Age: 124
7501 days old here
Total Posts: 60
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aager kabhi mairi yad aye........ to chand ratoon ki nurm dill geere roshni main........ kissi sitary ko deekh laina....... aager wo nukhlay faluk say toot ker tumharay kudmoo main aa giray ..... to yea jan laina wo sitara hai mairay dill ka..... aager na aaey mager yea mumkin hi kiss taran say hai....... tum kissi per nigah dallo or os ki diwaray jan na tootay........ main khushboon main tumhay millo ga ... mujhay phool ki putyoon main talash kerna
Age: 124
7501 days old here
Total Posts: 60
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aager kabhi mairi yad aye........ to chand ratoon ki nurm dill geere roshni main........ kissi sitary ko deekh laina....... aager wo nukhlay faluk say toot ker tumharay kudmoo main aa giray ..... to yea jan laina wo sitara hai mairay dill ka..... aager na aaey mager yea mumkin hi kis taran say hai....... tum kissi per nigah dallo or os ki diwaray jan na tootay........ main khushboon main tumhay millo ga ... mujhay phool ki putyoon main talash kerna
Age: 124
7501 days old here
Total Posts: 60
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
JB ki Rani :
Ek Unsiat Si Rahi Hai Tumharay Wajood Se -=- Mana Kai Hamesha BeNiaz Rahay Ho Tum -=- Hum To Khuli Kitab Ki Sorat Rahay Sada -=- Ban Kai Hasee'n Raaz Hamesha Rahay Ho Tum
Age: 124
7501 days old here
Total Posts: 60
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Sitam to yeh hai ke woh bhi na bun saka apna...Qubool hum nay kiyay jis kay ghum khushee ki tarah...Kabhi na soacha tah hum nay Qateel us kay liay....Karay ga woh bhi sitam hum pay her kisi ki tarah
Age: 124
7501 days old here
Total Posts: 60
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Main Is Ki Aankh Ka Aanso Na BAn Saka Warna.......Mujhe Bhi Khak MAin Milney Ka Dar Naheen Hota......Mujhe Talash Karo Gey To Phir Na Pao Gey.....Main Aik Sada Hoon Sadaoon Ka Koi Gher Naheen Hota.
Age: 124
7501 days old here
Total Posts: 60
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Rah-e-Wafa Mein Aziat Shanasiyaan Na Gayein...Rah-e-Wafa Mein Aziat Shanasiyaan Na Gayein...Kisi Bhi Rut Mein Humari Udasiyan Na Gayein...Tani Hai Abr Ki Chadar Bhi Asmaan Pe Magar....Shuaye Mehar, Teri Be Labasiyaan Na Gayein....Terey Qareeb Bhi Rah Kar Tujhe Talash Karon....Mohabbaton Mein Meri Bad Hawasiyan Na Gayein... Khuda KHabar Kahan KonJon Ke Qafley Uterey?....Sumandron Ki Taraf Bhi Tu Peyasiyan Na Gayein....Khizaan Mein Bhi Tu Mehkati Ghazal Pehan
Age: 124
7501 days old here
Total Posts: 60
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Rukta bhi nahi, theek se chalta bhi nahi...Yeh dil hai kay tere baad sambhalta hi nahi...Is umar key sehra say teri yaad ka baadal...Talta bhi nahi aur barasta bhi nahi
Sooraj dhala to sham kay saye simat gay************sathee jo roshni kay thay manzar say hat gay******** oron kay wastay sada oonchay kiay alam ************ jab apna waqt aya meray hath kat gay
Woh jo aarzoon ke khuwab thay woh kyal thay woh sarab thay Saray dasht ek bhi gul na tha jisay aarzoon say sawartay Tha Jo Ek lamha wisal ka, Woh riyaz tha kaie saal ka Woh he ek paal main guzar gaya, jisay umar guzri pukartay.
Age: 124
7501 days old here
Total Posts: 60
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yaa to kisii ko jurrat-e-diidaar hii na ho ... yaa phir merii nigaah se dekhaa kare koii ... hotii hai is mein husn kii tauheen ai Majaz^ ... itnaa na ahal-e-ishq ko rusvaa kare koii
Age: 124
7501 days old here
Total Posts: 60
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
muhabbatein bhi ajab us ki nafratein bhi kamal ... meri terhan ka hi mujh mein sama gaya aik shaks ... khula ye raaz k ayina khana hai dunya ... aur us mein mujh ko tamasha bana gaya aik shaks
Age: 124
7501 days old here
Total Posts: 60
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Mein kis hawa mein uroon kis fiza mein lehraoon ... Dukhoon k jaal, her aik so bicha gaya aik shaks ... palat sakoon mein na agay hi bhar sakoon jis per ... mujhay ye konsay rastay laga gaya aik shaks
Age: 124
7501 days old here
Total Posts: 60
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Bana Gulab to kantay choba gaya aik shaks ... Hua chirag to ghar hi jala gaya aik shaks ... tamam rang mere aur sare khuwab mere ... fasana thay k fasana bana gaya aik shaks