Age: 124
6856 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Raat ki tanhayon main awaz diya karte hai
chand or sitaron se tumhari baat kiya karte hai mujhe nahi pata mere ghar wale kahte hai hum raat main bhi tumhara naam liya karte hai
Yun to pyar karne waale tumai kam na milengay, Mil jaingay hum jaise bohot ,,, per hum na milengay.
ye khwaab hi hai jo humen unka ehsaas dilaten hai. sapno main sahi wo aankhon se pyar ki sharaab pilaten hai. wo lambye baalon ka ulajhna,wo pyari si muskaan .unke chahre ki wo shokhi,ye dil mera kurbaan. wo laal libaaz main lipta hua husn kya kamaal tha. jiski koi misaal nahi wo mera yaar bemisaal tha.
Tera daman na Chhodege hum tere chahane wale hain ullfat ki rah main khud ko mitane wale hain Chahe jitane bhi kar le tu julmo sitam Hum her Haal main Nubhane wale hain.
Yeh dosti meri nahi hamaari hai, Isliye toh saab rishton si pyaari hai. Zaroori nahi doston ka roz milna, Tabhi toh sms ka silsila jaari hai!
Hum Raat Ki Tanhai Me Tumhe Awaz Diya Karte Hai Aur Sitaron Se Apka Jikr Kiya Karte Hai Naa Aao Khwabon Me Humare Hum Bhoot Se Dara Karte Hai
Kabhi unki palko se unka izhaar hoga Dil ke kisi kone mein unke hamare liye pyar hoga Guzar rahi hai raat unki yaad mein Kabhi unko hamara bhi intezaar hoga
Age: 124
6856 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
AIK DOOR AISA THA'''''''''
Tu Akelay Milta Tha Aik Dorr Aisa Tha Dil Bhout Machalta Tha Aik Dorr Aisa Tha Bey Khudi Ka Woh Mausam Kitna Acha Lagta Tha ! Har Qadam Behakta Tha Aik Dorr Aisa Tha Kis Tarhan Buhladoon Teray Wisal Ki Ratin ? Chand Hum Say Jalta Tha Aik Dorr Aisa Tha Tu Udass Lamhoon Main Mujh Ko Ourr Leti Thi Main Tujhe Pehanta Tha Aik Durr Aisa Tha Mujh Say Teri Duri Ka Ghum Saha Na Jata Tha Sab Say Main Ulajta Tha Aik Dorr Aisa Tha Tum Tu Sab Baharoon Ko Saath Apnay Lay Gay Apna Ghar Mahakta Tha Aik Dorr Aisa Tha Sab Andehri Ratoon Ko Main Saath Chor Detay Thay Tu Nahi Badalta Tha Aik Dorr Aisa Tha Uss Kay Hijar Main Bey Kuli Si Rehti Thi Dil Kahin Na Lagta Tha Aik Dorr Aisa Tha
Age: 124
6856 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
ACHIEVING DREAMS --
A dream is a seed The seed of a tree A tree full of life And the things you can be Your dreams are the windows Through which you can see A hint of your future And the things you will be Each night when you sleep YOur feeding the seed The seed of the tree Of who you will be
Age: 124
6856 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
You Are You are my inspiration, My love education, My one and only vocation, A love of all ramification. You are my destiny, My love chemistry, My one and only electricity, A feeling beyond capacity.
You are my one and only, My love pony, My one and only folly, The one that makes me homely
Age: 124
6856 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Meray Dil Ko
mohabbat ko baraye naam rehnay do sabhi kuchh chheen lo mujh se magar ye shaam rehnay do... meray maazi ki kuchh kalyaan khizaan main jhad na paain gee meray maazi ko band kalyon ko band kalyon main tum gumnaam rehnay do... na poochho mujh se meray dil ka haal reh reh kar meray ashkon ko aqat bar sar-e-kalaam rehnay do... najanay aas paas kyun lagay adhoora kuchh?.. meri iss zaat ko mehdood-e-ishq ilzaam rehnay do... meri hasti kay kuchh oaraaq khaali khaali hain MISHILL... meri yaadon kay kuchh asbaaq bas benaam rehnay do...!
Age: 124
6856 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
To Touch A Heart Of Someone
To touch the heart of someone dear, Though it might sometimes cause a tear, To fall or rest upon the cheek, Should be something all should seek. For often hearts, not touched at all Start hardening and shrinking small. And then the time it takes to grow A loving heart is very slow. For hearts expand as those who care Extend their love and let us share A moment, space or special phrase That eases pain on dreary days. Or simply starts our lips to smile, And brightens time for just a while. The ways and kinds and means of sharing It seems to me, are based on caring. And though we're often worlds apart, You still can touch my very heart. You make me smile or shed a tear, And I'll remember year to year, Just how your touching helped me grow. I just thought I'd tell you so.
Age: 124
6856 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
kabhi yun bhi aa meri aankh main kay meri nazar ko khabar na ho mujhay aik raat nawaaz daey par is kay baad saher na ho woh bara raheem o kareem hay mujhay yeh sifaat bhi ataa karay tujhay bhoolnay ki duaa karoon toh meri duaa may asar na ho
Age: 124
6856 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
HAZAROON DUKH PAREY SEHNA "MOHABBAT MER NAHI SAKTI" HAI TUM SE BUS YAHI KEHNA "MOHABBAT MER NAHI SAKTI" TERA HER BAAR MEREY KHAT KO PAHR NA AUR RO DENA MERA HER BAR YE LIKH DENA "MOHABBAT MER NAHI SAKTI" KIYA THA HUM NEI CAMPAS KI NADI PER IK HASI WADA BHALEY PAREY HUM KO MERNA "MOHABBAT MER NAHI SAKTI" JAHAN MEI JAB TALAK PANCHY CHAHAKTEY URTEY PHIRTEY HAIN HAI JAB TAK PHOOLON KA KHILNA "MOHABBAT MER NAHI SAKTI" PURANEY EHAD KO JAB JINDA KER NEY KA KHAYAL AAI MUJHEY BUS ITNA LIKH DENA "MOHABBAT MER NAHI SAKTI" WO TERA HIJER KI SHAB PHONE RAKHNEY SE PEHLEY BAHOT ROTEY HUA KEHNA "MOHABBAT MER NAHI SAKTI" AGER HUM HASRATOON KI KHABAR MEI DAFAN HO JAAIN TO KATBOON PE LIKH DENA "MOHABBAT MER BAHI SAKTI" PURANEY RABTOON KO PHIR NAI WADOON KI KHAWAHISH HAI ZARA IK BAR TO KEHNA "MOHABBAT MER NAHI AKTI" GAI LAMHAT FURSAT K KAHAN SE DHUND K LAOON WO PEHROON HATOON PE LIKH DENA "MOHABBAT MER NAHI SAKTI"
Age: 124
6856 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Woh kuch sunta to main kuch kehta,mujhe kuch aur kehna tha_+_+_+_Woh pal bhar kay liay ruk jata,mujhe kuch aur kehna tha_+_+_+_Galat fehmion ne hi baat ko barha dala younhi varna_+_+_+_kaha kuch tha,woh kuch samjha,mujhe kuch aur kehna tha
Age: 124
6856 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
"ADHOORAY KHUWAAB"
Aik wahma tha dil main Shayad kabhi milo tum kuch dair ruk ker poocho beetay dinoon ka moosam aawaz main ho larzish aankhoon main ho tajassus Mazay ka koi lamha shayad atak gaya ho sab bhool ker bhi shayad kuch yaad agaya ho phir main tumhain bataoon apni khushi ki baatain har dukh ko chupa ker dil main aasoodgi ki baatain wo chand chudhween ka taroon bhari wo aankhain dilkash haseen shamain maasoom wardatain wo piyaar ka tasawwor wo bandagi ki batain Wo rooz rooz marna Aur zindagi ki baatain Tum dukh say muskurao Dheeray say muskurao Dheeray say paas aao Sar ko jhuka kay apnay Chup chaap loot jao Phir main bhi muskuraon Man kay diyay jalaon Duhraon apnay dil main Taa'luq say haqeeqat Aik khuwab zindagi ka Haan umer bhar jo daikha Kabhi ho saka na pora Younhi rah gaya adhoora Aik khuwab-e-zindagi tha