Age: 125
6904 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
woh kiya gaya
.................
woh kiya gaya rafaqat kay saray luft gaay main kis say rotth sakoon gi kisay manaoon gi aab us ka fan to kisee or say howa mansoob main kis ki nazam akilay main gun gonaoon gi...
khushboo aseer kar kay ouda a phir hamain phir youn howa kay hum bhee fiza main bhikhar ga a hijar wesal aek hi lamhai ki baat thee ek pal guzar gaya to zamana guzar gaya
phool , kalyaan , bahaar , shezaday mayri oumroon k khowab mat pochoo by makani hoee moqadar aab hijartoon k aazab mat pochoo
yadoon nay aztarab ki rekhaain kheench dee warna mayray sakooo ka kagaz safaed tha
har chnd k hai jagg main rewaj or tarhaan ka paya hai hum nay magar mizaj or tarhaan ka us say kabhi apni bani hai na banay gi hum or tarhaan k hain samaj or tarhaan ka
Age: 125
6904 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Jis Shaam Mere Lab Per Tera Naam Na Aaye, Khuda Kare Aisi Shaam Na Aaye.... Aai Jaane Wafa, Ye Kabhi Mumkin Hi Nahin, Afsaana Likhnu Aur Tera Naam Ma Aaye.
Age: 125
6904 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
NA MAIN PASS US KO BULA SAKA NA MAIN DIL KI BAAT SUNA SAKA WO HANSI HANSI MAIN HI CHAL DIA KAY MAIN HAAT TAK NA HILA SAKA MUJHAY KIA KHABAR KAY WO KIA HOWA MUJHAY KITNA GHAHRA KHUMAR THA MAIN KHARA THA US KAY HISAR MAIN MERAY IRAD GIRD MAIN GUBAR THA YOONHI SOOCHTA RAHA DAIR TAK MAGAR US KO KUCH NA BATA SAKA NA MAIN PASS KO BULA----------------- YEE BHI THEEK HAY WO CHALA GAYA MUJHAY BAND RASTAY PE CHOOR KER YEE BHI THEEK HAY NA AYEE GA KHABHI BUT ANA KA WO TOOR KER WO JUDDA BHI KAISAY HOWA KAY MAIN KOEE RASM BHI NA NIBHA SAKA NA MAIN PASS US KO BULA SAKA NA MAIN DIL KI BAAT SUNA SAKA WO HANSI HANSI MAIN HI CHAL DIA KAY MAIN HAATH TAK NA HILA SAKA
Age: 125
6904 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
KUNGAN ( bracelet)
kaash mein terey haseen haath ka kungan hota
Toou barey chaao se, barey maan ke saath apni nazuk si kalaai mein charhati mujh ko aur betaabi se furqat ke khizaan lumhoon mein . Toou kissi soch mein doobi jo ghumaati mujh ko Mein terey haath ki khusboo se mehek sa jata
Jab kabhi mood mein aa kar mujhey chooma karti Terey honton ki mein hiddat se dehek sa jata
Raat ko jub bhi toou neendon ke safar par jati Murmareen haath ka ek takiya banaya karti Mein terey kaan se lug kar kai baatein karta Teri zulfon ko terey gaal ko chooma karta
Jub bhi tu bund qaba kholney lugti janaan Apni aankhon ko terey husn se kheera karta
Mein teri rooh ke gulshan mein mehekta rehta Mein terey jissem ke aangan mein khanakta rehta
Kuch nahin tu yahi be-naam sa bandhan hota Kaash mein terey haseen haath ka kungan