Pandora

Age: 124
6954 days old here
Total Posts: 6
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ur toota howa car dekh k mujhe ye toor phoor yaad aye
isleye
Posted 23 Nov 2005

Topic: working moms

Pandora

Age: 124
6954 days old here
Total Posts: 6
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
jahan tak mujhe pata hae to jo jo ladies job karti hain......woh jab ghar wapas ajati hae to kaam our office k waja se takhi hooi hae ....
our dosra job karne k bad ghar main bhi unka so kaam hote hae .....our is time main bache bhi jo k kuch hours aapne maan se door hae... unko dekhte hi chahte hae k kuch der maan sey baat kare ...sare din k sawalat jo zehan main hae aapne maan se share kare ....our khas unko maan ki muhabbat unko zarorat hae k maan kuch der unko peyar kare
our bechari maan, unko paas time hi nahin hae ye sab karne ki...our is waqt hae k bache k har sawal k jawab ya na hote hae ya unko dant parte hae ya etc etc
our ye sab reason   hae bache k bigarna....
our ek baat our
joint family system main ya bache ko ek zayada laad peyar karne k waja se ya k unko dantne k waja se woh bigrta hae!
Posted 12 Nov 2005

Pandora

Age: 124
6954 days old here
Total Posts: 6
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
welcom back
Posted 12 Nov 2005

Pandora

Age: 124
6954 days old here
Total Posts: 6
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
chaey bura ho ya acha waqt...har din main har sanans main Allah ko yaad karti hoon...
our karna bhi chaey
Posted 12 Nov 2005

Topic: Nafrat

Pandora

Age: 124
6954 days old here
Total Posts: 6
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Nafrat ek aesee aag hae jo insan ko andar hi andar rakh kardeti hae...
Nafrat sey jeene wale DiL peyar ki azeem nehmat sey lutf andooz nahin hote...our i think life main bas wohi log zayada ezzat pate hain jin k DiL shafaqat our muhabbat sey sarshar hote hain!
agar ham waqahi apna life ko behtar banana chate hain to apne ghamon ko pii lena chaey our dukhon ko seeney main dafan karna chaey
tujhe pokara hae be erada...jo DiL dukha hae buhut zayada!
Posted 12 Nov 2005