Age: 124
7526 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
x............x............x Ek Shaks Tha jo koh gaya duniya ki ranginyon mein ja ka mil gaya ===================================================== ek hath tha hath mein woh hath bhi choot gaya ek khwab tha jo toot gaya woh phir kabhi aya nehi Jo tanha chor gaya ek deya jalaya tha jo bhojh gaya ===================================================== ek gher banaya tha mithi ka woh gher samandar ki lahro se takra ka doob gaya ===================================================== ek shaks es kadar toot gaya ka sahara deta hi woh bikhar gaya ===================================================== jo sab ko adhere mein roshni deta tha woh ek shaks hi adhere mein koh gaya jo sab ko rasta dhekta tha woh ajj khod rasta bhatak gaya ===================================================== rona bohat chaha per roya na gaya itna hasa ka ab ek aanso ka qatra bhi bahaya na gaya
Age: 124
7526 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
AshkoN ko humne kayi baar roka, phir bhi na jane kyoN ankheN dhoka de gayi, Bharosa to tha hameiN apne aap par magar, unka zikr aate hi naa jane kyoN palkeN nam ho gayi.
Age: 124
7526 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Zakhm aisa diya ke koi dawa kaam na aaye,, aag aise lagaye ke paani se bhi na bhuj paaye,, Aaj bhi rote hain unhe yaad karke... JISSE HAMARI YAAD KABHI NA AAYE........ ........
Age: 124
7526 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
cutefriend said:
main ne faslon ko mitaya woh judai ker gaya kitna masoom tha woh lekin bewafai ker gaya woh sikha gaya kisi pe na aitbar kerna kitni burai ker ke aik achai ker gaya