London_Girl
Age: 125
6904 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
BisMa said: Hi and Salamz My JBzz Friends.............
pls app sab meri friend k liye pray karain wo ajkal bohat zayaada Aziyat mein hay us ki tabiyat bohat kharaab hay ajkal so pls pry 4 her
awwwww, my sweet sis
app ki friend abhi theek nahi hoi'n??????
Muje umeed thi key uska treatment start ho gaya hoga
I'll pray sab theek ho jae app ki dost keliey! ALLAH ussey lambi or healthy life se nawazey, Ameen!
London_Girl
Age: 125
6904 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
TUJHAY MIRCHI LAGI TO MAY KYEA KAROON
Apple kat ta hoon knife se,
Paani peeta hoon pipe se,
Kya zamana aaa gaya,
Joote khata hoon wife se
Gul gaya, Gulshan gaya, Gaye honthon ki laaali
Ab to peeecha chor de, main ho gaye bachchon waali
Kamaata nahin hun itni ke tujhe roze khilaoon
Aaati hai to aaa ja, ya kisi aur ko pataooon
------------------------------------------------------------ -------------------------------------
Toot Jaate Hain Sabhi Rishte Magar
Dil Se Dil Ka Rishta Apni Jagah
Dil Ko Hai Tujh Se Na Milne Ka Yaqeen
Tujh Se Milne Ki Dua Apni Jagah
Mast Nazron se dekh lenaa tha..
Agar tamanna thi Aazmane ki..
Hum to Behosh Yun hi ho jaate..
Kya zaroorat thi muskurane ki..
Chehrey Per Banawat Ka Gussa,
Aankhon Say Chalakta Pyar Bhi Hai,
Is Shauq-E-Ada Ko Kya Kahiye
Inkar Bhi Hai Iqraar Bhi Hai.
------------------------------------------------------------ -------------------------------------
Raat bhar jaagi ho jiske sapno mein,
kaise kho gaya wo raat ke andhero mein,
Dhoondti rahi tum mujhe, dil ke kisi kone mein
main bas raha hoon, tumhari dhadkano mein, tumhari saanso mein
Main chup hi sahi, magar magroor nahin
Ek khamoshi hi sahi magar, koi shikwa nahin
Na tumse koi shikwa hai jaanam, na koi naraazgi
ye dil ka lagana hai jaanam, nahin koi dil lagi.....!!!
London_Girl
Age: 125
6904 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Bhigey hoye din hain.
Bhigey hoye din hain bhigi hoyi ratain
Thamti hi nahin hain hijr ki barsatain
Mosam ki udasi or dil ki ye tanhai
Palkon pe ruki hain bhigi hoyi batain
Khanjar ki tarah se dil main gara hai
Rukhsat ka saman wo bhigi hoyi sa'atain
Ankhon ke samander main dard ki lehrain
Dol rahi is main yad ki baratain
Guzre zamane main mangi thi duaen
Bhool gaye ab to wo sari manajatain