Age: 124
7068 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ghariyon ko aik ghanta agay kar do ye kar do wo kar do seedhi tarah ye jo govt hosp n offices meins ara din ac chalte hain inhein band karayein na ink gahron mein 40,000 bulb jalte hain unhein band karayein bhasa dam kion nhi banate
Age: 124
7016 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum yaa thats the Plan kal hum Geo pe mr.Zardari ki press Confirence dekh rahay hay hum bhi yehi soch rahay thay k yeh log kehtay hain k mehengai n load shedding khatam ho jayegi per yeh khatam hogi kis tarah. yaa Now this is the plan yaa aik baat achi hogi k Jumay k din chutti hogi Thats good...!
Age: 124
7068 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
sun_shine said:

Waalaikum Assalam jummay k din chutti offices mein hogi schools mein nhi i think 2nd jado ka chiragh hai ink pas sab sahih ho ajye ga balk ink lye tu ab bi sab sahih hai
Mother's Day pe BB ko best mother ka award dya gya hai koi mujhe bataye kis k lye best mother thi wo apne bacho k elawa????
Age: 124
7068 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
~Fragi~ said:
sweetie said:
oh yeh mae ne kal suna tha k june se pak k clocks ek hour agay kar dain gay.. kya pahle bhi aisa hua hae?
yeah 2002 mein b clocks agey hoyee thee
kuch logon ne tu agay nhi ki thi govt offices ye hosp mein jayo tu sara sara din A.C on hote hain sath fans lights bulbs bi khud ye og aish karte hain aur log khud-khushian
Age: 124
7016 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum Yaa right Dear Friend ab Govt sahi policies lay kar aaye aur kanoon pe amal daramad ho tho Awaam ko kuch sahoolatein ho tho InshAllah Mulk ki halat theek ho jayegi yaa I dont think so kay Miss BB Best Mother Award ki haqdaar thi.
Age: 124
7016 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
oh right Schools and offices ki chutti sunday ko hi hogi per aisa kyun kiya gaya? Agar holiday deni hain tho sab ko Friday k din dey ya sunday ko yeh alag alag Din kyun?
Age: 124
7981 days old here
Total Posts: 2999
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ab government kuch karna chah rahe tu uski suno na phir rotey ho ke wo kuch karti nahi lol aur wese in logo ko tum log hi lae ho na vote ke zarihe so ab bukhto lol
Age: 44
6575 days old here
Total Posts: 15020
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
sun_shine said:
oh right Schools and offices ki chutti sunday ko hi hogi per aisa kyun kiya gaya? Agar holiday deni hain tho sab ko Friday k din dey ya sunday ko yeh alag alag Din kyun?
Age: 124
7068 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
sun_shine said:
Assalam O Alaikum Yaa right Dear Friend ab Govt sahi policies lay kar aaye aur kanoon pe amal daramad ho tho Awaam ko kuch sahoolatein ho tho InshAllah Mulk ki halat theek ho jayegi yaa I dont think so kay Miss BB Best Mother Award ki haqdaar thi.
Waalaikum assalam BB kis tarah is award ki haq-daar thi mujhe koi reason do ss coz mere khiyal se us ne apne bacho k elawa aur kisi k bache k lye swiss accounts nhi khulwaye
Hamari Govt tu itni achi policies la rhi hain k Is mulk ka ab sirf Allah malik hai
Age: 124
7068 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
sun_shine said:
oh right Schools and offices ki chutti sunday ko hi hogi per aisa kyun kiya gaya? Agar holiday deni hain tho sab ko Friday k din dey ya sunday ko yeh alag alag Din kyun?
Age: 124
7068 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
mr nice guy said:
ab government kuch karna chah rahe tu uski suno na phir rotey ho ke wo kuch karti nahi lol aur wese in logo ko tum log hi lae ho na vote ke zarihe so ab bukhto lol
Allah ka shuker hai hum ne Asif zardari(Mr 10%) ko vote nhi dya tha aur dosri baat hum rote hain kion k pait mein roti nhi aur policies banayi ja rhi hain chuti aj ho ya kal khana sab ko chhaiye ye shahi mansube sirf drama haina ur kuch nhi
Age: 124
7068 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Rehan M Din said:
sun_shine said:
oh right Schools and offices ki chutti sunday ko hi hogi per aisa kyun kiya gaya? Agar holiday deni hain tho sab ko Friday k din dey ya sunday ko yeh alag alag Din kyun?