Ashii

Age: 125
7800 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
uffffffff khusshhiiiiiiiiii
agar yeh nahi suna
to phir aap ne kya sunaa


ishq junoon jab hadd se barh jaae
hanste hanste aashiq suuli charh jaae
ishq ka jadoo sar charh kar bole
laakh laga lo pehre raste Rabb khole

tu ne kya kar daala
marr gai me,, marr gai me

Posted 03 Jun 2006

Ashii

Age: 125
7800 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
yeh gana kinnaaaa acha haaiiiiiiiii
Posted 03 Jun 2006

Ashii

Age: 125
7800 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
tere naam se jee lu me
tere naam se marr jau
tere jaan k sadke mei
kuch aisa kar jau

tu ne kya kar daala
marr gai me,, marr gai me
teri deewaaniii
Posted 03 Jun 2006

Ashii

Age: 125
7800 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
tareeeeef na karnaaaa kabhi




queeenuuu
yeh asli ka sher hai k aaap ka
Posted 03 Jun 2006

Ashii

Age: 125
7800 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
han dekha
queenu ko bhi nahi pata k phashion (fasion) kya hota hai
hhekheeheheheheee..
Posted 03 Jun 2006

Ashii

Age: 125
7800 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
Khushi_Khushi said:

i born in Pak so I'm pakistani... thats it....


my son is born in france
but he s not FRENCH
Posted 03 Jun 2006

Ashii

Age: 125
7800 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
kajuuu
by birth se matlab AAP KI birth NAHI,, but even if im born in france mere parents ki pak mei paidaish ki waja se i ll remain a paki
Im not talking abt nationality yar
origins ki baat ho rahi hai.. for example u might ve never been to pak (or kashmir) and u dont consider urself as paki,,, but then our presence on this forum ???
there is something in all of us which will remain paki

i only want to know wot is that thing
Posted 03 Jun 2006

Ashii

Age: 125
7800 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
Doctor Sam said:

well sall.. ye aik nazuk sawal hey...

hum sab k liye Pakistani hona ye e hey k hum yahan peda huye hain... ya hamara taluq is mulk se hey..
is k alawa shayad humain aor koi nisbat nahi hey is matti se... its a bitter fact...
agar prove karne ki baat ho to prove ye e ho ga k we are not...

(we means majority)


darao to na yarrr
Posted 03 Jun 2006

Ashii

Age: 125
7800 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
Khushi_Khushi said:

generation gap technology advancement tak tu theek hai... baki values main kesa gap?? meri apne mom dad se buhut achi understanding hai, they are like my friends I can discuss all my probs with them, even my nano is my sweetest friend, she is abt 62 years old.... I feel I'm nothing without them.... I dont feel any generation gap b/w us....


khushiii khushiii,, hamesha aise hi khush raho

baat aap ki ya meri nahi hai
baat aik mulk aur kaum ki hai,,, have a look around u and u ll get the answer k kaisa GAP
Posted 03 Jun 2006

Ashii

Age: 125
7800 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
daktarrrr
i didnt read that poem but tell me how many parnets are able to explain things to their children in such way ??
generation gap hona natural hai,, no doubt

but seeee,, u said jo values hamare buzurgon mei thi woh hum mei nahi hai
read my post again,, this is one of the point
howcome our parents were unable to "tranfer" their values to next generation


kahin na kahin koi galti hui haiii
unn ki harr baat k peeche koi raeson, koi base hai par woh BASE kya hai ??
me shayad ab iss age mei hu k khud se batein samajh saku,, but dont forget we all ve been thru an age jab bohot se jawab chaiye hote hein aur tab koi samjhane waala nahi hota..


mera khyal mei sab se bara masla yeh hai k
our buzurg and even hum log yeh bhool jate hein k hum khud konsi age se guzre hein,, we alll forget that hum log bhi kabhi 10/15/20 saal k the,,,, tab hamare zehn mei jo batein hoti thi woh hamare bachon k zehn mei bhi hongi..... jo mushkil hum pe guzri wohi mushkil bachon pe bhi guzar rahi hogi


hum ab bare ho gae,, we ve more experience and we understnad things better (well not always) par hum yehi baat aik bache se kaise expect kar sakte hein jisse koi experience nahi hai
ab me apne parents ki kuch batein samajhne lagi hu,,, par aaj se 5/10 yrs pehle agar me samajh nahi sakti thi to iss mei mera kya kasoor tha ?????????
they never explained me anything
basss sirf itni si baat hai
Posted 03 Jun 2006

Ashii

Age: 125
7800 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
kajjuuuuuuuuuuuuuuuu

khud ko sach sabit karna tab theek hai jab k aap wakai SACH ho,, otherwise i consider it as a LIE,, chahe koi bhi ho :)
see in ur example,, its exactly wot our parents do.. aur me yehi kehna chah rahi hu k agar bachpan se yeh tarbiyat mile k jhoot pe arr jao to wot do u expect from ur children k woh bare ho k kya reer maar lein ge ??

u r rite,,, best solution is to discuss pbs,,
galti hum mei bhi hai and i already said it,, magar ab mujhe shayad iss liye zyada clearly samajh aane lagi hai coz imma mother myself,, agar me apne bachon ko koi baat bachpan se sikhau gi nahi,, agar me unhein itna confidence nahi du k woh galt ko galt keh sakein aur sach pe kayam rahein to kaise maloom hoga unhein,,
ya to woh ehsas e kamtari ka shikar honge ya phir ehsas e bartari ka (which is quite the same thing)

u said most of the time parents are right,, han shayd yeh baat theek ho,, but masla yeh hai k they dont even know y did they take this or that decision,, if they could explain clearly to shayd bachon ko samajh aa jae,, par nahi,, they only say a word "do it coz im saying it"


galti dono generations mei hai
par hamare buzurg ab aisi age mei hein k shayad unhein apni galti samajh bhi nahi aae gi,, so unn se insist karna behes karna shayad fazool ho,, par yeh matlab bhi nahi k sab bhool k beth ja'ain hum
agar koi galti repeat nahi karni to usse samajhna zarooori hai,, and thats the reason of this topic

kaju yarrr,, itna serious batein nahi kiya karo
Posted 03 Jun 2006

Ashii

Age: 125
7800 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
Khushi_Khushi said:

you're rite Sall... but if you see Peace Channel its amazing... very influencing...
I must say that in prg Istakhara, they do istakhara for other people...
jabke istakhara banda apne liye sirf khud karsakta hai.... Hazrat Jabir( radhe Allahu anhu)farmatay hain ke Rasool(Peace be upon him)hum ko istkhara iss tarah (ehtmam se)sikhate the jaise koi Qura'n sharif ki surat sikhate the.
Aur agar aap woh dua parhe to uss clearly lafz aate hain ke "Ya Allah agar ye kam Meri duniya aur aakhrat ke liye behtar hain to..."
Then any one reciting this dua, is praying 4 himself not 4 others.
aur iss prg main log wahi bethe bethe istakhara karte hain... unhe jawab kese mila kia wo har sawal ke baad 2 mins sone keliye jate hain ke Allah ki taraf se koi jawab aaye... its just ridiculous... logo main itna common sense bhi nahi ke wo ye baat sochen apne masle bayan karne se pehle...   


i never watched peace channel
baat sirf istkhare ki nahi yar,, its abt all these prog
okk i understand k kuch logon ko istakhara ka tareeka nahi ata,, ya unn mei khud se samajhne ki salahiyat nahi hai,, par yahan to sab k sab line mei lage hote hein

last yr khi mei bhi me ne dekha tha,,, there r big posters/banners (adverts) abt some molvi log jo istkhara karte hein
y dont they simply teach ppl wot does it mean,, and how to do it
Posted 03 Jun 2006

Ashii

Age: 125
7800 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
javad said:

wesay to main tv kam hi dekhta hon
aur abhi tak mainy tooo koi esaaa prg dekha nahi
han Qtv par jo Dr Zakir hussain ka prg ata hai wo to acha hai,,, baki ye baat bilkul theek hai k jab bartan khali ho to awaz karta hai,,,

buss yehi haal hamara hai hum andar say khali ho chukay hain,,, oooper opper sy ye daramy bazi chal rahi hai,,

aur naat wo bhi music k saath   aur uspar lo Subhan Allah bhi boltay bhai ye wqt to doob marny ka hota haiiii nakay Subhan Allah kahny ka,,,


naat music k saath kyun nahi ho sakti
Posted 03 Jun 2006

Ashii

Age: 125
7800 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
Doctor Sam said:

sall... ye aik baat jo mujhe shuru se ajeeb lagi hey... ab jese aap ne kaha hey k agar wo namaz nahi parhta to naa'at se kon sa sawab milay ga...

pata nahi kion mujhe ye baat ajeeb lagti hey... agar koi aik banda aik acha kaam nahi karta to kya wo koi doosra acha kaam bhi na karay...
namaz k farz hone ki behas se alag...
agar ab aik banda namaz nahi parhta to kya wo naa'at ya koi doosra acha kaam bhi na karay..
Naa'at ko shoq se sunna bhi mera khayal hey bohat achi baat hey... aor kya pata koi naa'at suntay suntay seedhay raastay pe aa jaye...

well sall... i m sure.. aap meri baat ka bura nahi maanain gi.. ye baat mere mind main kafi arsay se thi.. aor aap ki post to bus aik source bani hey...


see yar,,, me ne yeh nahi kaha k naat sunna galt baat hai
me sirf itna keh rahi hu k farz poore kiye bager aap nafil parho,, iss mei kharabi koi nahi hai par its not logic
kya yeh ehsaas e gunah se peecha churane ka tareeka nahi hai ???

maqsad aik ache kaam se rokna nahi hai,, all i want to say is pehle zaroori kaam to kar lo
i read once,, farz poore kiye bager nafil (naat, of wazeefa wagera) pe zor rakhna aise hai jaise aap khet mei beej daale bager uss pe dawaai ka chirkao karo
one thing is sure aap k khet mei keere nahi honge,, par kheti bhi nahi hogi
its simple

i hope u understand my point...
ibadat ka matlab sirf apne dil ko khush karna nahi hota,, pehle Allah ki marzi poori karo phir apni



aap ki post ne hamara dil chooor choor kar daala
haaaaaae,, koi daktar ko samjhae,, hamare nazuk dil pe aise waar na kiya karein
Posted 03 Jun 2006

Ashii

Age: 125
7800 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
hmmmmmm..
first thing, do u really think music haram hai ???
wot do u mean by music ?? musical instruments or just "being in rythm" ??

mere liye harr woh cheez jo rythm mei ho,, kano ko bhali lagti ho,, music hai
Quranic verses, tilawat, azaan.. have u ever noticed k yeh kitne 'musical' hein
quran pak parhne se dil ko sukoon milta hai,, par bohot ache qari ki tilawat sunne mei jo baat hoti hai how do u explain it ??


ab yeh to hum pe depend karta hai na k apni ruuh ko konse music ki adat dalein
music haram hai,,,,,,,,,,, hmmm its debateable
Posted 03 Jun 2006

Ashii

Age: 125
7800 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
i was talking abt X gf/bf


queenu is right im not asking wot does this word mean
but
y and howcome that we accept this conpcent so easily

being an X damnnnn



well,,,, im confused too
Posted 03 Jun 2006

Ashii

Age: 125
7800 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
i hattttte that place
i hate these ppl
i know labour working conditions are

wot i dont understand,,, pakis/indians never say a word against all that,,, they accept these conditions without saying a word
slavvvvvvvvves

totalarian racists

upper se sallll work for a construction company,,, i hattttttte ittt,,
Posted 03 Jun 2006

Topic: >:D<

Ashii

Age: 125
7800 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
arrooooooooooooooooooooooobahhhh
arooobahhhh


oayyyy hum wish nahi karein ge usse
pehle usse kaho k yahan aae
Posted 03 Jun 2006

Ashii

Age: 125
7800 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
balichhh

chalo decide ho gayaaa balich hamare saath jae gi
khushi ather k saaath movie dekhne
aur cf aap sirf tayyari karo exams ki,, hamari dua'ain saath le jao



asiaannnnnnn thnkkksssssss
loooks like meenu ehhh

oay where were u ???
Posted 03 Jun 2006

Ashii

Age: 125
7800 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
phasionnnnnnn,, toba tobaaaa,, aur me
uff Allah,, ye kya keh rahi hai balich



batao queeennuuuuuu aur dabba
batao kuch isse
Posted 03 Jun 2006

Ashii

Age: 125
7800 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
ufff ho
paki paindoo na ho te
hum ne ginger kaatne ko bola tha,, ap kya samjhe




yeh tareeka hum ko queenu ne bataya tha,, aur hum ne abba pe try kiya, aik damm se sahi ho gae
Posted 03 Jun 2006

Topic: Ta Ta...

Ashii

Age: 125
7800 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
meenu kaise band kare gaaaaaaa
woh to mera chandaaa hai naa
muaaahhh !!!
Posted 02 Jun 2006

Ashii

Age: 125
7800 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
yani k aap nalayak bhi ho
aur
nakal bhi karti ho



gandii gannddiii balichhh
meeenu gande bachon se nahi khele ga ab
Posted 02 Jun 2006

Topic: Ta Ta...

Ashii

Age: 125
7800 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
hum samajh gae the k aap kya samjhe



awww shweeeeeeeeeeeeeettttt
jams bond to hum ko jaane dete hein
hum unn ko chorte nahi


muuuu hahahahaaa !!!!!
Posted 02 Jun 2006

Ashii

Age: 125
7800 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
iss chall chall mei
hum tum karein dhamaal
Posted 02 Jun 2006

Ashii

Age: 125
7800 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
maslaaaa yeh hai kkkkkkkkkkkkkkkkkkkk




french paper is more difficult
they ask tooooo much explanations
im sure only a "french writer" can have all these infos




nalayak balich
Posted 02 Jun 2006

Ashii

Age: 125
7800 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
hansoo hansoooo log
hanso

kabhi to hamari baari bhi aae gi
Posted 02 Jun 2006

Topic: Ta Ta...

Ashii

Age: 125
7800 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
i was talking abt my prof



balicchhhhhhhhh
aap kya samjhi
Posted 02 Jun 2006

Ashii

Age: 125
7800 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
ufff Allahhhh HH
sab k samne bol daaalaaa
hum kahan ja'ain
khekeheehheheheee....


have to hide now,, jiss k liye likha hai uss ki post aati hogi
Posted 02 Jun 2006

Ashii

Age: 125
7800 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
oooo shweeeeeeeeet
muarik hoo mubariikk hooo
Posted 02 Jun 2006