Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ROMEO OOO ROMEO NAHI APKAI REHTAY HUA BHALA MUJHE KOI KIA KAH SAKTA HAI AUR KASH JI HUM JAISE AZZEN INSAN BHI NAHI MILAY GAY JO HER PIYAR KARNAY WALAY KAI DIL OR DIMAG MAIN REHTAY HAIN HOLLA MARO GI GOLA
Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Mere kuch dost mujhe yoon hi sataane aaye, khud mujhe mere hi afsaane sunaane aaye, din ke dhalte hue lamhon ki kiran bole ke, mere taareek e mukaddar ko sajaane aaye, Uske hoton pe mera naam jab aaya hoga khud ko ruswaai se phir kaise bachaaya hoga sunke auron se fasaana meri barbaadi ka kya usay apna sitam yaad na aaya hoga
Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Labon pe tabassuym hai raksan Yaani koshish hai ghum chupaane ki Meray ahbab yeh samajhtay hain Mujhey aadat hai mukuranay ki dost he dost ka khuda hota hai yeh ahsas tab hota hai jab dost juda hota hai.
Aakhon main hai gham ke aansoo,Aur hoton pe fariyaad hai,Aur ab kya hai paas humaare,Sirf ek teri yaad hai.. Aasmaan aaj phirse roya hai, Nakaam aashiqon ke haar me ek aur moti piroya hai, Koi to bataaye kahaaan mera mehboob khoya hai, Mohabbat ki kabr main mera yeh pyaar soya hai. Mohabbat hamein mili nahi to hum ne nafarat ko gale laga liya,wafa kismat main nahi likhi to hum ne bewafa se dil
Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
BEwafa Humne manga tha saath unka, woh judai ka gam de gayi, hum yadon ke sahare ji lete, lekin woh toh bhul jane ki kasam de gayi Hum Wafa Karke Bhi Akele He; Woh Bewafai Karke Bahot Khush He; Dukh Is Baat Ka Nahi Ki Unhone Bewafai Ki; Dukh To Is Baat Kahe Ki Humne Wafa Kyu Ki....... aansoon ko aankhon ki dehleez par laya na karo apne dil ki haalat kisi ko bataaya na karo log muthi bhar namak liye ghooma karte hain apne zakham kisi ko dikhaaya na karo
Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ZINDAGI KAR GAYI SHOLOON KE HAVALE MUJKO, HAMDARD KOI HO TO BACHALE MUJHKO, MAIN WOH HEERA HOON JO BIK JAONGA HATHON HATHON, AANKH WALA KOI PALKON SE UTHALE MUJHKO