bykhaber said:
wah kia bat hy
![]()
* zindage main tu sabhhe pyar kia karty hain.
* main tw mr kr bhhe mere jaan tujhy chahoon ga.
* tw mila hay tu yeh ahssas howa hay mujh ko.
* yeh mere umr mohabut k leay thoree hay.
* ik zara sa gumain dowran ka bhe hq hay jis per .
* main ny wo saans bhhe tery leay rkh chhoree hay.
* tujh pay hoo jawon ga qurban rujhy chahoon ga.
* main tu mr kr bhhe mere jaan tujhy chahoon ga.
* * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * *
* upny jzbat main nghmaat rchany ky leay.
* main any dhhrkun kee trha dil main bsaya hay tujhy.
* main judaie ka tswur bhhe bhhla kisy karoon.
* main nay dhrkun kee trhaa dil main bsaya hay tujhy.
* pyar ka bun k nehgybaan tujy chahoon ga.
* main tw mr kr bhhe mere jaan tujhy chahoon ga.
* zindage main tu sabhhe pyar kia karty hain.
* main tu mr kr bhhe mere jaan tujhy chahoon ga.
* * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * *
heart__hacker said:"Tujhay ishq ho kuda kary
koi tujh ko us say juda kary
teray hont hasna bhol jain
teri ankh pornam raha kary
tu us ki batain kiya kary
tu us ki batain suna kary
usay dekh k tu ruk paray
wo nazar jhoka k chala karay
Tujhay hijar ki wo jhari lagay
tu milan ki her pal dus karey
teray khuwab bikhrain toot kar
tu kirchi kirchi chunna karey
tu nagar nagar phira karey
tu gali gali saada karey
Tujhay ishq ho phir yaqeen ho
usay tasbihoon main parha kare
kabhi kisi se pyaar mat karna,
ho jaaye to inkaar mat karna!
nibha sako to chalna uski raah par,
varna kisi ki zindagi barbaad mat karna!
muslim said:achabakhair......
but janu babe mere sath to ye hey k;
gum ki dhoop mein chalt e rehna tum to asan kehte the
thak kar dhoond rahey ho muslim dewaroon k saey kioon![]()
![]()
![]()
![]()
![]()