Fairl_Girl
Age: 125
7608 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Ik Baar Muskura Do Firdos Jhoom Uthay Faza Muskura Uthay Tum Muskura Utho To Khuda Muskura Uthay Ik Baar Muskura Do Ik Baar Muskura Do Afsaana-e-Chaman Ka Unwaan Hi Badal Do Phoolon Ka Sar Kuchal Do Kallion Ka Dil Massal Do Aakaash Ki Javaani Baadal Main Mu'n Chupaye Mahtaab Doob Jaaye Taaron Ko Neend Aaye Zohra Jabeen Pareeroo Tamseel Maah-O-Anjum Aankhain Sharaab Aanghi Jazbaat Lain Talaatun Hiltay Huay Labon Par Hansta Hua Taraana Ay Dilnawaaz PIkar Khaatir Main Hai Zamaana Labha-e-Ahmari Par Nikhri Hui Hai Laali Yeh Halki Halki Surkhi Tasveer Hai Shafaq Ki Aawara Shokh Zulfain Rukhsaar Choomti Hain Rukhsaar Choomti Hain BayKhud Hain Ghoomti Hain Ho Zeest Ka Sahaara Tum Moj Mein Kinara LIkin Suno Khudara Ik Baar Muskura Do Ik Baar Muskura Do Ik Naujavaa'n Musaafir Fitrat Ka La-Ubaali Ik Aalmi Junoomi Ik Samt Ja Raha Tha Jesay Kay Apni Dhun Mein Parbat Pay Chadh Raha Tha Zulfain Kay Muntasher Thi'n Chehray Say Muzmail Tha Nazrain Kay Rah Pay Thi'n Kitna Shikast-e-Dil Tha Maazi Ki Dhool Akooni Ik Aks Paa Raha Tha Guzra Hua Zamaana Phir Yaad Aa Raha Tha Armaan Tadap Rahay Thay Hasrat Machal Rahi Thi Baytaab Zindagaani Karvat Badal Rahi Thi Gin Gin Taaray Haye Bechaaray Chain Na Aaye Jee Ghabraaye DIkh To Kya Hai Kon Basa Hai Deeda-e-Sarmi Neechi Nazar Mi Sheesha-e-Dil Mi Aankh Kay Tilmi Dil Ko Jalaana Khel Hai Jaana Dil Ko Jala Kar Aag Laga Kar Khud Bhi Jalo Gay Haath Malo Gay Tum Sham-e-Farozaa'n Ho Khud Bhi Jalo, Jala Do LIkin Ik Baar Muskura Do Ik Baar Muskura Do Tum Jaan-e-Mud'aa Ho Ik Husn Dilruba Ho Itna To Mein Kahoon Ga Meri Hi Is Ghazal Ka Rangeen Kaafia Ho Ik Baat Tum Say Poochoon Bolo Jawaab Do Gi Yeh Husn Yeh Javaani Sarkaar Kya Karogi Honton Ki Muskurahat Becho Ghareed Loonga Manzoor Ho To Bolo Anmol Daam Doonga LIkin Ik Baar Muskura Do Ik Baar Muskura Do