Aik AUr Karnama!!

2569 views 70 replies
Reply to Topic
Rapunzel

Age: 124
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 15 May 2008

Rapunzel says
ghariyon ko aik ghanta agay kar do ye kar do wo kar do seedhi tarah ye jo govt hosp n offices meins ara din ac chalte hain inhein band karayein na ink gahron mein 40,000 bulb jalte hain unhein band karayein bhasa dam kion nhi banate
Posted 15 May 2008

~CHANDNI~ says
YAH hya hamera piyara pakistan
Posted 15 May 2008

Rapunzel says
nhi ye hai Hamari Jamhoriat se layi gyi Hakomat
Posted 15 May 2008

~Fragi~ says
janey kiya hoga rey
Posted 15 May 2008

sweetie says
oh yeh mae ne kal suna tha k june se pak k clocks ek hour agay kar dain gay.. kya pahle bhi aisa hua hae?
Posted 15 May 2008

sun_shine says
Assalam O Alaikum
yaa thats the Plan
kal hum Geo pe mr.Zardari ki press Confirence dekh rahay hay hum bhi yehi soch rahay thay k yeh log kehtay hain k mehengai n load shedding khatam ho jayegi
per yeh khatam hogi kis tarah.
yaa Now this is the plan
yaa aik baat achi hogi k Jumay k din chutti hogi
Thats good...!
Posted 15 May 2008

sweetie says
yep Muslim country hae.. Jumma ki chutti to honi chahiye
Posted 15 May 2008

sun_shine says
yaa I also agree
Jumay k din tho chutti honi chahiye
Posted 15 May 2008

~Fragi~ says
sweetie said:

oh yeh mae ne kal suna tha k june se pak k clocks ek hour agay kar dain gay.. kya pahle bhi aisa hua hae?



yeah 2002 mein b clocks agey hoyee thee
Posted 16 May 2008

Rapunzel says
~Fragi~ said:

janey kiya hoga rey



Posted 16 May 2008

Rapunzel says
sweetie said:

oh yeh mae ne kal suna tha k june se pak k clocks ek hour agay kar dain gay.. kya pahle bhi aisa hua hae?



yeah aik baar pahle bi Mush ne kiya tha
kya naa aik museebat hai ye time agay krna
Posted 16 May 2008

Rapunzel says
sun_shine said:

Assalam O Alaikum
yaa thats the Plan
kal hum Geo pe mr.Zardari ki press Confirence dekh rahay hay hum bhi yehi soch rahay thay k yeh log kehtay hain k mehengai n load shedding khatam ho jayegi
per yeh khatam hogi kis tarah.
yaa Now this is the plan
yaa aik baat achi hogi k Jumay k din chutti hogi
Thats good...!




Waalaikum Assalam
jummay k din chutti offices mein hogi schools mein nhi i think 2nd jado ka chiragh hai ink pas sab sahih ho ajye ga balk ink lye tu ab bi sab sahih hai

Mother's Day pe BB ko best mother ka award dya gya hai koi mujhe bataye kis k lye best mother thi wo apne bacho k elawa????
Posted 16 May 2008

Rapunzel says
~Fragi~ said:

sweetie said:

oh yeh mae ne kal suna tha k june se pak k clocks ek hour agay kar dain gay.. kya pahle bhi aisa hua hae?



yeah 2002 mein b clocks agey hoyee thee


kuch logon ne tu agay nhi ki thi govt offices ye hosp mein jayo tu sara sara din A.C on hote hain sath fans lights bulbs bi khud ye og aish karte hain aur log khud-khushian
Posted 16 May 2008

~Fragi~ says
kafi jagooon per 24/7 ac chaltey hain
Posted 17 May 2008


jumay kay din chutti offices mai bhi nahi sirf karobari marakiz aur markets mai ho gi...
Posted 17 May 2008

~Fragi~ says
hanji offices khuley rahein gein
Posted 17 May 2008

Rapunzel says
dimagh kharab hai

Baap ko friday ko chutti
bete ko sunday ko
Posted 18 May 2008


kis kay baap ko friday ko chutti ho rahi ha?
Posted 19 May 2008

sun_shine says
Assalam O Alaikum
Yaa right Dear Friend
ab Govt sahi policies lay kar aaye
aur kanoon pe amal daramad ho tho
Awaam ko kuch sahoolatein ho tho
InshAllah Mulk ki halat theek ho jayegi
yaa I dont think so
kay Miss BB Best Mother Award ki haqdaar thi.
Posted 19 May 2008

sun_shine says
oh right
Schools and offices ki chutti sunday ko hi hogi
per aisa kyun kiya gaya?
Agar holiday deni hain tho sab ko Friday k din dey
ya sunday ko
yeh alag alag Din kyun?
Posted 19 May 2008

olldman says
Aap sahi, ayk hi din honi chaiye.

Sunday? Work related, international synchronizing should help, I think enormously.

Posted 19 May 2008

ab government kuch karna chah rahe tu uski suno na phir rotey ho ke wo kuch karti nahi lol aur wese in logo ko tum log hi lae ho na vote ke zarihe so ab bukhto lol
Posted 20 May 2008

sun_shine said:

oh right
Schools and offices ki chutti sunday ko hi hogi
per aisa kyun kiya gaya?
Agar holiday deni hain tho sab ko Friday k din dey
ya sunday ko
yeh alag alag Din kyun?



takay electricity ka load divide ho jae...
Posted 20 May 2008

sun_shine says
Assalam O Alaikum
Thats right...!
Posted 20 May 2008

Rapunzel says
Rehan M Din said:


kis kay baap ko friday ko chutti ho rahi ha?



bohat se logon k Baap ko
Posted 21 May 2008

Rapunzel says
sun_shine said:

Assalam O Alaikum
Yaa right Dear Friend
ab Govt sahi policies lay kar aaye
aur kanoon pe amal daramad ho tho
Awaam ko kuch sahoolatein ho tho
InshAllah Mulk ki halat theek ho jayegi
yaa I dont think so
kay Miss BB Best Mother Award ki haqdaar thi.



Waalaikum assalam
BB kis tarah is award ki haq-daar thi mujhe koi reason do ss coz mere khiyal se us ne apne bacho k elawa aur kisi k bache k lye swiss accounts nhi khulwaye

Hamari Govt tu itni achi policies la rhi hain k Is mulk ka ab sirf Allah malik hai
Posted 21 May 2008

Rapunzel says
sun_shine said:

oh right
Schools and offices ki chutti sunday ko hi hogi
per aisa kyun kiya gaya?
Agar holiday deni hain tho sab ko Friday k din dey
ya sunday ko
yeh alag alag Din kyun?




shandar policies nit naye tajarbaat
Posted 21 May 2008

Rapunzel says
olldman said:

Aap sahi, ayk hi din honi chaiye.

Sunday? Work related, international synchronizing should help, I think enormously.



u r rite olldman but kisi aur din chutti rkahein agr ye Friday ko karte hain tu bi acha hai but ye kya fam k aik bande jko aj chuti hai aik ko kal
Posted 21 May 2008

Rapunzel says
mr nice guy said:

ab government kuch karna chah rahe tu uski suno na phir rotey ho ke wo kuch karti nahi lol aur wese in logo ko tum log hi lae ho na vote ke zarihe so ab bukhto lol



Allah ka shuker hai hum ne Asif zardari(Mr 10%) ko vote nhi dya tha aur dosri baat hum rote hain kion k pait mein roti nhi aur policies banayi ja rhi hain chuti aj ho ya kal khana sab ko chhaiye ye shahi mansube sirf drama haina ur kuch nhi
Posted 21 May 2008

Rapunzel says
Rehan M Din said:

sun_shine said:

oh right
Schools and offices ki chutti sunday ko hi hogi
per aisa kyun kiya gaya?
Agar holiday deni hain tho sab ko Friday k din dey
ya sunday ko
yeh alag alag Din kyun?



takay electricity ka load divide ho jae...


aur family ka kya wo bi divide ho jaye
Posted 21 May 2008

Reply to Topic