May Be said:
Ayesha said:soch kar bataon gi
![]()
pehlay soch to lain.
cutefriend said:
Ayesha said:nahi aa sakti.....aap log enjoy kijye ga
![]()
CF achi mehmandari karn sab ki ...main sab say report lon gi tumhari mehmandari ki![]()
inshallah
and suggest me yarrr
aftari ghar ki honi chahye ke wohi typical tareka hotel se hi kam khatam kerwa do kahin bahir ??????
Royaa Afghan said:main kuch din mazy kar ky a gayi
wesy main yahi jb main ti mager posts nahi keya
main sweden and denmark or jarmani gayi ti
![]()
![]()
![]()
friend_16 said:
![]()
thnx ayesha//![]()
nikama said:bittoo vo masla nahi jo hal hone wala ho
![]()
yeh roz TARA khata he aur tunnn ho ker yahan a jata he ansoo bahane![]()
friend_16 said:daikha hai...
aksar kuch logon ko daikh ker aisa lagta hai k jaisay unhein kaheen daikha hai ..
waisay tu ye larkon ki line marnay wala dialogue hai ..per reality mein aksar aisa hota hai k kuch cheron ko daikh ker aisa lagta hai jaisay inhein kaheen daikha hai..
kabhe ap k sath aisa hua kia?
Bitoo said:teeqa
![]()
![]()
![]()
![]()
nikama said:
Ayesha said:teeqay m,ain aisa mawad bharon gi k is k ansu khushk ho jaye gay
![]()
aisa kya mawad rakha he ayesha![]()
Ashii said:.....
akhir kya hota hai![]()
friend_16 said:agar yehi hair style, yehi glasses aur yehi black shirt pehn k ajain tu sayid pehchan he lon...
![]()
shahrukh khan said:
Ayesha said:
shahrukh khan said:main pakistan aoun aur jis city main jb members rehtey hain main wohan jaoun tu kya koi mujhe dekh kar pehchaan lega?
![]()
pehchan kar bhi show nahi karon gi k pehchan gai hon![]()
karachi nahi aounga![]()
![]()