
Posted 13 Nov 2008

awam=hukmaran sirf kitabi batain hain...

LPG 2 Rs per kg mazeed sasti...
Electricity prices 13% decreased for domestic users..
Sui Gas prices expected to rise 40%
Posted 14 Nov 2008

Rapunzel says
Rehan M Din said:

awam=hukmaran sirf kitabi batain hain...

LPG 2 Rs per kg mazeed sasti...
Electricity prices 13% decreased for domestic users..
Sui Gas prices expected to rise 40%

zahir si baat hai sardi mein gas mehengi, garmi mein lite
Posted 15 Nov 2008

Rapunzel said:

zahir si baat hai sardi mein gas mehengi, garmi mein lite

Petrol aur Diesel sasta

Posted 18 Nov 2008

Rapunzel says
khushi manayain
Posted 18 Nov 2008

Diesel Rs. 3 sasta howa hai...

karae to phir bhi kam nahi howay... kya khushi manaen...
Posted 18 Nov 2008

Rapunzel says
kabhi positive side na sochain
Posted 18 Nov 2008

positive soch letay hain...

Posted 19 Nov 2008

Rapunzel says
Rehan M Din said:

positive soch letay hain...

baaz auqat mushkil ho jata hai
Posted 19 Nov 2008

positive sochna???
Posted 22 Nov 2008

Rapunzel says
jee
Posted 22 Nov 2008

javad says
mehngay aik Azab jo hamary amal ki waja say hampar nazil hoa he.
Posted 22 Nov 2008

Rapunzel says
har aik k ammal ghalt tu nhi hote bhai
Posted 22 Nov 2008

gandum k saath ghun bhi pista hai...

Posted 24 Nov 2008

Rapunzel says
ye baat bi theek hai
Posted 07 Dec 2008

r u sure keh yeh baat theek hai...
Posted 08 Dec 2008

Rapunzel says
yeah 10000000000000000%
Posted 09 Dec 2008

aaatay ki shortage.....

Posted 11 Dec 2008

Reply to Topic