Age: 125
6351 days old here
Total Posts: 1036
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
we all friends and coznz were all together in some party at our home. raat ko dair tak gapain lagti rahin aur wahin per farsh per bistar bichae aur khawab-e-khargosh mai gum. rat ko aik czn ko pias lagi. andheray ki wajah sai nazar nahi aya aur frnd kay paon sai takra kar dharam sai baqi czns kay oper. bokhlahat kay baad sab ko hasi ka dora para aur adhi raat ko pagalon ki tarah andheray mai hasi aur qehqay. khamoshi chanay lagti to phir kisi na kisi ki hasi phot parti aur phir wohi sorat-e-hal. kafi dair baad aik czn nay himat ki aur lite on ki to khamoshi howi.
Age: 125
6351 days old here
Total Posts: 1036
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aisa hota hai. and problem start due to cultural difference of limits and not following religious limits. solution always lies in talking and sorting out the issue which causes problem. agar problem a rahi hai to is ka matlab yeh nahi keh aisay rishtay karna hi chor dain. many people have happy lives too.
Age: 125
6351 days old here
Total Posts: 1036
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
madgirl* said:
funniest excuse??????????? funniest embarising moment batati hoo mai school ki taraf se ek contest k liye ek cadet college gayi to waha sab cadets hume dekh kar kaafi rob jama rahe the jab lunch time aaya to waha k basket ball court mai sab k liye intezaam tha jab mai ghalti se cadets k mess pohonch gayi..infact ghalti se nahi mujhe ek cadet ne bewaqoof banaya ab waha mai akeli larki or sab mujhe ghor ghor se dekh rahe hai k ye yaha kiu aagayi phir maine confidence k saath barh k un k saath beth ker lunch kia jab bahar aayi to socha ye maine kia kar diya????????kher us waqt mai 9 mai thi so .................lakin kabhi kabhi bohat sharmindagi hoti hai jab wo baat yaad aati hai us k saath hasi bhi aati hai k mai kitni bewaqoof thi waha se nikalne k bajaye unhi k saath beth gayi