Fairl_Girl

Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
PRI BAATO MAIN GIRLS KI APKA KIA KAM
Posted 14 Mar 2005

Fairl_Girl

Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
AUR HH MAINE FACE IS LIYE AIS ABANAYA HUA HAI KI MUJHE ABHI TAK NICK NAHI MILA
Posted 14 Mar 2005

Fairl_Girl

Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
topic main likha haiONLY GIRLS TO AP YAHAN KYON TASHRIF LA RAHAY HAIN
Posted 14 Mar 2005

Fairl_Girl

Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
JB KA RAJA said:

MUNH HI AISA HAI

apko mujse ziyada pata hai
ki mera muh kais ahai
Posted 14 Mar 2005

Fairl_Girl

Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
yad karlo
Posted 14 Mar 2005

Topic: My Website

Fairl_Girl

Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
congratz atu
Posted 14 Mar 2005

Topic: good friend

Fairl_Girl

Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
inka kehnay ka matlub hai du ainki achi friend hai jub jub inhonay pm kia usnay answer kia warna koi nahi karta aghar yeh 2nds jb members ko kartay to waise hum bhi deh dahtay apko answer yahan sub family ki tarhan hain
Posted 14 Mar 2005

Topic: My Website

Fairl_Girl

Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 14 Mar 2005

Topic: jb

Fairl_Girl

Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
heart__hacker said:

to batana tha na

JANUBABY said:

wah wah wahhhhhhhhhhhhhh gr8 kash samjha gaye app kia maqdsad tha mera only tareef nahi us member ki khass cheez bhi jaise apnay bataye hain

suna hai ki mardo ko ziyada aqal hoti ziyada samjh hoti hai aurat se
yehi hai dekh li
Posted 14 Mar 2005

Fairl_Girl

Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
black and white
Posted 14 Mar 2005

Fairl_Girl

Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 14 Mar 2005

Topic: ~ Hiya

Fairl_Girl

Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ws
Posted 14 Mar 2005

Fairl_Girl

Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
I dream !!
As I look at the stars at night
and dream of what is to be...
My heart begins to smile
for it is you I see.
Knowing that you're close
but yet so far away.
I dream of you at night
and think about you every day.
For every moment without you
seems like an eternity.
I dream of the day we kiss
and I can hold you close to me.
So until that day comes
you'll always be on my mind.
And I will love you till the end
till the end of time.
Posted 14 Mar 2005

Fairl_Girl

Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
where is my peotry partner alone
alone without u i m feeling alone no one here to answers mt peotry
come back soooooooooooon
Posted 14 Mar 2005

Fairl_Girl

Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan

KUCH KUCH PAGAL HOTE HAIN
============================


Pyaar ke deep jalane wale kuch kuch pagal hote hain
Apni jaan se jaane wale kuch kuch pagal hote hain



Jaan se pyaare logon se kuch kuch parda laazim hai
Saari baat batane wale kuch kuch pagal hote hain

Pyaar jin ko hojaye un ko chain kahan pe milta hai
Phir ashk bahane wale kuch kuch pagal hote hain



kisi ke ishq main kho ker hum ko yeh ehsaas hua
Dil ki baat main aane wale kuch kuch pagal hote hain

jaan se pyara ho kar bhee kuch kah nahi saktey hain
dil men rakhney waley log kuch kuch pagal hotey hain
Posted 14 Mar 2005

Topic: CF KA SALAM

Fairl_Girl

Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
nazar tum nahi atay cf
Posted 14 Mar 2005

Fairl_Girl

Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan

''AANSOO''
Kisey Pukarain Hum Is Hujoom-e-Gham Main
K Sub Hi Hamaray Aazamaye Huay Hain

Tum Hi Ne Humain Kar Dia Tanha
Warna Hum To Taalluq Nibahye Huay Hain

Dheemay Dheemay Aansoo Girte hain Dil Se
K Hum Apna Gham Sub Se Chupaye Huay Hain

Un Shano Tak Ab Rasai Na Rahi
Jin Shano Pe Aansoo Bahaye Huay Hain

Hum Karain Ab Kisi Per Kaisay Bharosa
K Zamane Se Dhokay Khaye Huay Hain

Khushion Se Bhi Ab To Lagta Hay Darr
Is Qadar Zakham Hum Ne Khaye Huay Hain
Posted 14 Mar 2005

Fairl_Girl

Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan

''AANSOO''
Kisey Pukarain Hum Is Hujoom-e-Gham Main
K Sub Hi Hamaray Aazamaye Huay Hain

Tum Hi Ne Humain Kar Dia Tanha
Warna Hum To Taalluq Nibahye Huay Hain

Dheemay Dheemay Aansoo Girte hain Dil Se
K Hum Apna Gham Sub Se Chupaye Huay Hain

Un Shano Tak Ab Rasai Na Rahi
Jin Shano Pe Aansoo Bahaye Huay Hain

Hum Karain Ab Kisi Per Kaisay Bharosa
K Zamane Se Dhokay Khaye Huay Hain

Khushion Se Bhi Ab To Lagta Hay Darr
Is Qadar Zakham Hum Ne Khaye Huay Hain
Posted 14 Mar 2005

Topic: janubaba.com

Fairl_Girl

Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 14 Mar 2005

Fairl_Girl

Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan

Kahin Khuwaab Na Tuut Jaaye



Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein
Zaroor Mujh ko us Ney Socha ho ga

Khvabon aur Khyaalon Mein
Mera hi Chehra Tarasha Ho ga

Raah Chaltey jo us ko
Mera khyaal Aaya Ho ga

Aik Nazar Ruk ke Asmaan Pe Chand ko Dekha Ho ga
Jab Saath They to Roz hi Larta Tha Mujh sey

Ab Din Mein so Baar khud peh Bigarta Ho ga
Mail Box Kholtey hi Naam mera Dhondta Ho ga

Aur na Pa ke Mujhey
Aap hi Aap Mujh sey Roth ta Ho ga
Zaror Masrof Hon buhat ya koi Test hai Mera

Tawelein Ghurr ke khud hi Behal Ta Ho Ga
Tanha Sard Raat Mein

Yuon hi Sarak peh Tehaltey Huvey
Khyaalon hi Khyaalon Mein

Haath us ney Mera Thama Ho ga

Phir Kisi Pool ke Nechey Ruk kar
Aankhon Mein Mere us ney Jhaanka Ho ga

Phir Yaqenan

Meri Aankhoon Mein doob Gaya Hoga
Jabhi to Main Ab Aksar

Aankhein Band Rakhti Hoon
Keh Kaheen Woh Bhi Merey Aansoon key Saath

Beh na Jayee

Kaheen Khawab Toot Na Jaye
Posted 14 Mar 2005

Fairl_Girl

Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan


DIL KA DAR-O-DEEWAR

DIL KA DAR-O-DEEWAR PER KIYA DEKHA
BAS TERA NAAM LIKHA DEKHA

TERI AANKHON MAIN HUM NE KYA DEKHA
KABHI QATIL KABHI HUMRAZ DEKHA

APNI SURAT LAGEY PIYAARI SI
JAB KABHI HUM NE AAEINA DEKHA

HAY ANDAAZ TEREY ROKHNE KA
WAQT KO BHI ROKHA ROKHA DEKHA

PHIR NAYA AAYA KHIYAAL MOHABBET KA
JAB TERE GHER KA RASTA DEKHA

TERI AANKHON MAIN HUM NE KYA DEKHA
KABHI QATIL KABHI HUMRAZ DEKHA
Posted 13 Mar 2005

Fairl_Girl

Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
paki_fan said:

Tiny drops of water make the stream Flow
Efforts and achievements make our dreams glow.
Little rays of light make our world so Bright
Light flames of fire make your hopes so Higher
Few words of anger might make a person Fight
Few words of kindness might make a person Light
Then why not serve the suffering Humanity
To obtain the love and bleessings of Allah Almighty.

Posted 13 Mar 2005

Fairl_Girl

Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan

Tamam Umar Zindagi Say Door Rahay.......!!!"


Tamam Umar Zindagi Say Door Rahay
Teri Khushi K Liey Tujh Say Door Rahay


Ab Is Say Bhar Kar Wafa Ki Saza Kya Hogi
K Terey Ho Kar Bhi Tujh Say Door Rahay


Jab Bhi Aap Say Milnay Ki Takdeer Nazar Aye
Mujhay Paoon Main Bandhi Zanjeer Nazar Aye

Teri Yaad Main Nikal Paray Merey Aansoon
Har Aanson Main Teri Tasweer Nazar Aye
Posted 13 Mar 2005

Fairl_Girl

Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 13 Mar 2005

Fairl_Girl

Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
thx rano and mg
Posted 13 Mar 2005

Topic: My poetry

Fairl_Girl

Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
WO BHOOLTA NAHI

Kahney Ko Mera Os Say Koi Wasta Nahi
Amjad Magar Wo Shakhs Mujhey Bhoolta Nahi
Darta Hoon Aankh Kholoo To Manzar Badal Na Jaye
Main Jaag To Raha Hoon Magar Jagta Nahi
Ashuftagi Say Os Ki Osay Bewafa Na Jaan
Aadat Ki Baat Or Hai Dil Ka Bora Nahi
Tanha uodas Chand Ko Samjhoo Na Bekhabar
Har Baat Soon Raha Hai Magar Bolta Nahi
Khamoosh Ratjagoo Ka Dhonwa Tha Chaar soo
Nikla Aftab Kub Mujhey To Pata Nahi !
Posted 13 Mar 2005

Fairl_Girl

Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
King of jb said:

nice avtar janu

thx
Posted 13 Mar 2005

Fairl_Girl

Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
nawzesh
Posted 13 Mar 2005

Fairl_Girl

Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
nawazeesh
Posted 13 Mar 2005

Fairl_Girl

Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
han ji ap bhi 1 hasti hi hai humare liye sunny
keep posting good
Posted 13 Mar 2005