hmmmmmmmmm..
once i read Allah k ehkaam ko aur jo kuch Quran paak mei likha hai uss pe amal karne ka behtreen tareeka hai k SUNNAH ko follow kiya jae
i agreee,,,,,,
coz nabi paak (saw) ki zindagi se behtar kissi muslim k liye koi example nahi hai
now the pb........
sunnah hakeekat mei kya hai ??
kya harrrr aik woh kaam jo nabi paak (saw) ne kiya uss pe amal karna zaroori hai ??
i guess no,,,,, unhon ne humein islam ko follow karne ka jo tareeka bataya woh obviously zaroori hai,,,
let me b clear,, coz meri khoob dhulai hogi aise answer se
Hazra Mohammad (saw) ne zindagi mei 1 haj kiya.. doest i mean jo log zyada haj karte hein woh gunahgar hue,, zahir hai nahi
now beard ka masla,,,,, jitna me janti hu Quran pak mei shayd aisa kuch nahi likha,,, par me ne yeh bhi parha hai k yeh aik aisa gunah hai jo har wakt aimal mei likha jata hai
hmm aik aur baat mujhe yaad i,,, once i was listening to a wa'az jo k aik aur muslim firke k aalim de rahe the,, he was talking abt farz and sunnah rakaat in prayer
he said na sirf nabi paak (saw) balke unn ka poora gharana aisa tha k harr raat ko hazaar takbeer ki awaz goongti thi unn k ghar pe,, y we only follow his sunnah in 5 time prayers (2 rakaat in fajar, 4+2 in duhr, 2 in maghrib and 4+2 in isha)
khair dont take me wrong,, iss baat ka matlab yeh har giz nahi k sunnah rakaat nahi adaa karni chaiye,, we have a 24hrs day,, agar 10 minutes zyada ibadat kar lein to hamar hi faida hai
mujhe afsos hota hai to sirff iss baar pe, k majority log na namaz na roza na quran pak kuch bhi follow nahi karte,, bass roz ki zindagi mei thori si sunnah poora kar k khush ho jate hein....
me kissi aur ki baat nahi karu gi,, my own family in pak koi namaz roze ka khyal nahi rakha jata,, par har saal milad karwana ya quran khatam karwana farz samjha jata hai
to tell u the truth mere paas iss sab baat ka koi jawab nahi hai,,,,,, im just trying to point out every aspect k shayad koi seedha rasta nazar aae
(and plzzz if i said something wrong khane ko mat dorna,, araam se samjha dena)