javad said: BAKI BHAI QAWALI YA NAAT AGAR MUSICAL INSTRUMENTS K SAATH GAYE JAI TO ITS NOT GOOD,
DUFF KI IJAZAT HAI,, YES BUT ONLY DUFF U CANT REPLACE ANY THING ON YOUR OWN,
iss baat ka matlab samajh nahi aaya
musical instruments mana hein, but duff nahi,,,
y cant we replace it ???
as i said yeh cheezein to culture aur time k saath change hoti rehti hein,, hamare han ik-taara hota hai europe mei guitar,, no one can say dono mei BEHTAR kya hai
its like saying that camel pe safar karna ja'iz hai aur car pe nahi.. or khujoor khana ja'iz hai aur aam nahi
duff ka taluk MAZHAB se nahi hai, so y cant it be replaced ??????
i agree to wot u said abt sufiana kalaam,, shairi mei shirk nahi hona chaiye,,, but those who dont go deeper in sufiana kalam's shairi they ll understand it as shirk
"Rab milya menu ranjhan na mileya
te Rab ranjhan jaisa naahi"
wot abt Rumi's shairi ???
and wot wld u say abt abida parveen singin bulleh shah's or ameer khusrow's kalam
a woman, singing, with musical instruments + sufiana kalam having double meanings
me khamkha ki behes nahi kar rahi
sirf itna samajhna chahti hu k aik damm itna strict fatwe dene ka reason kya hai,, i want to know in detail
answer plz and dont mind