BadShaH1 said:its a natural phenomena that will carry on when we bcome parents.
kash_beauty said:sall said:hum logon ki baar yeh kaise ho gaya k saaaaari buzurg generation farishta aur saaari jawaan generation (at least 70% of us) shetan ho gae
iss mein generation gap kia hai?!!
generation gap se matlab views ka diff hona hai!!
do u mean to discuss tht!!
app ka qs?s jis ko app nay main sawal banaya hai..generation gap say related hai he nahin literally!!
rapunzel said:oay Sall
itni aqalmandoon wali baatin na kar
ßãrïsh said:Chall solly i cant agree with you
i think we are better thn em!!!
asal main wo thud yahi chahtay hain k
ITNI HIMMAT UN MAIN KION NAHIN THI,
K APNAY BZURGON KO "NA" kar saktay,
un ko unki ghalat bat par rok saktay,
ya phil apni raey day patay.
meri aksar behs ho jati hay,
with papa, bro, sis, etc
and hamecha un logon ko hi "chup" hona parhta hay.
un ki nazar main chahay ham badtameez hon
but hain to nahin na
unki nazar main "badtameez" wo hota hay jo
"saaf-goh ho"...to mujhe badtameez hona manzor hay but
doghla-pan dikhana nahin
so mujhe bohat lucky feel hota hay k
m NOT 1 of em!
and main bohat khush hungi agar
kal ko mere kidz bi
itnay saaf-goh hoey to
coz doghlay log zaher lagtay hain mujhe