Age: 124
7527 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Hoonto pe mohabat ke fasane nahi aaty saahil pe samundar ke hazane nahi aaty palkein bi chamak uthi hen sote hi hamari aankho ko abi khawab chupane nahi aaty dil ujri hoi ik saraye ki terha hai ab loogh yahan raat jagane nahi aaty yaaro naye mousam ne yeh ahsaan kiye hen ab yaad samje derd porane nahi aate urny do abi parindo ko shoh hawa men phir lout ke bachpan ke zamane nahi aaty is shehar ke badal teri zulfon ki terha hen yeh aag lagate hen per bojane nahi aaty ahbaab bi gharon ki terha ada seekh gye hen aaty hen magar dil ko dukhane nahi aaty
Age: 124
7527 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Aankh Eik Dard Pehchan Ai Hai Aankh Eik Dard Pehchan Ai Hai Jaan Main Meri Jaan Ai Hai Tum Hotay Tu Ronaq Hoti Tum Bin Shaab Veeran Ai Hai Jungle Ki Masoom Hawa Thi Basti Say Heeran Ai Hai Umar Guzari Dohkay Khatay Phir Bhi Kahan Pehchan Ai Hai Shehar Aya Tu Dil Nay Pocha Raah Koi Sunsaan Ai Hai Shehar Aya Tu Dil Nay Pocha Rah Koi Sunsaan Ai Hai Farhat Shaam Hans Kar Bolo Pal Do Pal Mehman Ai Hai
Age: 124
7527 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
thx
Aasma bhi jhook gaya ye kis kami ke waste Mar rahe thy bar bar zindaghi ke waste Tha chopa rkha tha jab suraj ne chaira apna Chaand tare jal gai raoshni ke waste Her tarf thi mauosiya ro raha tha ye naseeb sah rahe thy her sitam bebasi ke waste zindaghi hi loot gayi tu koun pochta hai yaha dhoondte hi rah gai her khoshi ke raaste dost ayese bhi thy ham se lag ker woh gale Maarte thy khnjer dil per dushmani ke waste Aankh ka pani bhi ab dard se sookh gaya nahi rote aaj ham kisi ki dosti ke waste ham ne wafa ki thi bhut tu bewafa ham se kahe Bhut milte hai aaj sanam aashiqi ke waste ham andhero main bhi roye ager tu elzaam sab lagate thy Aag laga di aaj gher main raoshni ke waste Aajizi se manga tha jab tu kuch nahi hame mila zid main aye tu aasma bhi jhook gaya her khoshi ke waste Aasma bhi jhook gaya ye kis kami ke waste Mar rahe thy bar bar zindaghi ke waste
Age: 124
7527 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
javad said:
janu................ yar naraz nahi hotay... baba.. yahan bohat si chezen nazar say guzar jati hain.. magar.. jo respect kisi k liye dil main ho wo nahi khatam hoti.. aur dekho main to yahan ajkal bohaaaaaaaaaaaat hi kam arha hon phir b i think mainy bday wish kia tha uss topic main.. aur tum bhi na khud to pm ka reply tak nahi karti...
baba ghusa choro..
aur naye saaal ka aghaaz larai say nahi.. hona chahye.. cheer up..
jo bohat kam atay hai main unko to bola bi nahi per yeh mods manager to roz hi atay hai
Age: 124
7527 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
uska bolna ia matkub tha ki woh bi oratay hain jo mard ki ziyadati gusa mar peet dhokebaz mard ke sath reh rahe hai uska yeh bi bolna tha ki frnki ko achi kisam mean achi nature ki wife nahi mili