Age: 124
7526 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
1st gadha-yaar mein jis dhobi ke ghar kaam karta hu vo mujhe bahut marta hai.2nd gadha-tu ghar chor kar bhaag kyo nahi jata.1st gadha-kya batau yaar dhobi ki ek bahut sunder ladki hai.vo jab bhi shararat karti hai to dhobi kehta hai ki teri shadi kisi gadhe se kar dunga.bas yeh soch kar ruka hua ho
Age: 124
7526 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
AJIT : Robert, Test Match mein kyaa ho raha hai ? Robert : Boss, Vivian Richards chhakke pe chhakke maar raha hai. Ajit: Saaleh ko sabak sikhana padega. Lunch break mein usse phone milana. Robert : Yes Boss. AJIT : (on phone, to Richards): Veeveeyun Reechards, tumhari Maa hamare kabze mein hai …….
(Scene - Ajit get’s hold of his favourite hero & then directs his chela.) AJIT : Maikal, Is saale ke ek haath mein laal aur doosre haath mein hara rang laga do. Maikal : Lekin kyon baas? AJIT : Bewakoof, itnaa bhi nahin jaanta? Jab pulice yehaan aayegi to ise range haathon pakad legi
Age: 124
7526 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
After a quarrel, a husband said to his wife, "You know, I was a fool when I married you." She replied, "Yes, dear I know, but I was in love and didn't notice."
Age: 124
7526 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
PROFESSOR : Gandhi Jayanti ke baray mein kya jantey ho? MUNNA BHAI : Gandhi bahut jabardast aadmi tha, Baap. Maa Kasam, par apun ko yeh nehin malum ke yeh Jayanti kaun hai. ______________________________
CIRCUIT : Bhai, Bapu NE bola tha ke kabhi jhoot nehin bolna mangta hai. Apun aaj se kabhi jhoot nehin bolega Bhai. MUNNA BHAI : Aye Circuit, who Sunita ka baap aya hai terayko dund rehla hai. CIRCUIT : Bhai usko bolo apun gaon gaya hai, kheti karneko. MUNNA BHAI : Par Circuit, abhi to TU bola kabhi jhoot nehin bolega. CIRCUIT : Bhai, apun jhoot nehin bolega, par tum to bol sakta hai na.
Age: 124
7526 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Mujrim said:
Fairl_Girl said:
A job in Railways.
Salary 15000/
job profile:- When the headlight of the Engine is not working you have to run infront of the train with a torch So hurry up...
wish u all the best mujrim
chalo thnx yeh job find kari aapne meray liye par ab mei itna desperate bhi nai hoo job ke liye
aapke liye bhi job khaali hai, do job hai ek pados kay bachay ke liye aaya aur ek meray ghar ki nokrani bolo kaunsi job pasand hai aapko salary mujhse thori kam hai 8000 bangladeshi takka
mujhe job ki zarorat nahi aya ki job apne furture ke liye rakho lolz