Age: 125
7090 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Rapunzel said:
sun_shine said:
Assalam O Alaikum Yaa right Dear Friend ab Govt sahi policies lay kar aaye aur kanoon pe amal daramad ho tho Awaam ko kuch sahoolatein ho tho InshAllah Mulk ki halat theek ho jayegi yaa I dont think so kay Miss BB Best Mother Award ki haqdaar thi.
Waalaikum assalam BB kis tarah is award ki haq-daar thi mujhe koi reason do ss coz mere khiyal se us ne apne bacho k elawa aur kisi k bache k lye swiss accounts nhi khulwaye
Hamari Govt tu itni achi policies la rhi hain k Is mulk ka ab sirf Allah malik hai
yaa Right Dear friend InshAllah Hope for the best Mulk ki badhaali ki zimedaar pehlay Govt hain Uskay baad Awaam.
Age: 44
6648 days old here
Total Posts: 15020
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Rapunzel said:
Rehan M Din said:
sun_shine said:
oh right Schools and offices ki chutti sunday ko hi hogi per aisa kyun kiya gaya? Agar holiday deni hain tho sab ko Friday k din dey ya sunday ko yeh alag alag Din kyun?
takay electricity ka load divide ho jae...
aur family ka kya wo bi divide ho jaye
family to wesay hi divide ho jati hai jab job / business start ho jatay hain... subah ko mulaqat nahi... wapis aao tab bhi mulaqat nahi... job karnay wala ghar mai ajnabi sa ho kar reh jata hai...
Age: 125
7090 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Ya thats right yaa bilfarz agar week main 3 public holidays di jaye aur har citizen apna kaam poori honesty say karay tho I Think Mulk kaafi taraki kar sakta hain...!
Age: 125
7090 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Yaa you are right Sir Taraaki ki shart hi emaandaari hain suppose i am a student agar hum apni tawaju apni manzil pe rakhay aur poori honesty say kaam karay tho I Think is say yakeenan hamain aur mulk sabko faida hoga...!
Age: 125
7090 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Sab apnay mufaad ki jung main is liye musroof hain kyunki yahan koi kisi ki care karnay wala nahi so isi liye har kisi ko apni personal life say matlab hain Achi job,khushaal family bas...!
Age: 125
7142 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
sun_shine said:
Rapunzel said:
sun_shine said:
Assalam O Alaikum Yaa right Dear Friend ab Govt sahi policies lay kar aaye aur kanoon pe amal daramad ho tho Awaam ko kuch sahoolatein ho tho InshAllah Mulk ki halat theek ho jayegi yaa I dont think so kay Miss BB Best Mother Award ki haqdaar thi.
Waalaikum assalam BB kis tarah is award ki haq-daar thi mujhe koi reason do ss coz mere khiyal se us ne apne bacho k elawa aur kisi k bache k lye swiss accounts nhi khulwaye
Hamari Govt tu itni achi policies la rhi hain k Is mulk ka ab sirf Allah malik hai
yaa Right Dear friend InshAllah Hope for the best Mulk ki badhaali ki zimedaar pehlay Govt hain Uskay baad Awaam.
InshaAllah dear lekin aik baat hai Allah talak Bure hukmaran awam pe azab ki rmein bi musalat karte hain aj kal jagah jagah be-hayai fazool films web sites dramas roz newspaper mein kisi na kisi buri khabar hum awam agr khud apna mahasba karain tu shayd Allah ye azab utha lein
Age: 125
7142 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Rehan M Din said:
Rapunzel said:
Rehan M Din said:
sun_shine said:
oh right Schools and offices ki chutti sunday ko hi hogi per aisa kyun kiya gaya? Agar holiday deni hain tho sab ko Friday k din dey ya sunday ko yeh alag alag Din kyun?
takay electricity ka load divide ho jae...
aur family ka kya wo bi divide ho jaye
family to wesay hi divide ho jati hai jab job / business start ho jatay hain... subah ko mulaqat nahi... wapis aao tab bhi mulaqat nahi... job karnay wala ghar mai ajnabi sa ho kar reh jata hai...
zaruri tu nhi ye tu her insan pe depend karta hai k wo apna schedule kaise banata hai
Age: 125
7142 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
~Fragi~ said:
n hum apni soch change b nahi kar saktey
ghalt baat hum sab kuch kar sakte hain sirf Allah se madad mangein aur Allah pe chor dein sab mushkilat se ghabra k peeche mat hatein tu InshaAllah hum apna nafs tak change kar sakte hain:)
sun_shine said:
Change kar saktay hain per shayad is society main hum apni soch change kar na paye Kyunki it will not work...!
SS society bi hum loog hi banate hain aik example k toor pe lal majid ko yahan lo unhon ne Islam pe chalna tha chal dye yahan tak k wo Laut k Allah k gahr pohanch gye Imam Dheeri hain wazeristan side pe unhon ne Aman moaida Lal Masjid ki wajah se toora wahan bi wo loog Cd's ki shops jalate the but sab loog chanda collect kar k us shopkeeper ko dosra biz kara dete hain wahan bi tu loogon ne is baat ko appreciate kya na?? Baat sirf ye hai k mujh samait sab loog tabdeeli se ghabrate hain hamaien apne ap se khoof hai na k dunya se
Age: 43
8242 days old here
Total Posts: 64603
Points: 0
Location:
Neutral Zone,

Assalam O Alaikum Yaa Right Dear Friend...! hum change say is liye khauff zada hain kyunki us change kay haami sirf hum hongay shayad 2 ya 4 log aisay ho jo is change ko appreciate karay per baki log tho iski mukhalfat karaingay. So possitive change lana zaroori hain chahay log isay pasand karay ya na karay and InshAllah society main change zaroor aayega buhat jald...!