Age: 125
6905 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Itna hi yaad rakha mujhe Jaise Kisi kitab main Bite dinoon ke dost ka Aik khat para huwa mile Lafz mitay mitay se hoon Rang Ura Ura sahi Lekin woh ajnabi Na ho Uth kar tere galay laghe Bhole huwe tamam dukh Guzre huwe tamam such Beetay huwe dinoon ki sab katha Tujh se kahe aur ro pare Itna hi yaad rakha mujhe Beetay dinoon ke dost ka Jaisay ke koei khut hoon main Rakha huwa kitab main...
Age: 125
6905 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Dil Ki Chokhat Pay Ek Deep Jala Rakha Hai Terey Laut Aanay Ka Imkaan Saja Rakha Hai Saans Tak Bhi Nahin Letey Hain Tujhay Sochtay Waqt Hum Nay Is Kaam Ko Bhi Kal Pay Utha Rakha Hai Rooth Jaatay Ho Tu Kuch Aur Haseen Lagtay Ho Hum Nay Yeh Soch K Hi Tum Ko Khafa Rakha Hai Tum Jisay Roota Hua Chorr Gaey Thay Ek Din Hum Nay Us Shaam Ko Seenay Say Laga Rakha Hai Chain Lenay Nahin Deta Yeh Kisi Tor Mujhay Teri Yaadon nay Jo Toofaan Utha Rakha Hai Jaanay Waalay Nay Kaha Tha K Woh Laut Aye Ga Zaroor Ek Isi Aas Pay Darwaaza Khula Rakha Hai Terey Jaanay Say Jo Ek Dhool Uthi Thi Ghum Ki Hum Nay Us Dhool Ko Aankhon Main Bassa Rakha Hai Mujh Ko Kal Shaam Say Woh Bohat Yaad Aanay Laga Dil Nay Muddat Say Jo Ek Shaks Bhula Rakha Hai
Age: 125
6905 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Kyun rulaate ho humien ? Kyun bhool jaate ho humien? Tere hee sahaare to jee rahe hain hum.. To phir kyun akela chod jaate ho humien?
Har baat ko chupana ataa hai tumhein, Roothon ko manana ataa hai humien. Roothe ho tum najaane kis baat par ... To phir wo baat kyun nahi bataate ho humien?
Jaan jaati hai hamari , Jab yaad aati hai tumhari. Tum to humien bhula dete ho... To phir kyun yaad aate ho humien?
Hum jeene k bahaane marte rahenge, Pyaar hum tumse karte rahenge. Pyaar to tum bhi karte ho..
Age: 125
6905 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Wo shaam kuch ajeeb thi. Wo shaam kuch ajeeb thi.
Chai har taraf mayushi thi fizaaoN me bhi ek rushwai thi. Aayi khushiya toh wo bhi Lagi gamm ki parchai thi. Bheegi thi palke, labo pe Siskiya chai thi. Humhe unme aur unhe hum me Bewafai nazar aayi thi.
Wo shaam kuch ajeeb thi. Wo shaam kuch ajeeb thi.
Hum mohabbat ko, mohabbat Humhe dhoondh nhi payi thi. Unke ek didaar ke sazde raateiN nazaro me bitayi thi. Dil toh humne khoya tha Udhar toh sadaa hi rushwai thi. Tabhi aankhe toh ronaa chahti thi Magar palke na saath de payi thi.
Wo shaam kuch ajeeb thi. Wo shaam kuch ajeeb thi.
Kyu har mushkurahat ko unki Humne samji pyar ki angdai thi. Kyu har aahat pe unki Lagaa bahaaro ki ruth aayi thi. Kyu unn adaao me unki Dikhta ek nasha, ek gahrai hai. Kyu unn aankho me unki meri saari duniya samaayi hia.
Wo shaam kuch ajeeb thi. Wo shaam kuch ajeeb thi.
Toota khwabo ka aashiyana Jindagi jindagi na reh payi thi. Gunah-e-dil ki sazaa kyu Bekasoor dhadkano ne payi thi. Dour mulakato ka nahi chala toh kya Mehfil-e-ishq toh sajaai thi. Anzaam-e-ehsaas na mila toh kya YaadeN jigar me samaai thi.
Age: 125
6905 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Life itself is a fact Love is a dream We often open the door to look back-- but find it difficult to clearly see. Sometimes we're like the fish-- that swims up stream. It's all an ILLUSION.
Time goes on forever. Space is never ending. While you're there with her-- instead of being here with me You're only an ILLUSION.
I was the magic. You were the act. our love was a trick What did it lack? It was just an ILLUSION.
Age: 125
6905 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Mohabbat Maqsad Hai Zindagi Ka Mohabbat Muqaddar Hai Her Kisi Ka Mohabbat Pakeezai Ka Naam Hai Mohabbat Her Khushi Ka Pegaam Hai Mohabbat Hai To Rehmat Hai Mohabbat Hai To Chahat Hai Mohabbat Pyar Ish-o-Lagan Hai Mohabbat Main Her Shakhs Magin Hai Mohabbat Main Zindagi Kho Jati Hai Mohabbat Haar Hai Mohabbat Jeet Hai Mohabbat Hi Dil Ka Sacha Meet Hai Mohabbat Phoolo Ko Hui Kantoo Se Mohabbat Palkoo Ko Hui Aankhoo Se Mohabbat Chand Ko Hui Chandni Se Mohabbat Rooh Ko Hui Ragni Se Mohabbat Subha Ki Pehli Kiran Hai Mohabbat Do Diloo Ka Millan Hai Mohabbat Hi Meri Manzil Hai Mohabbat Hi Mera Dil Hai...!!!
Mohabbat Hi Majbori Hai.. Mohabbat Hi Kamzori Hai...!!! Khushi Mili To Has Na Sake Ghum Mile To Roo Na Sake Zindagi Ka Kya Yehi Dastoor Hai..! Jise Chaha Use Pa Na Sake Jise Paya Use Chaha Na Sake
Age: 125
6905 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Night falls upon cities, vast, unknown capturing souls, memories thunder by, a moment when thoughts were true, blissful nights beauty, laughter a thing to be remembered among lost ashes..
Night, playing with yesterdays beliefs, now a question, was it lived good? maybe just a gesture, maybe a dream, maybe never happened! maybe all beliefs changed overnight in it's hellish dance to survive..
Night reveals substance, light, cool, fresh, a release, a understanding how it all worked when silence drifted from afar,distant druming of emotion linger through coves, that once brought beauty amongest the peaks where birds nested undistrubed..
Night quietly falls where only danger survives, spirits of our fathers softly lay there hands upon a dying world of confusion, tears soak the thirsty grounds of memories green with understanding treasures of what was once upon a time..
Age: 125
6905 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
A Special Boy God designed you just as you are. With a bright smile, and a big heart. Two strong arms, to give big hugs. Two beautiful eyes to hunt for bugs. You are full of hope, and hold such joy. You are a child of God, A Special Boy!
Age: 125
6905 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
"Mask Of Smiles" Some days are so hard for me. They cause me pain that you can't see. Often I'm suffering with it alone. Because these pains are my own.
My pains aren't always physical. They can be mental or emotional. So I hide them well. I put on my MASK OF SMILES 'Cause I don't know what else to do.
Age: 125
6905 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Hamari eid hum har tarha manaengay Hamra shaikh kay fatway per atbar nahi hamaray dupty comishnar nay chand dekha hay hamen khabar hay kay woh gair zimay dar nahi ------------------------------------------------------------ -------- Yea rabay dily jeady ko zinadha tamna day Tu khwab kay pyasay ko tabeer ka darya day Iss bar makan badllon tu asi parosan hoo jo kalab ko garam day or rooh ko tarpa day ------------------------------------------------------------ -------- way say tu zindagi may kuch bhi us nay na payea jab dafan howa tu shair kay bhaag jagay woh sadgi may in ko doo sameen samjha bas athween ghazal per munka nakir bhagay ------------------------------------------------------------ -------- Iss ko apnay hussun ka fitrana kah Fees baboo ko ager deni paray is ko rishwat mat samajh nazrana kah hussn ki gur dekhni hoo barhami aek din nasreen ko rukhsana kah har jawan orat ko baji mat bana jo moamar kah appa na kah sirf itna kar kay mujhko mat suna 20gazlen rozana shooq say kah
Age: 125
6905 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Aj ki raat buahat bhaari hai Aj ki raat buahat udas hoon mein Aj bewaja pareshan sa hoon Koi anjan sa andhera hai Koi benaam si veerani hai Kucch ghutan si hai aj mehfil mein Jismein apne bhi gair lagte hain Aj mausam bhi kucch ajeeb sa hai Yoon lagta hai jaise sawan bhi mere angan mein aag barsaye... Kitna hassas hogaya hoon mein
Bahar bhi khizaan khizaan si lage Aey meri jaan mere dil ke makeen Tumne dekha bahar kucch bhi nahi
Rung-o-khuhboo nikhaar kuch bhi nahi Bass ik lamha tu nahi ayi Aur mein kya se kaya hua joa
Age: 125
6905 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Zindagee kiya hai? Kabhi iss haqiqat koo jaan sako gay tum? Hai sehra ki turhan lumbi. Ragista'n ki jaisi bunjer Rait ki turhan sakhat naa haath mien anay wali Suraj ki tapish jaisi Gaar mil jaye kahien a'ass koi sahr'ab ki turhan thundi Barish ki pehli bond jaisi shafaf Suraj ki pehli kiran jaisi Chand ki chudhwien raat jaisi Lakin kiya hai yeh saab?? Apnay app ko khatum kernay kay liya kharida hoya yeh waqt Baas kuch dair kaa dhokaa Or phir lafani zindagee Kiya kuch paa liya or kiya kuch kho diya Kuch nahi jaan sakey Akhiree waqt bas a'ik khalish kaa ahsas raha Joo waqt guzer gaya hai Kiya woo abb Meri zindagee mien Joo yaad bun ker reh chuka hai Kiya?? Meri grif't mien aa sakta hai Dobara… Zindagee kaa na tamam safer Joo shayad Hi kabhi khatam hoo Meri zindagee ki woo ronaqien Shayad hi kabhi wapis aien Baas kuch din kaa or dhoka hai Meri zindagee kaa khail bhi Phir khatam ho jaye gaa Abb kiya mila Iss zindagee kay hathoon humien Kuch nahi kuch nahi