HiRa.... said:mere gum ager apko mile hote,
to aapne hosh kho diye hote,
mera dum hai ki main muskurata hun,
aap hote to ro diye hote
HiRa.... said:tanhaiyon se nahi mahfilo se darte hai,
duniya se nahi khud se darte hai,
youn to bahut kuchh kahna hai,
per na jaane kiyuon tumse kahne se darte hai
Waheed_Younis said:nice jiPyar aankho se jataya to bura maan gaye
Haal-e-Dil humne sunaya to bura maan gaye
Woh to har roz rulaya karte the
Ek roz humne rulaya to bura maan gaye!!!
HiRa.... said:Dil karda mera kay meh teray pari par javan
Dar eh hai kay khuda na naraz hoh javay
Khuda tu meri ik khawa’ish nahi poori kiti
Zindagi dhen da ki fai’da jadon tu dil di ik gal nahi suni
Roz meray kolo lang jandi hai
Mun karda kay hath oda par kay dil de nal la levan
Tay bola onu, "eh teray vastay tarapda hai”
Rovan meh apni kismat nu
kay apnay budh naseeb pyar nu
Pulan meh uno kistra
Jadon onay torti hai aakan di neendra
Jaan khuda neh diti tay hai
likin zinda honday vi meray kolo koh liti hai
HiRa.... said:chand ki jaisa tu kabhi ho nahi sakta,.....
chand me dagg hai zalim,,.....
jo tujh me ho nahi sakta ,....
banaya gaya hai tu bus tu mere liye,......
is bat se bhi tujhko inkar ho nahi sakta,.......
rehguzar tu mere tu hi meri zindgi ki chah hai,.......
rehna mere dil me aapna aashiyana samajhker,..........]
bagawat kerta hai ye dil jab tum door jati ho,..........
kehta hai na ja e zalim mujhe tarapta chor ker,......
HiRa.... said:humse adawat hai unko aur dawat pe bhi bulate hain,
apne hi andaaz me hume wo duniyadari sikhate hain.
jab wo sikwa karte hain to lab pe tabbasum hota hai,
kaise kahen ki hum unki baton ka bura maante hain.
farishte si masumiyat liye hue dil pe tir chalate hain,
jakhmo pe marham rakhke maut ki rasm nibhate hain.
lazmi hai parwano ka hona jahan bhi shamma jalti ho,
wah jahan bhi jate hain lakhon sar sajde me jhuk jate hain.
mumkin hai ki meri mohabbat me makool tarap na ho,
ya rahamo karam karne se pehle ahchi tarah azmate hain.
berukhi ka jo bhi sabab ho,ek din to gale lagaenge,
yahi umeed liye dil me hum unki mehfil me jate hain.
HiRa.... said:nicejanae ye kaise musibat hai duniya,
aashiquo ki dushman purani hai duniya/
HiRa.... said:guudtere dard se dil aabad raha,
kuchh bhul gaye kuchh yaad raha,
HiRa.... said:Udaas Shamein Ujar Raastay Kabhi Bulayein To Lot Aana
Kisi Ki Aankhon Mein RatJagon K Aazaab Aayein To Lot Aana
Abhi Nayi Wadiyon Naye Manzaron Mein Reh Lo Magar Meri Jaan
Ye Saaray Ek Ek Kar K Jab Tum Ko Chor Jayein To Lot Aana
Jo Sham Dhaltay Hi Apni Apni Pana Gaahon Ko Lot`tay Hain
Agar Woh Panchi Kabhi Koi Dastan Sunayien To Lot Aana
Mein Roz Yunhi Hawa Pe Likh Kar Us Ki Taraf Bhejta Hon
K Achay Mausam Agar Paharon Pe Muskurayien To Lot Aana
Agar Andheron Chor Kar Bhool Jayein Tum Ko Tumharay Sathi
Or Apni Khatir Apnay Apnay Diye Jalayein To Lot Aana
Meri Woh Baatien Tu Jin Par Be Ikhtiyar Hansta Tha KhilKhila Kar
Bicharnay Walay Meri Woh Baatien Kabhi Rulaien To Lot Aana(nm)
Fairl_Girl said:
Fairl_Girl said:
Doctor Sam said:ahaan niceMohabbat aisa darya hey
K barish rooth bhi jaye
to pani kum nahi hota..
Amjad Islam Amjad
QUEEN VICTORIA said:mohabbat aisa rog hai
jo ik baar lag jaye to
zindagi bher khatam nahin hota
Doctor Sam said:
Mohabbat aisa naghma hey
zara bhi jhol ho lay main
to sur qayam nahi hota
Mohabbat aisa shoala hey
hawa jesi bhi chalti ho
kabhi madhham nahi hota
Mohabbat aisa rishta hey
k jismain bandhnay walon k
Dilon main ghum nahi hota
Mohabbat aisa poda hey
jo tab bhi sabz rehta hey
k jab mosam nahi hota
Mohabbat aisa rasta hey
agar pairon main larzish ho
to ye mehram nahi hota
QUEEN VICTORIA said:nice queeny ji
wafakadard said:nice jiAjeeb rang mein guzri hai zindagi apni
Dilon pe raaj kiya, aur pyar ko tarsey
Fairl_Girl said: