bachon ko unn ki importance ka ehsas dilana bohot acha hai,, par iss k saath unhein doosre logon ki ehmiyat bhi batani chaiye
"rich or/and educated families" k bache over-confident aur arrogant hote hein (sometimes more than their parents)
they r well concience abt their status... they never forget to tell ya k woh konse school mei parhte hein aur yeh k unn k abba jaan ka kya business hai,, and their school friends konsi family se taluk rakhte hein
beleive me it sounds so funny when a 12/13 yrs old aisi batein kare
apne ghar k nokron se jiss tareeke se kaam karwate hein,,, dekh k dil ajeeb sa ho jata hai
khair matlab sirf itna hai k,, jahan bacha koi galti karta hai wahan hamari apni koi galti hoti hai,, bache aaine ki tarha hote hein,, and sometims woh aap ko aap ka woh pehlu dikhate hein jiss pe aap ne khud kabhi gaur nahi kiya hota
i can give ya example of my own family
par baad mei