Rapunzel
Age: 125
7151 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Bazigaar said:
rapunzel said:
Aik prob ka pochna hai mujhe har country mein chand (islamic months) ka alag nikalta hai eid bi alag hi hoti hai Zilhaj k maheenay mein kuch dua n nawaf waghira jis din hajj hota hai us din wo dua parhni hoti hai ab masla ye hai k we r in Pak tu hum wo dua kab parhain?jab Suabi Arab mein hajj ho rha ho ya jab yahan hajj ka din banta hai
Eid hum Saudi Arab ks ath nhi manate lekin Hajj tu dosri cheez hui na Koi guide kare Plzz
u have to go according to where u live!!!
tell me this...do we say our 5 time prayers on saudi arabia's timings??? no right...bas to phir...simple se logic hae...u do what u have to according to where u live...
last but not least...God knows..He see what we r doing...agar app sachay dil se jo kerna hae kar rahi ho to Gid will inshallah accept it even if u r early or late
Thank u Bhai ap ne waqai meri prob solve kar di hai
Rapunzel
Age: 125
7151 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Aik min Aik min mein hargiz usk father kis ide nhi le rahi im just saying k kasoor dono ka hai kisi ka ziada kisi ka kam Father ko aisa nhi karna chahiye tha Islam k khilaaf hai Allah talah Qatal ki ijazat hargiz nhi dete
Baazi Bhai ap ne jo batain ki tu usk lye ye kahon gi k jo bombers hain wo muslims nhi coz kisi ki jan lene wala puri insaniyat ka dushman hai Qasoor movlion ka hai jinhon ne Islam ko ab Duniya mein aisa pesh karna shuru kar dya hai
Qv mein ap se mutafiq hon waqai aj kal lerkian ka huliya dekh k khud sharm ati hai ghalti parents ki hot hai pahle dheel dete hain aur baad mein jab aulad out ho jati hai tu phr qatal ki nobat ajati hai
Srk tum mualana's k kafi khilaf ho ye Molvi aj kal k kafi se ziada ajeb hain but wohi baat insan mein khud aqal honi chhaiye ye qatal ka mashwara us baap ko zaroori nhi kisi molvi ne hi dya ho
Aik aur baat jo halaat us lerki k the jahan wo rah rhi thi ye sab normal routine hai parents jab aise mulk mein rahte hain tu unhein special care chahiye apni aulad ki takay alad aur parents dono ko takleef na ho baad mein