Ashii

Age: 124
7753 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
pehle aati thi haal e dil pe chammo
ab kissi baat pe nahi aati
hehehhehee....


nahi nahi,, mazak kar rahe hein
aati hai,, par kab aur kis baat pe,, yeh nahi pata
Posted 20 Jun 2006

Ashii

Age: 124
7753 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
ohh,, oupssssss
bhateegi aur bhanji,, mix up ho gaya




yarrr yeh sachi queenu ki tarha lagti hai naaaaaa
spec her eyes
Posted 20 Jun 2006

Ashii

Age: 124
7753 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
.......... of n'hai n'hai
going
heheheee
Posted 20 Jun 2006

Ashii

Age: 124
7753 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
awwww Masha Allah bohot pali pali hai

hum ne kab kaha k aap cute nahi hein queenu

ur bhanjiii ???
naya bhai jiiiiiiii's
Posted 20 Jun 2006

Ashii

Age: 124
7753 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
baray dekhe honge
par hamare jaise nahi

tumhara dabba gol karne liye to mujhe khud kuch karne ki zaroorat bhi nahi,,, pitwa du tum ko kissi se bhi

chapar chaparrr tum apni band karoooo


han aa gaya athar,, ab batae ga na woh k tum ne kya kaha
tab dimag thikane lage ga
huhhh



queenuuuuuu
bassssss,,, beech mei na aae koiiiiiiiiiii
aaab dabba baja dena hai me ne
Posted 20 Jun 2006

Ashii

Age: 124
7753 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
athar batae ga aa k tum ne kya kiya hai
mujhe to abhi sahi se poori baat pata bhi nahi


huhhhhhhhhhhhhh
Posted 20 Jun 2006

Topic: Bitoo beta

Ashii

Age: 124
7753 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
toba tobaaaa
bitooo kitna jhooota haiiiii
balich ko mujhe tang karne liye kissi ki zaroorat nahi hai




yeh bitoo ko acha bhala bolte bolte kya ho gaya
Posted 20 Jun 2006

Ashii

Age: 124
7753 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
huhhhhhhhhhh...

ab khisyani billi ban jao
pol jo khul gaya


dont say a word abt athar
Posted 20 Jun 2006

Ashii

Age: 124
7753 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
cuuuuuuuuuuuuuuuuute
yeh humein thori thorriii si queenu ki tarha kyun lag rahi hai
(her eyes)
Posted 20 Jun 2006

Topic: Shirdangili

Ashii

Age: 124
7753 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
Freddy said:

Gadhaaaaaaaaaaaaaaaaaariiiiiiiiii

ye kisi nai tumhari gardan pay chaqoo rukh kay kehalwayaa hai naaaaaaa
lilla hum ko apni ankhoon pay yakeen nahi aa raha


yakeen nahi aa raha to aankhein niklawa do
yehh sachh haiii,, sachhh haiii,, saccchhhh haaiii


Doctor Sam said:

ye kya chakkar hey...


isse kehte hein kudrat ka chakkar
sachai aik na aik din narzon k samne aa hi jaati hai


friend_16 said:

GOT YA TT!! apni statement tu aik rakhein ..

pehlay app nay bola k pee huee the is liay ye saab keh dia .. waisay kehtay hein k agar insaan nay pee huee ho tu dil k kaafi raaz bahir aa jatay hein .. matlab jo kaha wo sahee hai ..

ab app nay statement he badl de hai .. k blackmail kia tha .. blackmail kis nay kerna hai???


ufffffffff,, me kahan jauuu,, saheli aaa gaii
koi to hai jo sach ka saath deta hai
saheli kitni achi hai aur me bhi


cutefriend said:

ahye haye kuch hua tu nahi na ???????????


aaae haae ammma b
kuch nahi hua aap k ladle dabbbba ko,, bass akal thikane aai hai
Posted 20 Jun 2006

Topic: Shirdangili

Ashii

Age: 124
7753 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
Teen Tracker said:

sab sahee samjhe

barish aap bilkul theek ho main jhot bol raha tha

chakoo rakha tha na sall


sajan reyy jhooooot mat bolo
Khuda k paas jaana hai
na haathi hai na ghora hai
wahan paidal hi jaana hai
Posted 20 Jun 2006

Topic: Cute baby

Ashii

Age: 124
7753 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
oooooooooooooooooooo littllleee puddggeeeeeeeee


innniii pali paliiii
muaahhh !!!
Posted 20 Jun 2006

Topic: Bitoo beta

Ashii

Age: 124
7753 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
mai b mai b



balichhhhh
ghabrane ki zaroorat nahi hai,, aisi mails bitoo saabbbbb ko bhej chuka hai,, iss mail ka matlab hai "mujh se dosti kar lo"
jab dosti ho jae gi to aur mails a'ain gi jiss mei sab ki burai kar k tumhein unn se larai karne ko kaha jae ga


bacha hai maaf kar do,,
nahi maaf karna to mujh ko batao,, aur zyada tang karu uss ko
Posted 20 Jun 2006

Topic: ~IDEAS~

Ashii

Age: 124
7753 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
weapons
churi de do,, cutting board k saath
aur kitchen ki keys bhi



areyyyyy,, itne ideas diya to heinnnnnn
Posted 20 Jun 2006

Ashii

Age: 124
7753 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
Freddy said:

aik roll ka sawal hai babaaaaaaaaaaa


ab aaaya naaa oont pahaar k neeeche
next film ka intzar karo..
Posted 20 Jun 2006

Ashii

Age: 124
7753 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
Iqbal k abba
aap itna gussa kyun ho rahe hein,, thora mazloom baniye
"me kaun hu, me kahan hu" yeh to aap ne kaha hi nahi,,, filmein nahi dekhte kyaaa aaaaaap


Dr
aik to aap dilogue maar hi nahi rahe the,, ab emotional hone pe aae hein to lagta hai jaise sugra bibi nahi aap k miyan jii beemar hein


Sugra bibi
aap ki acting theek hai,, par lagta hai sadme se aap kabhi kabhi yeh bhool jati hein k aap tutli hein





entry of a new caracter
Athar miyan as ZUBAIDA (sugra bibi's daughter)

aap apne abba ki ladli beti hein,, bohooottt naik shareef naik parveeen


Bitoo as IQBAL
amma abba ka layab beta,, iss ka takya kalam hai "mai b mai b"
Posted 20 Jun 2006

Ashii

Age: 124
7753 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
Dr said:

iqbal kay aaba ab aap dawa khain

Nurse jaldee aao sughra bibi aap to side par hoon
teeka lagao jaldee se



Iqbal k abba said:

Iqbal k abba...
ye iqbal... kon... hey dr sahab... aor iqbal k abba...
aaaaaaaaaaaaaaaaaaah... dr sahab... mera sir....
bohat dard hey...



Sugra Bibi said:


dhaka to na do Doctor Saheb
aap ti amma ti umar ti hon, tuch lehaz hi tal lo beta
Iqbal tay abba.... mudhe pehchan lahay ho na?



Iqbal k abba said:

iqbal.. iqbal.. iqbal..... kon hey ye iqbal...
achaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa.... Allama Iqbal...
lekin un k abba jee to.... ab to iqbal khud bhi is duniya mai nahi hain... Un k abba...

ye kya ho raha hey mere sath dr sahab... ye BIBI kon hain...?
aisa lagta hey AAPKO PEHLE BHI KAHIEN DEKHA HEY..

busssssss... hum zyada baatain nahi kar saktay.. sir main dhamakay hone lagtay hain...



Dr said:

Dekjhain sughra bibi aap mere maa ki umer ki hain
isi liye mujhe bhi itnee hi takleef ho rahee hay,
Iqbal kay abba please aankhain kholain dekhain aap ka iqbal aap kay pass khara hay, Khiuda kay liye kuch to bolain (mere oscar ka swal hay)
yeh sughra hay aap kay samne jis ne aap jaisay shaks ky sath apnee zindagee kay 20 saaal bita diye.
Yeh iqbal hay aap ka ladla ,jis ki koi farmaysh tum ne nahi talee , yeh bano tumharee ankho ki thandak jis ki shadee ka arman tum is kay bachpan se dekh rahe thay , nahi tum aise nahi ja sakte nahi ja sakte



Iqbal k abba said:

oye doctor sahab... pata nahi aap k demagh ka masla hey ya mere demagh ka masla hey...
shor kion machatay ho... chup kar jao...
kese doctor ho.. kis ne banaya aapko doctor...



Sugra Bibi said:

Doctor Saheb, mudhe to lagta hay tay in ti yadacht tay chath sir bi ghom gaya hay...
itna to yah sari zindagi nahin chilaey...and na hi ghucha tiya
jitna aaj tal lahay hain...
in to bacha lo doctorrr saheb...

iqbal k abba... aap hain... and main aap ti biwi hon sughra maghar abhi aap zehan pal zor na dain iqbal k abba,
zakhm taza hay... lait jaen aap

( Sughra hath utha tal Dua magtay hoey )

YA RAB, ab bas tera hi aasra hay

Posted 20 Jun 2006

Ashii

Age: 124
7753 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
issi liye yahan pe jhooota dooooor se alag pehchana jaata hai
Posted 19 Jun 2006

Ashii

Age: 124
7753 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
ikkk haseeeeeeeeeeenn
shaaammm meiiiiiiiiiiiiiiii
dil meraaaaaa
kho gayaaaaaaa

Posted 19 Jun 2006

Ashii

Age: 124
7753 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
i got ur point daktar
par mera matlab yeh nahi tha k itni asaani se maafi mil jana galt hai
obv Allah miyan niyyat jante hein,, aur hakeekat to yeh hai k jo apne kiye pe sache dil se sharminda hota hai uss ko aik tasbeeh ya aik wazeefa kam lagta hai,, uss ki to sari zindagi maafi mangne mei guzarti hai
coz maafi ka waada hai,, par hum maafi mil jaane ka daawa to nahi kar sakte,, koi bhi nahi kar sakta


Allah miyan opportunity dete hein,, iss mei koi shak nahi
par hum log iss ka kya matlab aur faida uthate hein yeh jaane k liye topic banaya tha
Posted 19 Jun 2006

Ashii

Age: 124
7753 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
hmmmmmmmmm....
alim mufti wagera rok sakte hein

parrrr masla aik aur hai
media hamesha uss cheez k thru chalta hai jo log chahte hein,, koi prog/drama/movie/song tabhi famous hota hai jab woh logon ki pasand ka ho

iss type k religious progs bhi tabhi zyada famous hein coz ppl want to seee that
i started another topic "ary group" uss topic ka matlab yeh dekhna tha k hum logon ko apni hi zaat ka tazaad nazar aata hai ya nahi,,
but woh topic kissi ko samajh hi nahi aaya

galti to hamare apne andar hai
other day an aalim was saying
"jo so raha ho usse to jagaya ja sakta hai, par jo jaag raha ho usse kaise jagaya jae"
Posted 19 Jun 2006

Ashii

Age: 124
7753 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
yeh justifying our actions and deeds
seee kissi se agar pucho k woh falana kaam kyun karta hai to knowing well that they are wrong yehi answer dete hein k "aise hi hota hai, sab yehi karte hein,, kya karein,, iss k bager guzara nahi"
we have such a mediocre justification k mujhe to kehte hue bhi sharm aati hai

jo karna hai apni marzi se karo naa,, doosron ka naam kyun laate ho
Posted 19 Jun 2006

Ashii

Age: 124
7753 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
im married that y i know jahan khamkha k compromise hote hein woh log kabhi khush nahi rehte
kuch arse baad aik doosre ki shakal dekhna bhi gawara nahi hoti unn ko,, par majboori mei saath rehte hein




well,, shadi k baad koi khaas masroofiyat nahi hoti
pak mie majority gharon mei (atleast jinhein me janti hu) kaam karni waali aati hai,, and galz dont do anythinng sirf shayad khana pakana,, baki time sona, shopping karna,,
han par aik baat hai,, they r not organised at alll, apni MASROOOFIYAT ka rona aise rote hein jaise pata nahi konse pahaar torte honge


areyyy me yeh bilkul nahi keh rahi k larkiyon ko parhna nahi chaiye,, mera matalb sirf itna hai k degree ko decoaration piece nahi hona chaiye
i guess pak ki 55% pop females hein
yani k atleast 50% working power ko hum zaya kar dete hein
do u think hamara mulk aisi situation mei hai k hum itni bari galti karein
Posted 19 Jun 2006

Ashii

Age: 124
7753 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
me pankha nahi hu
k aur kaam karu




awwwww balicchhhhhhh
haan meenu ne bhi kaam kiya tha,, par uss ko me ne zyada kaam karne nahi diya naaa,, mera munnnaaa sha paplluu sha kuchiii puchhhhiiiiii
muuaaahhhhhhhh !!!!
Posted 19 Jun 2006

Topic: naqab poshii

Ashii

Age: 124
7753 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
oo puddgggeeeeeeeeeeeeeeee
nothing yarrr


pagal hai,, pagalll haiiii
pagallllllll,,, jasoooosi karta hai
Posted 19 Jun 2006

Ashii

Age: 124
7753 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
family's history and rooooots,,, bohooottttttttttttttttt bara aur purana khandaan hai

hamara shajra e nasab Hazrat Adam se ja milta hai



kissi din koi filmi gana ga'ain ge,, shayad sab bichre hue log mil ja'ain
Posted 19 Jun 2006

Ashii

Age: 124
7753 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
uffffffffffff...
Dr dabbba,,, aap ki acting bilkulll kaam ki nahi haiii
iss scen k baad aap ko koi chance nahi mile gaaaa
hum ne kaha haaiiii filmiii dialogue boloooooo
logon ko rulaoooo,,




jiiii iqbal k abba kissi ko nahi pehchante,, unhein sirf aik truck yaad hai jiss se unn ka accident hua tha



hmmm,, chalo iqbal k abba k koi naam rakh dete hein,, kya naaa,, bache bare ho gae par apna naam abhi tk nahi rakha
unn ka naam hai,, Prof Allah wasaya
Posted 19 Jun 2006

Topic: Shirdangili

Ashii

Age: 124
7753 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
yeeaaahhhhhhhhhhhhhhhhh !!!
im the besttt im the best im the bestttt

say it againnnn !!!!!!
Posted 19 Jun 2006

Topic: Shirdangili

Ashii

Age: 124
7753 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
kajuu
waise sall is the best,, tabhi to hum bhi best hein na
aik hi baat hai

par yeh topic hamaaaare liye haaaae reyyyyy




tt bro ka dabba baja diya tha hum ne
seeeeeeee,, balich ko to sab pata haiii
pappuuuuu
Posted 19 Jun 2006

Ashii

Age: 124
7753 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
translation plz
Posted 19 Jun 2006