YAAD

2501 views 117 replies
Reply to Topic
ujala

Age: 124
Total Posts: 1
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
YAAD ZINDAGI KA KHUBSURAT SARMAYA.
Posted 08 Mar 2004

~Fragi~ says
hanji hanji waise woh bhi koi jalad type kee nahi hehehe woh to sweet seee pari hia
Posted 15 Mar 2004

kiran says
ahan nahin unhon baat ko jhutlao app han men han mila rahe hen mg sahab
Posted 15 Mar 2004

~Fragi~ says
meri han mein ssab hee haan milatey haina
Posted 15 Mar 2004

kiran says
khush fehmi he tumare aise b andhair nahe para abhi k tumare han men sab han milayeen
Posted 15 Mar 2004

~Fragi~ says
jab aisa hota hai to hota hai .. dona b so jealous na
Posted 15 Mar 2004

kiran says
men jelous nahe hote or woh b tum jaise miyaan mithu se nahe jee kiran itne chooti nahe hue abhi
Posted 15 Mar 2004

~Fragi~ says
tu kitnee choti hai woh ....   
Posted 15 Mar 2004

kiran says
chothi nahe he bari he kam azkam tum se to bhari hi hai
Posted 16 Mar 2004

~Fragi~ says
HIAN MUJHE SEY BARI .. YA MUZ HAVA PROBLEM ABHI WID YER EYE SIGHT .. HEHEHEH JK
Posted 16 Mar 2004

kiran says
main glasses nahin lagati janaab mere eye site bilkul theek hai
Posted 17 Mar 2004

~Fragi~ says
phir bhi chek kar wa lein na
Posted 17 Mar 2004

kiran says
tumare kehne se mere ankahin thoori kharab ho jani hain
Posted 17 Mar 2004

~Fragi~ says
mein phoncha hoya buzrug hoon i know every thing
Posted 17 Mar 2004

yaad_e_mazi azaab hay yaa rab :$
Posted 18 Mar 2004

kiran says
kaun si yaad a gai maazi ki humain bhi to pata hale zara.
Posted 18 Mar 2004

~Fragi~ says
woh bachpan k din    
Posted 19 Mar 2004

kiran says
bachpan ke din to sach much boohat zalim hote hain ager woh saath jawani main na milain to
Posted 19 Mar 2004

~Fragi~ says
ah kiya yaad dila diya ... i wanna live in ma child hood . yani when i was 1 year old
Posted 19 Mar 2004

kiran says
wahan kaun si yaad pari hai tumare?? budhu
Posted 19 Mar 2004

~Fragi~ says
bus tab hum aur woh eik saath kheltey gudtey they na
Posted 19 Mar 2004

kiran says
yaad na kerwao woh din jab woh mere saath tha...
Posted 19 Mar 2004

~Fragi~ says
Posted 19 Mar 2004

kiran says
is main itna hansne ki kiya baat hai budhu
Posted 19 Mar 2004

~Fragi~ says
nahi .. woh kissi k bebasi wali maut per hansi agayee na
Posted 19 Mar 2004

kiran says
bebasi ki mout god reham kare kahin kiddi to nahin guzer gai jis ke liye hans rahai ho.
Posted 19 Mar 2004


kaun si yaad a gai maazi ki humain bhi to pata hale zara.

aray aap ko pata ...


u know

pata    pata   boota boota   haal humara janay hay
janay na janay gul hi na janay bagh tu sara janay hay
Posted 19 Mar 2004

kiran says
good
Posted 19 Mar 2004

i know ;)
Posted 20 Mar 2004

javad says
bachpaaaaaan hmmmmmmmm
bachpan aur jawani kay murge honay wala waqt gr8 hota hai
Posted 20 Mar 2004

har waqat gr8 hota hay if you really know how to utilize :)
Posted 20 Mar 2004

Reply to Topic