Mehngayi

16159 views 336 replies
Reply to Topic
Rapunzel

Age: 125
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan

SONE ki qeematon pe zara nazar sani farmayein MUSh k door mein
Posted 03 May 2008

Rapunzel says
Rehan M Din said:

rapunzel said:

Rehan M Din said:

rapunzel said:

Rehan M Din said:

battery dead... cell off...
oper sai electricity ka qehat...

ibtedaye ishq hai rota hai kya.....

light nahi hai... rona bhi nahi aa raha...

ap kite se rote hain

nahi ji... kite sai bhala kon rota hai...

lite kahna tha
Posted 12 May 2008

nahi ham lite sai nahi chaltay...
per woh kya hai na.... lite jati hai na to
anson bhi paseena ban kar nikal jatay hain..
Posted 12 May 2008

Mehgnyi har jaga ho gayi hai yar here gas (fuel        4 ltr@$3.75, milk 4ltr @3.99 n baqi har cheez k bhi ya he haal hai   
Posted 12 May 2008

America mai chezain sasti kab thi???

Posted 13 May 2008

Rapunzel says
soch k batati hon

ansu aur paseena kya baat kah di bhai
Posted 20 Jun 2008

sun_shine says
Assalam O Alaikum

*yaa mehengai
But InshAllah sab theek ho jayega...!
Posted 21 Jun 2008

Rapunzel says
Waalaikum Assalam

magar kab Ss
Posted 22 Jun 2008

sun_shine says
Bas Thora sa aur intezaar
Halaat zaroor badlaingay InshAllah...!
Posted 23 Jun 2008

Cinderella says
halaat say hmey badlan hai apni priorities,sochain aur system.
Posted 23 Jun 2008

filhaaal to aisi koi sorat-e-haal nazar nahi aati keh mehngai kam ho...
QESCO nay Electricity rate per unit barhanay ka faisla kia hai... (Quetta mai electricity mehngi ho rahi hai SS)
WAPDA electricity per subsidy reduce kar rahi hai...
Petrol aur diesel per bhi subsidy reduce ki ja rahi hai
GAS per bhi subsidy reduce ki ja rahi hai...
July mai milnay walay bills iss ko mazeed clear kar dain gay...

Posted 28 Jun 2008

Rapunzel says
ghar chor k sehra mein nikal jayein ab???
Posted 28 Jun 2008

wahan per garmi ziada hoti hai...

yeh option bhi ziada arsa nahi rahay ga...
garam hawa khanay per bhi tax lagnay laga hai...
govt boht arsa sai iss ki subsidy pay kar rahi hai...

Posted 30 Jun 2008

sun_shine says
Assalam O Alaikum

*yaa Sir Bas kahin (Oxygen)saans lenay ka bill bhi na aa jaye
Water mehenga ho gaya ...!
Posted 30 Jun 2008

Rapunzel says
sun_shine said:

Assalam O Alaikum

*yaa Sir Bas kahin (Oxygen)saans lenay ka bill bhi na aa jaye
Water mehenga ho gaya ...!

Waalaikum Asalam

yeah u told me
han yaar kal ko i think sone pe bi tax lage ga

han je bilkul hamari govt tu maha-naik hai
sachayi-hamdardi aur insaniyat ki khidmat pe mamur
Posted 30 Jun 2008

sun_shine said:

Assalam O Alaikum

*yaa Sir Bas kahin (Oxygen)saans lenay ka bill bhi na aa jaye
Water mehenga ho gaya ...!

wa alaikum salam

aaho water mehnga ho gay... 1800 bill aya hai hamara...

Posted 30 Jun 2008

Rapunzel said:

phir to ap bhi govt mai aa jaen...

yaa
Per I Think Govt itni bhi bewakoof nahi kay sonay pe tax lagay dei
Kyunki isi tax se bachnay k liye Awaam jaag jayengay tho Inkalaab Ayega...!
Posted 01 Jul 2008

*yaa Paani us wakt aata hain
jab Electricity nahi hoti
Tho phir Water Tankers se Help leni parti hain
1000 litres water 1000 Rupees...!
Posted 01 Jul 2008

........IDEA........

underground water tank bana lain....
jab pani ae to us mai collect kar lain...
jab electricity ae to overhead wala tank fill kar lain..

Posted 02 Jul 2008

sun_shine says
Assalam O Alaikum

*Abhi Bhi aisa hi hain
paani ki zaroorat ziyada hain
isi liye water tanker se help leni parti hain...!
Posted 02 Jul 2008

underground water tank bara karwa lain...
kyoun k yeh problem to chalta rahay ga...

Posted 02 Jul 2008

sun_shine says
*yaa Right
yeh Acha Idea hain,Thanks Sir...!
Posted 02 Jul 2008

welcome ji...

Latest news about mehngai...

PETROL aur Diesel kay charges 10% rise howay hain aur Kerosene Oil kay rates 30%
GAS kay charges 31% rise howay hain
Electricity kay rates boht jald revise ho rahay hain...

very disgusting...

Posted 03 Jul 2008

chandbabu says
rehan bhai Aap k pass idias buhut hi zabardast hai
Posted 03 Jul 2008

ap ko bhi koi idea chahiye to mil jae ga...

Posted 03 Jul 2008

Rapunzel says
Rehan M Din said:

Rapunzel said:

Rehan M Din said:

wahan per garmi ziada hoti hai...

yeh option bhi ziada arsa nahi rahay ga...
garam hawa khanay per bhi tax lagnay laga hai...
govt boht arsa sai iss ki subsidy pay kar rahi hai...

han je bilkul hamari govt tu maha-naik hai
sachayi-hamdardi aur insaniyat ki khidmat pe mamur

phir to ap bhi govt mai aa jaen...

mujhe bad-duayein lene ka hargiz shauq nhi
Posted 04 Jul 2008

Rapunzel says
sun_shine said:

Rapunzel said:

sun_shine said:

Assalam O Alaikum

*yaa Sir Bas kahin (Oxygen)saans lenay ka bill bhi na aa jaye
Water mehenga ho gaya ...!

Waalaikum Asalam

yeah u told me
han yaar kal ko i think sone pe bi tax lage ga

yaa
Per I Think Govt itni bhi bewakoof nahi kay sonay pe tax lagay dei
Kyunki isi tax se bachnay k liye Awaam jaag jayengay tho Inkalaab Ayega...!

tum ne bohat ghari baat ki hai Ss
Posted 04 Jul 2008

Rapunzel says
Rehan M Din said:

........IDEA........

underground water tank bana lain....
jab pani ae to us mai collect kar lain...
jab electricity ae to overhead wala tank fill kar lain..

kya ye kaam kare ga
Posted 04 Jul 2008

Rapunzel says
Rehan M Din said:

welcome ji...

Latest news about mehngai...

PETROL aur Diesel kay charges 10% rise howay hain aur Kerosene Oil kay rates 30%
GAS kay charges 31% rise howay hain
Electricity kay rates boht jald revise ho rahay hain...

very disgusting...

buri baat bhai hamare naik-dil hukmarao ko aisa na kahein wo apni shaheed qaid ki rooh kos awab pohancha rhe hain
Posted 04 Jul 2008

Reply to Topic