Ghayas

Age: 124
7715 days old here
Total Posts: 113
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Mein To Kisi Indian Actor Nigar Khan ko Naheen Jaanta Pata Naheen Kon Hai. Mein Sirf Pakistani Film Ke Logo ke naam jaanta hoon. mein Indina Film Kam Dekhta Hoon. Ziyada Tar Indian Heroes ke naam bhi Mujhey Naheen Pata Bas Akhir Mein Jis Ke Khaan Aatey hain unhey jaanta hoon Jesey Sharukh Khan, Salman Khan, Saif Ali Khan, Aamir khan.
Posted 28 Aug 2005

Ghayas

Age: 124
7715 days old here
Total Posts: 113
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
yoyo said:

saab ji i have given you a full report of 2004 and naag or nagin was released at the end of 2004. Read it in there. If it just got censored show me the source.



Jinaab Aaali! Yeh Film Kisi Prob Ki Wajha Say Release naheen Ho Saki Ab Release Honey Wali Hai. Is Ki Pehley Wali Date 24 December 2004 thi lekin Yh Film Multyvy Ka Shikaar Ho Gai Thi. Ab Release Ho Gi. Bhai Jaan
Posted 28 Aug 2005

Ghayas

Age: 124
7715 days old here
Total Posts: 113
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
oo Haan Yeh To Mein bhool Gaya Ke In ki har Film mein Saima Aunty Hoti Hain In ke Baarey Mein Kiya Khaiyaal Hai jo Indian Name ki Copy Ho rahi Hain. MURDER,DEVDAS,JISM Aur SARKAAR
Posted 28 Aug 2005

Ghayas

Age: 124
7715 days old here
Total Posts: 113
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Ji Kaha To Jaraha Hai Yeh Sub Sey Alag Film Ho gi Yeh To Release Honey ke baad hi pata chaley ga. Indian Actress jo is mein cast hai to mera khaiyaal hai ziyada log dekhney aayen gey. k Yeh Kis Tarhan Ki Film Hai. Umeed Hai Super Hit Ho Gi
Posted 28 Aug 2005

Ghayas

Age: 124
7715 days old here
Total Posts: 113
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Is Fil Ki Cast mein Shamil Hain Resham, Nadeem, Babrik Shah Aur Bollywood ki Actress Sheeba Bhagri
Posted 28 Aug 2005

Ghayas

Age: 124
7715 days old here
Total Posts: 113
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aanizdabst said:

dont forget seher, hadiqa, tayyaba and many more we have but they always go to india. mujhe nahie pata ke pakistani film directors jab yeh kehte hai ke woh pakistan ke liye film bana rahe hai to porra crew indian kyun hota hai?



India Dekhney ka bada Shoq ho ga Allah Behter Jaanta Hai.
Posted 28 Aug 2005

Topic: KTSK in UK

Ghayas

Age: 124
7715 days old here
Total Posts: 113
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Enjoy
Posted 28 Aug 2005

Ghayas

Age: 124
7715 days old here
Total Posts: 113
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
yoyo said:

and pa ji, Naag aur Nagan released allready few months ago and vanished from theatres before one even knew it had hit town.



Jinab Aap Ney Kuch Ghalat Suna Hai
Posted 28 Aug 2005

Ghayas

Age: 124
7715 days old here
Total Posts: 113
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
shahrukh khan said:

ppp eid ul fitr par bhi release nahi hogie



Yeh Bhi Ho Sakta Hai.
Posted 28 Aug 2005

Ghayas

Age: 124
7715 days old here
Total Posts: 113
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
charizmatic said:

cinemas sirf 7 8 hein or movies 9 release hongi dont u think its impossible



Cinemas 7 ya 8 naheen hain Poorey pak mein kitney Cinemas hain. There are 204 cinemas in Sindh province and only 75 of them are open in 2005. Karachi had 120 cinemas but only 34 are running. In Hyderabad only six out of 21 cinemas are left.
In Lahore, Naghma cinema on Abbot Road is closed after other main theatres on McCloud Road like Ritz, Mubarak, Rattan, Regent, Palace and Mehfil cinemas were closed due to film crises. Har Cinemas Mein alag alag Release hoi to poori ho jaye gi.
Posted 28 Aug 2005

Ghayas

Age: 124
7715 days old here
Total Posts: 113
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Lollywood Tab Khoya huwa maqaam Haasil Karley ga Jab Badmash Ya Gujjar ke Naam Sey bananey Waley Romantiq Film Banayen Bamash Khtab hoon gey to. Industry uthey gi Badmashon Industry ko Chaku dekha ker Uthney sey Daraya huwa hai
Posted 27 Aug 2005

Ghayas

Age: 124
7715 days old here
Total Posts: 113
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Babrik Shah Ko Khoye Hu Tum kahan Mein to Naheen dekha. Jo Akhbar-e-Jehan ney likha Hai.
Posted 27 Aug 2005

Ghayas

Age: 124
7715 days old here
Total Posts: 113
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Intezaar Hi Karen
Posted 27 Aug 2005

Ghayas

Age: 124
7715 days old here
Total Posts: 113
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Hum Sub Umeed Say Hain ke Film Acchi Aaye i To Hit Ho gi
Posted 27 Aug 2005

Ghayas

Age: 124
7715 days old here
Total Posts: 113
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Salam!

Mene Kuch Din Pehley aap ko bataya tha ke unhon ney Next Film ka kaam shoroh kar diya hai Darasal yeh Jhoot tha Filmazia Update par jhooti khabar aai thi Ajab Gul Ne Bataya Bhut Jald shoroh karonga.
Reply From Ajab Gul
Mein Apni Agly Film Soch samajh kar banaon ga aur Kooshish Karonga ke kam kaam karon. Jesey mene Film KTSIPH ke liye 4 saal lagaye hain. Next Film Kooshish karonga jald release karonga Mein Inshalaah Aik aur Acchi Film le kar aap sub ke saamney aaonga aur acchi film ke liya jitna waqt lagey kam hai agar next film meri der sey release hogi Is ka matlab yeh naheen ke koi masla horaha hai Mein Film Baar baar dekh kar ghaltiya nikaal kar check kar ke usey Theek karta hoon Phir jab mein samajhta hoon ke ab koi kaam baqi naheen rehta To Release ke Liye Paish kar deta hoon. Aur Mein aap sub ka bhut shukar ghuzaar hoon ke aap ney Meri Husla afzai ki.Bhut Bhut Shukriya. Aur Duaon Mein Mujhey Yaad Rakhiye ga. Allah Hafiz.
Posted 27 Aug 2005

Ghayas

Age: 124
7715 days old here
Total Posts: 113
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
rapunzel said:

aap t.v par na aaya karen aur films ka tu soche bhi mat.thanxxx


Kiya huwa Bhai Ajab Gul Ney Aap ko Kaata Hai. Jo Ultey Mashwarey Dey Rahey Ho. Ta k Industry aur Buhraan ka Shikaar Ho Jaye.
Posted 27 Aug 2005

Ghayas

Age: 124
7715 days old here
Total Posts: 113
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Teen Tracker said:

Ghayas bhai ek msg aur

Ajab Gull key liye

Bhai aap industry chor kyun nahi dete




Kyun Unhon Ney Industry Ko jo Film Diye hain Woh flop huwi hain. Film Industry ko Aesey Director ki Zarorat hai. In ki 2 Filmein Super Hit Huwi Hain Khoye ho tum Kahan Aur Kyun Tum Say Itna Pyar Hai.
Posted 27 Aug 2005

Ghayas

Age: 124
7715 days old here
Total Posts: 113
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Jee Bil Kul Meera ko to Bhoola jana Chahiye.
Posted 27 Aug 2005

Ghayas

Age: 124
7715 days old here
Total Posts: 113
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
golimaro2 said:

eid per kon kon se film release ho gi.there r very few dts cinemas.



Eid Tak to Umeed Hai Pehla Pehla Pyar, Dil Se Dil Tak Waghera Release ho rahi hain
Posted 27 Aug 2005

Topic: KTSK in UK

Ghayas

Age: 124
7715 days old here
Total Posts: 113
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Intezaar ki ghariya Khatam Film Released All Over in Uk.
Posted 27 Aug 2005

Ghayas

Age: 124
7715 days old here
Total Posts: 113
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Pakistan mein 2 Female Singer accha gaaty hain 1 Asima Lata and Zara sheikh Asima Lata ney Khoye ho tum Kahan Aur Chalo Ishq Ladayen ke liye song Gaye Bbhut Khoob hain kiya paki Director ko yeh Nazar naheen aatey Zara Sheikh Ney C.I.L ke song gaye Akela Mujhey Chor ke Chala hai Kahan, Doobi Duba A Doobia Duba, Asima lata ney Chody Chankey Kangna Boley aur O Bewafa Yeh to Bata. gaya Obewafa aur Chody Chankey ka Music india ney copy bhi kiya Indian Film Rehna Hai Tere Dil Mein ney is ki copy ki. Inki Awaaz bhi Indian Singer sey kam naheen. Paki Director ko In sey Kaam lena chahiye Bakwaaz awaz waley singer ley ker Film sing kara detey hain.
Posted 27 Aug 2005

Ghayas

Age: 124
7715 days old here
Total Posts: 113
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Yaar In Ki Awaaz mujhey naheen pasand Nasebo Lal Aur Akram rahi Urdu Song Gaaney wala koi ho
Posted 27 Aug 2005

Ghayas

Age: 124
7715 days old here
Total Posts: 113
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
shahrukh khan said:

hope his movie will be a family one



I agree with u
Posted 27 Aug 2005

Ghayas

Age: 124
7715 days old here
Total Posts: 113
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Akhbar-e-Jehan ko bhi Khabar likhni naheen Aati Babrik Shah ko Film Khoye Ho Tum Kahan Mein leker chala gaya hai. hahahaha Aur kahani bhi kuch ghalat likhi hai. Yeh naheen Batya Momer Rana Reema sey Shadi kis liye karta hai Reema ke Baap ka thapar ka badla lene ke liye Reema sey shadi karta hai aur jaidaad par kabza karta hai.
Posted 27 Aug 2005

Topic: Real Review

Ghayas

Age: 124
7715 days old here
Total Posts: 113
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Is liye naheen aarahi kyun k Pesa naheen hai Fahim Burny ke paas Lekin Syed Noor ki Film to 2 saal baad aajaeye gi Salakhain Cooming soon on DVD Cinemas sey foran utrney ke baad DVD Release ho jaye gi. reema ki film Koi Tujh Sa kahaan bhi Ziyada der naheen karey gi Reema ney bataya Badi Market Mein mene Orignal DVD de diya hai jald hi Release ho jaye gi 1 ya 2 saal mein.
Posted 27 Aug 2005

Ghayas

Age: 124
7715 days old here
Total Posts: 113
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
yoyo said:

film is gona be crap



Eid Tak toRelease ho jaye gi na Woh bhi kaafi hai. Yeh Ghatya Camera sey Film Naheen bani yeh 4.50 crore ka kharcha aaya hai is film mein
Posted 26 Aug 2005

Ghayas

Age: 124
7715 days old here
Total Posts: 113
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
yoyo said:

MR NICE said:

Well Yoyo you should be reading the above news with interest especially after all the comments you made about KTSK. Remember the Veena Malik and Momi song.



that is rubbish, the censor board chairman is just an old enemy of mubasher.


Saarey Mubashar Lucman ke dushman hain Kiya. Yeh Film Jab Release ho gi to Allah Hit karey Yeh Saal Lollywood ke liye accha saal sabit ho. Mujhey Samajh naheen aarahi What Happened with Mubashar lucman Film ka Tailor 1 saal sey dekha rahey hai aur Release ki tareekh tey kar key wada tod dete hain ke kahin is ka Print naheen puhoncha yeh masla hogaya hai woh masla ho gaya hai. Akhir yeh Film Release ho gi ya Jab Sub Burhay ho jaye gey tab Release ho gi. Mene is Film ka poora song Filmazia per dekha Bhut Zabar Dast Song tha 1 ya 2 Acchay hain PPP title song bakwas hai I like Qawali and 1 Song Yeh Duniya Ki Rasmein. Aha Acchi Film Banai hai lekin Jald Release karni chahiye Kiya Aur bhi logo ko Dushman banana hai. Song Is ka Yeh Duniya Ki Rasmein Bhut Ziyada Pasand hai Mujhey. Haan Aik Aur bhi Accha hai Zindigi Mein Tum Na Hotey.

Yeh Duniya Ki Rasmein

Yeh Duniya Ki Rasmein
Khai Hum Nay Kasmein
Hamein Na Bholao Gey Tum
Achanak Huwa Kiya
Hoi Hai Khata Kiya
Tumhein Yaad Aeyngey Hum
O Sanam Teri Kasam

Mujh Say Na Rotho Gey
Tum Nay Yeh Kaha Tha
Kabhi Jo Na Totey Ga
Woh Wada Kiya Tha
Tumhari Woh Batein
Woh Din Aur Woh Ratein
Kiya Tum Sub Bhol Gey
O Sanam Teri Kasam

Kiya Yeh Pehli Chahat
Kiya Yeh Hai Pehla Pyar
Hum Ko To Ab Tak Hai
Tumhara Intezaar
Wafa Tum Nay Na Ki
Saza Bhi Hameein Di
Kiya Tum Sub Bhol Gey
O Sanam Teri Kasam

Yeh Duniya Ki Rasmein
Khai Hum Nay Kasmein
Hamein Na Bholao Gey Tum


Zindagi Mein Tum Na Hotey

Zindagi Mein Tum Na Hotey
To Yeh Zindagi Kiya Thi
Ishq Agar Tum Say Na Hota
To Yeh Aashiqi Kiya Thi

Hum Bhi Adhorey Rehtey
Tum Bhi Adhorey Rehtey
Hum Ko Koi Na Jajta
Kahin Dil Na Hamara Lagta
Dil Agar Tum Say Lagta
To Yeh Dil Lagi Kiya Thi
Zindagi Mein Tum Na Hotey
To Yeh Zindagi Kiya Thi

Tujh Ko Wahan Mein Paon
Chahey Jahan Bhi Jaon
Bin Terey Kuch Naheen Hai
Tuhi Mere Dil Ki Khushi Hai
Yeh Khushi Tujh Say Na Milti
To Meri Khushi Kiya Thi
Zindagi Mein Tum Na Hotey
To Yeh Zindagi Kiya Thi

Zindagi Mein Tum Na Hotey
To Yeh Zindagi Kiya Thi
Ishq Agar Tum Say Na Hota
To Yeh Aashiqi Kiya Thi

Posted 26 Aug 2005

Ghayas

Age: 124
7715 days old here
Total Posts: 113
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
I have watched the song of Film Tarrap Yeh Inshallah bhut acchi saabit hogi.Yeh dosry film sey Zaea hat kar hai U can Watch Film Song on ATV lollywood program Sitaron ki Duniya aur On Set Entertainment Inside on Filmazia Song ke saath
Posted 26 Aug 2005

Ghayas

Age: 124
7715 days old here
Total Posts: 113
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
AInna Lillah E Wainna Elaihi Rajioon

Allah Un Ko Jannat Mein jaga Ata Farmaye. Aameen
Posted 26 Aug 2005

Ghayas

Age: 124
7715 days old here
Total Posts: 113
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
mene aaj news paper meien Parha hai Eid Ul Fiter par Pehla Pehla Pyar, Dil Se Dil Tak, Sohna Yar Punjabi aur 2 aur ho rahi hain Eid ke din
Posted 26 Aug 2005